meeting Roy Chowdhury (part 3)

136 15 0
                                    

Living room;

The dinner was over. They were talking in the living hall. Bondita was shocked when nobody said anything to her when she talked so rudely with Ani.

Tuk: (in ears of bon) Bondita ji, dost ke nate apse baat kar sakta hun?

Bon: thik hai. Aryan, mein abhi ayi tum log baat karo

And batuk went to the lawn. And when Bondita stood up...

Trc: Kaha ja rahi ho beta?

Bon: bahar ja rahi hun, Lawn mein.

Binoy: thik hai. Jao.

In lawn;

Tuk: Boudi, app ne mujhe yeh kyu nahi kaha ki app

Bon: mein mil chuki hun unse?

Tuk: han.

Bon: meine bohot kuch bola hai unko. Tumhe pata hai mera plan kya hai!

Tuk: unka dil tod na jese unhone tum hara toda tah. Right?

Bon: Finally tum jaan hin gaye mere plan ko! 😈 So stay out of it.

Tuk: noway. Meine bada kiya hai ki tumhara saath mein nahi chodunga. Mat lab nahi chodunga. I will help you.

Bon: Seriously 😒. Thik hai lekin agar koi bhi chalaki karne ki kosis ki toh mujhse bura koi nahi hoga. 👿

Tuk: (kisi ne sahi kaha hai, ghayal sherni aur tuti hui aurat, ghayal sher se bhi khatarnak hote hai 😵)

Bon: kya soch rahe ho batuk?😏

Tuk: Tumhare bare mein. Bondita please aesa kuch mat karna ki tumhe chot pohence.

Bon: okay.

And they went to the hall.

Aryan: Isse sab pata chal gaya right?

Bon: nahi par adha.

Ana: 1/4 th se 1/2th. Badi khatarnak chiz hai yeh ladka.

Bon: chiz nahi hai. And don't worry I have managed him.

Rose: Guys late ho raha hai. Kal kaam ko bhi jana hai. So chale?

Bon: kaka, sukriya dinner ke liye. Ab hame chalna hoga. Kal kaam ko bhi jana hai.

Ani: kaha karti ho kaam tum?

Bon: Apse matlab?

Ani: As your mentor mein puch raha hun.

Bon: jaha karna chahiye mujhe.

Ani: 😮 itna gussa ho mujhse?

Bon: nahi, gussa kon hai apse. Apko toh mein nafrat karti hun Barrister Anirudh Roy Chowdhury. I hate you. Isiliye agar injury hui toh mere pass mat ana mar dungi tumhe. Bada hai mera. 😈

Ani: lagta hai chot jaldi hin lagni wali hai. 😏

Bon: hope not so. Chalo guys.

Blue borages: Namaste Roy Chowdhury family.

To be continued....
(390 words)

Kesa yeh hai rishta?Where stories live. Discover now