Let's start
Continued from the previous part 〽️
Ks to hm: to mtlb aap chahti Hain ki hum bohot bade insan bane apni jindagi mein aur safalta k uss sikhar ko hasil kare jiski koi sima na ho kyo hasi?
Hm: bilkul kashi hum unn doston mein se nhi hai jo chahte hain ki kewal wo aage badhe infect hum toh ye bhi chahte hai ki aapke saath saath cheetah, billu aur sare log bhi aage badhe aur apni life mein success ko achieve kare ise zyada badi Khushi ki baat aur humare liye kya ho skti hai?
Ks: ji...toh hasi kaisa rahega ki agar aapse koi kahe ki ks k pass sirf Lucknow ko hi nhi balki puri duniya ko jhukane ki Shakti hai.
Hm: mtlb. (In confusion)
She says while folding the T-shirt.
Ks: mtlb ye ki ms agar hum aapse kahe ki hum Agni Singh ko jante hai jise aap itne kafi time se dhundh rahi hain.
Hm: aap toh aise kah rahi hai jaise Agni Singh koi aur nhi balki aap hi hai ks wo Agni Singh hai uske aur uski ek do log ki partner ship hai aur wo business tycoon hai kisi ko bhi nhi pata ki wo dono kaun hai kahte hai na dono mysterious person hai mtlb billionaire hai lekin aaj tk kisi ne dekha nhi unko kya kamal ki baat hai aur internet par bhi unki kuchh information nhi hai jisse pata lagaya ja ske ki wo log kaun hai.
(With a smile)Ks: Agni Singh koi aur nhi balki hum hi aapki Kashi urf Karishma Singh hi hai hasi.
Hearing this hm becomes shocked and she looks at ks and asks.
Hm: aap hai Agni Singh.
Ks nods her head in yes and says.
Ks: ji... Shehzada Singh aur let Fizza Singh ki beti Agni Singh.
Then Hasina thinks about her memories and asks Karishma.
Hm: iska matlab wo Delhi wala Ghar wo gaadi, CHEETE ko itni mehngi car gift mein Dena, wo private helicopter ye sab aapki thi.
Ks nods her head in yes and says.
Ks: aur sirf itna hi nhi hai ms aur humara partner koi aur nhi balki chhetah hi hai aur wo millionaire koi aur nhi balki Billa hai.
Hm: kya? (Shokingly)
Ks: ji.
Other side
In rangrez Street
In ShivEetah room
St: kya baat kar raha hai tu KS aur tu business partner hai.
Cc: haa aur wo bilota bhi millionaire hai.
St: kya sach mein?
Cc: ha.
St: lekin ye sab tum dono ne humse kyon chhipaya?
Cc: kyonki?
Other side
And Karishma tells everything to Hasina and says.
Ks: aur phir uske baad humari maa ki wahi turant mrityu ho gayi.
(Teary eyes)Hm: lekin aap hume ye bataiye ki ismein businesswoman banne wali kya baat aa gyi aur aapne ye sach hum sbse chhipaya kyon?
Ks: kyonki ms humne bachpan mein apna Babu ji ko bohot hi sangharsh karte dekha tha ek ek pai k liye unhe bohot mehnat karte dekha tha jis wajh se wo hume time nhi dete the isliye humne ye bachpan mein hi soch liya tha ki hum apni jindagi mein itna Paisa kamayenge ki jisse unki sari paiso ki samsya dur ho Jaye aur wo hume pyaar karne lge aur humari maa Bachpan se hi chahti thi ki hum ek police officer bne isliye humne ye kiya lekin hume kya pata tha ki jis baap k liye hum itna soch rahe hain wo humari hi maa ki jaan le lega.
(Says while crying)
YOU ARE READING
mystery of maddam sir
Hayran Kurguye story special @Amr33n ji k liye likhi gayi hai.