Let's start
Continued from the previous part 〽️
At hospital
When Sakshi comes out, and hm asks.
Hm: sakshi mishti kaisi hai?
Sk: haseena ji mishti ki tabiyat bohot zyada kharab ho gayi hai?
Everyone: kya? (Shockingly)
Sk: 12 ghante ke andar andar agar uska heart transplant nhi hua toh mishti ki halt aur bigad sakti hai aur use koi nhi bacha sakta hai phir?
Ks to sk: heart transplant kahe?
Sk: aap log ko nhi pata hai kya?
Cc: nhi ka hua Dr?
Sk: uske heart mein hole hai aur ab wo itna bada ho chuka hai ki hume heart transplant karna hoga.
Hearing this, all the people get shocked then Shivani gets dizzy and she becomes unconscious then the cheetah grabs her and makes her lie on the nearby bench.
Like this👆
Then Sakshi checks Shivani and says.
Sk: ghabrane ki koi baat nhi hai ye shock ke Karan behosh ho gyi hai kuchh time mein inhe hosh aa jayega.
Aap log kuchh bhi karke heart ka bandobast kijiye.And saying this Sakshi walks away.
The next day
At MPT
On call
PS: kya kah rahe hai aap sach mein?
Bohot bohot shukriya.
(In happily)And she disconnected the call.
Just then Hasina comes from her cabin and asks PJ.
Hm: kuchh pata chla?
PS: ji ms. Ek acchhi khabar hai.
(With a smile)Hm: kahiye kya hua?
Ps: mishti ke liye heart mil Gaya hai.
Then Hasina takes a sigh of relief and says.
Hm: good acchhi khabar hai.
Ps: ha lekin ek samsya bhi hai.
Hm: kya? (Shockingly)
Ps: ms ye jo heart hai wo xyz hospital mein hai jo kanpur road par hai use waha se lekar lana hoga aur sakshi ke hospital mein pahuchana hoga jaha mishti admit hai.
Wo bhi sirf do ghante mein maddam sir kaise hoga.
Abhi toh subah ke 7 baje hain kaise hoga pahle hi 10 ghante nikl chuke hain. Kaise hoga ye sab?Rt to hm: aur madam sir agar mishti ko kuchh bhi hoga toh Shivani ki bhi tabiyat kharab ho sakti hai?
Hm: kyon?
Rt: ms binni se pata chala hai ki kl se hi jbse Shivani ne mishti ki ye khabar suni hai unka BP lagatar Kam hota jaa raha hai. Mtlb Dr kitna bhi koshish kar le na 1 ghanta se zyada waqt nhi hai uske pass.
Hm: nhi aisa nhi ho sakta har jaan humare liye kimti hai hume inn dono ko bachana hoga.
Ok (To ps) aap uss area ka traffic control room ko phone lagaiye aur unhe sari situation bataiye aur ye bhi bataiye ki uss raste mein koi bhi trafic, koi bhi problem, archan Naa aaye unhe please bataiye ye sab.
Hum ks ko phone karke saari baate batate hain.PS: ji ms.
And then PJ calls the traffic control room and tells them everything and Haseena calls Karishma and tells her everything.
And then Karishma quickly reaches Kanpur and takes the heart and calls Haseena.
On call
Hm: kya hua ks?
Ks: ms wo dil hume mil gaya hai humare haath mein hai lekin hume pata chala hai ki jis road se hum aane wale hai na waha par traffic jam hai.
Humko samjh mein nhi aa raha hai ki kaise hum kitni jaldi pahucha sakte hain isko. (in panic)Hm: ks...ks calm down please...plz aap shant ho jaiye agar hum panic ho jayenge toh phir baki sabko kaise sambhalenge isiliye aapka calm rahna bohot zyada zaruri hai warna aane wale bacche par asar hoga ok.
Ks: ji ms lekin kaise?
Then Hasina tells some short cuts to Karishma.
Hm: aur yaha se hospital bas 2 minute ki duri par hai.
Agar aap ye rasta apnayengi toh aap jaldi pahuch jayengi.Ks: ha ms ye toh bohot acchha hai 14 km ko rasta 6-7 km ka ho jayega.
Dhnyvaad ms lekin wo gali...wo gali toh bohot busy road hai ms kaise hum gaadi chalayenge waha pe.
(In tension)Hm: ks jaha Tak hum aapko jante hain aapke liye kuchh bhi impossible nhi hai. Jahan tk humne aapke baare mein suna hai aap college se lekar training tk no.1 racer rahi hain toh yahi achha mauka hai aapke pass ye sabit karne ka jaise bhi kijiye ye aapko hi handle karna hai sabit kijiye aapke baare mein jo kaha jata hai wo sach hai. Aur yaad rahe aapke bacche ko kuchh nhi hona chahiye.
(In serious tone)Ks: ji..ji ms.
Hm: ok...ok good jaise hi pahuchiyega hume phone kijiyega.
Ks: ji ms.
And saying this, Karishma disconnects the phone and leaves the hospital with the heart for Sakshi's hospital.
To be continued....
If you like the part click the star button and do vote and comments.
Tack care of yourself.
Stay tuned.