Next morning 🌄
Trc: aaj ka subh bahut acha lag raha hai. Aaj hin baat kar leta hun bahu se.
Brc: Namoskar dada 🙏
Trc: Namoskar. Aao nasta kar lo. Bihari, nasta lagao ge ki nahi?
Bihari: Aaya malik.
Bihari comes with a tray of food for breakfast.
Bihari: Yeh lijiye. Sab tayar hai.
Trc: Arey aaj kuch khas hai kya?
Bihari: Nahi malik.
Brc: Toh phir itna sab kyu banaya?
Bihari: woh dara saal....
Bon: Kaka ji, meine bana ya hai. Isiliye!
Trc: Bondita beti?
Brc: bondita tum?
Bon: Suprabhat 🙏. Mera kuch kaam tha Anirudh ji sie, isiliye mein ghar aayi thi. Dekha ki bhari babu, mera matlab Bihari babu ekele kaam kar rahe the. Isiliye socha ki madard kar dun. Asa hai ki koi apati nah ho
Brc: No problem at all. Thanks a lot for the help.
Trc: Han beta, madard ke liye sukriya.
Bon: Sukriya maat kahiye.
Trc: Wese mein tumhare hin ghar jane wala tha.
Bon: Kyu?
Trc: kuch baat karini hai.
Bon: Haan boliye.
Trc: Yaha nahi. Ekele mein.
Brc: Thanks beta, hamri request sune ke liye.
Bon: mein strict hun, par cruel nahi uncle. Kaka, aap breakfast kijiye. Mein milti hun apko apke room mein.
Trc: Jaroori hai beta.
Bon: Hn kaka, mein Barrister ji ko ek file deke ayungi. Please 🙏
Trc: Thik hai. Tum uske study mein rakh dena file.
Bon: Ji kaka.
Bondita went into the house reliving the memories of the house. The childhood that she spent, the dreams she saw, her worst memory. Everything was coming back to her. She didn't knew if the tears from her eyes were of happiness or sadness.
She reached the study room. Before she could enter, the room was covered with cigarette smoke and Liquor bottles was covered on the floor.
She was shocked to see this scene. She hated that, she cared for him. She hated that, she was worrying for him. Yet she could not control her feelings. She entered into the room slowly and kept the file. Before she could leave, a hand caught her.
That Hand doesn't need a introduction. She knew before anybody who was he. She knew him, his fragrance, his favourites, his policies, his rules, his cruelty, his kidness, Everything!
Bon: Chodiye mujhe Barrister Babu. 😐
Ani: Tumne mujhe peh chan liya?
Bon: Chodiye, kaka ji ne mujhe bulaya hai.😐
Ani: Tab tak nahi jab tak, tum mere sawal ka jawab nah do.
Bon: mujhe nahi dena hai sawal ka jawab. Chodiye. 😐
Ani: Thik hai phir chudalo apne app ko.😏
Bondita kicks his legs and run away from there.
Bon: Chuda liye apne app ko apse. Ab app mujhe phirse nahi pakad payenge. Raet ki tarah apke haaton se mein nikal jaungi and kabhi wapas nahi aungi.
Ani: Bondita! BONDITA!
At Trc's room,
Trc: Aao beta. Andar aao.
Bon: Ji boliye kaka.
Trc: Hamein tumse baat karni hai.
Bon: Boliye.
Trc: Kyu natak kar rahi ho?
Bon: Natak? Kya keh rahe hai app kaka? Mein bhala natak kyu karungi?
Trc: BAHU! Mein jese Anirudh, Som aur Batuk ko bada kiya hai wese hin tumhe bhi bada kiya. Mujhe se toh jhut mat bolo.
Bon: 🥹 kaka sasur ji
Bondita flops onto her Kaka susur ji's feet and crying her heart out.
Trc: Roh mat bahu, hamein sab sach batao
Bon: Meine yeh sab Pati babu ko thakuma se bacha ne ke liye kiya.
Trc: Kya matlab?
Bon: Meri thakuma, ka naam Kalindi Das hai.
Trc: Kya?
Bon: Hn. Meri shaadi ke waqt woh nahi thi warna meri shaadi woh kabhi hone nahi deti.
Aur mujhe apke aur unke past ke bare mein pata hai. 🥺
Unhone mere maa ko apne pati padha ke rakh liya hai.
Maa bhi pati babu ko ghrina karti hai.
Isiliye Mein bhi pati babu ko grina karne ki natak kar rahi hun.
Iss raste mein aur bhi dushman bana diya hai. Itne khatron ke saath mein pati babu ke pass kese asakti hun.
Mein unpe aur bhoj nahi ban sakti. Nahi ban sakti mein bhoj. Isiliye app unki shaadi kisi dusri ladki ke saath taye kare.
Trc: Bahu, kya tum khus reh sakti ho?
Bon: Pata nahi mujhe.
Trc: Mein tumhara haath mere bade bete ke liye chata hun barrister Bondita. Kya dogi tum mujhe mere ghar ke khusiya?
Bon: Kaka sasur ji! Sab jane ke baad bhi app yeh Karenge?
Trc: Beta agar tum nahi toh aur koi nahi. Meri badi bahu sirf tumhi ho sakti ho.
Bon: Thik hai jaisi apki marji, kaka sasur ji.
Trc: Iss rishte ko mein elan karni ja raha hun. 😁
Bon: NAHI! abhi nahi. Ab mere aur ek parivaar hai london mein. Jinhone mujhe apni beti ka darja diya hai. Isiliye mein unse puri baat karke apko elan karne ke liye bol dungi.
Trc: Nahi tum mat baat karo. Mujhse milwado unhe. Mein baat kar lunga.
Bon: Par..
Trc: Ab par bhar kuch nahi. Mein sambhal lunga. Tum chinta mat karo.
Bon: Jaise apki marzi.
Brc: Beta baat hogayi?
Bon: Ji sasur ji. Mein toh maan gayi, lekin mere gharwalo ka pata nhi.
Brc: Kon ? Zee ki family?
Bon: Han.
Brc: Unko mein aur tumhare kaka sasur ji sambhal lenge. Tum chinta maat karo.
Bon: thik hai.
And after the talk, Bondita leaves the house to her office.
[A small word from your author: Do make sure to listen the song after reading this. Cause I won't Bondita forget Anirudh's mistake. 😊 And merry Christmas everyone 💝]
Thanks for reading
(932 words)
~~ Hum hai rahi wattpad ke,
Phir milenge chalte chalte ~~
___♡___
YOU ARE READING
Kesa yeh hai rishta?
Romanceits Andita's story after anirudh's second marriage. What if Bondita hurt herself after anirudh's second marriage? What if the original bondita died and the bondita that was present there hates Anirudh's decision and knew the future and wanted to ch...
