" Pushpa ji maddam sir aise achanakse kaha chali gaai "?...santu asked worriedly..
" Pata nhi santu.. lekin hume kuch thik nhi laag raha hai "...pushpa ji said.. "pushpa ji Karishma maddam thik hain na? Unka phone bhi toh nhi laag raha hai.. kahi maddam sir ko kisine unke bare mein kuch kaha toh nhi phone mein?isliye bho aise chali gaai "?.. cheeta said worriedly.." Tune shi kaha cheete..maddam sir toh waise bhi karishma jike liye chinta karrahi thi.. aur yeh toh hum sabhi jante hain Karishma jiko kharoch bhi lagta hai toh maddam sir thik nhi rehpati hain "😥... Pushpa ji said...
" Rukiye main phirse ekbar Karishma maddam ko phone karti hun.. shayad laag jaay "..saying this santu called Karishma ..at that time Karishma's
bike's sound reached in their ears..." Aree Karishma maddam aggai "..
Cheeta said pointing towards the door
Karishma was caming inside the thana moving her bike's key..
" Karishma maddam..app.. app thik hai na "?.. pushpa ji asked while holding her shoulders.. " ek minute amma apke akhon mein aansu kahe hai? Kaa hua hai? App Saab itne pareshan kahe laag rahe hain? "... Karishma asked confusingly.. " Karishma maddam app thik hai na? Aur apka phone kiu nhi laag raha tha? Aur app jungal wale area mein kiu gaai thi "?... Santu asked.." Humko kaa hoga..hum bilkul chokas hain.. aur bho humae phone kaa bettery dead ho gaya tha isliye phone nhi laag raha tha.. aur hum jisraste se wapas arahe the waha kuch construction kaa kaam chalraha tha isliye jungal wale rastese aana padha humko.. lekin ek minute yeh Saab kahe puch rahi ho tum? Aur... M..Maddam sir kaha hai? Kahi dikhai nhi derahi hai bho? ".... Karishma asked looking at haseena's cabin...
"Maddam sir ko kuch hi deer pehle pata nhi kiska phone aya tha.. uske baad unhone apka location track karne keliye kaha.. phir pagalon ki tarha yahase bhagte huye chali gaai.
Aur unke muhmein bass ek hi Naam thi..Karishma Singh "....pushpa ji said with her moist eyes.." Kaaa!! Paar bho akhir gaai kaha "?..
Karishma asked shockingly...
" Maddam bho jungal wale raste ki taraf gaai hai.. aur bohot zayada tention mein thi bho ".... Cheeta replied...
"Nhi nhi..yeh.. yeh humko laag raha hai kisine maddam sir ke liye trap bichaya hai.. kisine humara lekar unhe kuch galat information Diya hai jisliye bho aise chali gaai hume dhundhne...
N..nhi nhi santu tum abhi maddam sir ki location trace Karo aur humko batati raho ... Humare pran rehte hum unpar ek anch taak nhi aane denge"....
Karishma imidiyetly rans out from the thana while breathing heavily...." Pushpa ji yeh dono ekdusre se aise pagalon ki tarha pyaar karte hain.. phir bhi haar baar kiu aise ekduarese bichadna padhta hai donoko? Yeh faaslen kya kabhi bhi kaam nhi hoga dono mein "?...santu asked with a helpless face.. " santu yahi toh sacchi pyaar ki nishani hai.. aisa pyaar duniya mein bohot kaam dekhneko milta hai jismein kuch paneki nhi haar baar kuch tiyag karna padhta hai.. pyaar kaa matlab haar baar kuch hasil karna nhi tiyag karna bhi hota hai.. aur agar yeh dono Aisa karsakte hai ekdusre keliye toh duniya ki koi bhi takat inhe ekduarese kabhi aalag nhi kaar payga "...pushpa ji said slowly
..
.
.
.
.
" Karishmaaaaa..Karishma "!!....
Haseena was screaming Karishma's name walking on the dark road between the jungle.. " Karishma.. app hume sonn paarahi hain?Karishma"... Haseena found nothing there..just her heavy breathings and her tear drops were with her there.." Yaha toh koi bhi nhi hai.. aur Karishma bhi dikhai nhi derahi hain.. phir ..phir bho phone call kya fake tha ?".. haseena asked herself confusingly...
" Haa bilkul bho phone call nakli tha.. aur tumne use sach Maan liya.aur yaha chali aii bhage huye..
Kitni nasamjh ho tum haseena malik "....a voice reached in haseena ears..she imidiyetly turned backed her backside and found that blackhodde person standing there covering his face...
YOU ARE READING
𝑰𝒏𝒕𝒆𝒓𝒏𝒂𝒍 𝑳𝒐𝒗𝒆🍂🥀(ɪᴍᴀɢɪɴᴀᴛɪᴏɴ ᴏғ ᴍs sᴇᴀsᴏɴ 𝟸)
Fanfictionsᴏ ʜᴇʀᴇ ɪ ᴄᴏᴍᴇ ᴡɪᴛʜ sᴇᴀsᴏɴ 𝟸 ᴏғ ᴛʜᴇ ᴍᴏsᴛ ᴅᴇᴍᴀɴᴅᴇᴅ ɪᴛᴠ sᴇʀɪᴀʟ ᴍᴀᴅᴅᴀᴍ sɪʀ❤️..ʜᴇʀᴇ ʏᴏᴜ ɢᴜʏs ɢᴏᴛ ᴡɪᴛɴᴇss ᴏғ ᴛʜᴇ ɴᴇᴡ ᴊᴏᴜʀɴᴇʏ ᴏғ ᴍᴘᴛ ᴍᴇᴍʙᴇʀs ᴀғᴛᴇʀ ᴛʜᴇ ʙᴏᴍʙ ʙʟᴜsᴛ..ᴀɴᴅ ʏᴇss ᴀʟʟ ᴛʜᴇ ᴄᴀᴍᴇᴏ ᴄᴀʀᴇᴄᴛᴇʀs ᴏғ ᴍᴀᴅᴅᴀᴍ sɪʀ ᴡᴇʀᴇ ɪɴ ᴛʜᴀᴛ ɴᴇᴡ ᴊᴏᴜʀɴᴇʏ ᴡɪᴛʜ ᴍᴘᴛ.. . . . ...