Babita ka sach

528 35 9
                                    

Let's start

Next day

At MPT

Haseena comes to the police station and ps salutes her.

Ps: jai hind ms.

Hm: jai hind.

then Haseena's eyes fall on Karishma who is sitting at her desk and thinking something and hm asks to pj.

Hm: pj ks ko kya hua itni shaant kyon baithi huyi hain?

Ps: pata nhi ms subah se hi kuchh nhi bol rahi hai.

Hm: acchha rukiye hum dekhte hain.

Then Hasina goes near to Karishma and says.

Haseena Malik (hm): Karishma Singh.

Ks: Karishma Singh nhi sapna.
(Lost in her thoughts)

Hm: Sapna. (In confusion)

Then Karishma looks at hm And she is standing on her place and salutes Hasina.

Ks: jai hind ms.

Hm: jai hind.

Ks: maaf kijiyega ms wo humara dhyan mtlb kahi...kahi kuchh soch rahe the hum.

Hm: ks aap thik hai?

Ks: ha hum ekdam fit and fine ekdam chukas. Kahe hum lag nhi rahe thik?

Hm: bilkul nhi.
Berhal aap humare cabin mein aaiye hume aapse kuchh baat karni hai.

Ks: ji.

And saying this, Hasina goes to her cabin.

In HM's cabin

Karishma comes into the cabin and says.

Ks: ji ms aapne bulaya.

Hm: ha kya aap sach mein thik hain?

Ks: ji ms hum...hum bilkul thik hai.
Kahe hum thik nhi lag rahe?

Hm: nhi... aapne bahar sapna ka naam liya kaun hai ye sapna kya jaan sakte Hain hum?

KS: nhi wo humne kal ek sapna dekha tha bas wahi nikl Gaya hoga muh se.

Then Karishma remembers her dream of last night and starts leaving from there when Hasina stops her and says.

Hm: ks kaha Jaa Rahi hai aap?

Ks: kuchh nhi ms thoda sa ghutan (suffocation) sa lag raha hai hume yaha pe toh hum bahar ka hawa kha lete hain thoda jakar. (Little emotional)

Hm: ks aapko sach mein lagta hai ki aisi mood mein hum aapko akele jaane denge. Aap bahar jaiye lambi gehri saans lijiye thoda sa man shaant kariye hum aate Hain thik hai.

Ks: ji dhanyvaad.

And then saying this, Karishma goes out of the cabin and within some seconds Haseena also goes out with ks.

Other side

At BADNAM's stall

Cheetah is drinking tea and says.

CHEETAH Chaturvedi (cc): vishwas nhi ho Raha hai....

Badnam: maa Kasam chai maine hi banayi hai.

Cc: are udbilav tumhara baat nhi kar rahe hain hum apna baat kar rahe hain humko apne aap par vishwas nhi ho Raha hai ki itna bhari mistake hum kaise kar skte hai yarr?

Iqbal: ha to pahle background ka pata kar Lena chahiye tha na Bina dekhe Singh leke kahi par bhi ghus jaoge toh khooda to futega na.

Cc: ekdam baat sahi bol Raha hai tum waise muh se gobar hi phekta hai tum lekin ye baat tum sahi bola hai iqbal.
Humko na ek aadmi ka baat manna bilkul bhi nhi chahiye tha.
Usi ke baat ke chakkar mein phaskar hum pata nhi kya kya kar liye yarr?

mystery of maddam sir Where stories live. Discover now