Chapter 42

490 95 5
                                    

Love week was over. Time to get some work done! But Karan aur Tejasswi ek-doosre ko boht miss kar rahe the!! 1 hafta badi mushkil se nikla.. Tejasswi ki baatein khatam hi nahi hoti thi.. Paris aisa hai, Paris waisa hai!! Karan did this... Karan did that!! Poore office mein sabko aisa lag raha tha ke woh log bhi Paris ghoom kar aaye hain!! Aur Karan sabka boyfriend hai!! Even ke ladkon ka bhi!! Tejasswi har baat itni realistically batati thi.. ab toh uske manager ko bhi Karan ke bare mein pta chal gya tha!! So he invited her over and tried to make her understand... That kaam ke time sirf kaam ki baatein!! Karan ki nahi!! It was funny though.!

She told about this Karan.. and he laughed so hard. 

Karan was happy.. par jab baatein kafi intense ho jati thi toh uska mann karta ke kash woh uska hath pakad sakta!! Usse gale laga paata!! Par un dono ke pyar mein samandaron ki doori thi. So they talked... and talked... Everyday tried to discuss about their days... Family stuff... Work stuff...

This is simple life. Poora din woh ek-doosre ki call ka wait karte, ke kab baat ho.. aur woh aur bhi baatein karein!! This all feels just simply nice. Ke at the end of the day.. you have someone.. jisse aap apne poore din ke bare mein bata paayein, unse apni problems disscus karein.. aur woh sun kar aapki baat mein interest lein!.. aur itne hi amount ka pyar aur understanding aap saamne wale ko bhi dein paayein!!

Tejasswi was a talker.. like big times..!! She likes to chat.. par ab usne sunna bhi start kar diya tha.. Karan ka family problem kuch tha nahi.. friend circle mein sirf Shivin tha uski priority. Aur Tejasswi aur Shivin technically friends the.. but now she really get along with him as well.. for the sake of Karan.. woh nahi chaahti thi ke future mein koi bhi problem ho!! Shivin was behaving nice as well.. he was glad ke un dono mein bhi ek respect wala rishta banna start ho gya tha. Ab woh awkwardness nahi thi. Karan toh sabse zyada khush tha!! Ke Tejasswi aur Shivin actual mein ache se baat kar rahe hain!! Apart from this.. she listened his work problems..!! Kehne ko Karan owner hai.. par usse bhi boht problems hoti thi.. paper work ke regarding, hotel ke construction work se lekar legal procedure it was difficult. Toh woh bhi uska sun leti thi! Aur aise hi ghanton beet jaate the!! This is just basic need of every human being. Family ke alawa bhi life mein kisi ka hona jisse baatein karte hi aapke chehre par smile aa jaye aur acha lage. They were like that for each-other.

After an almost month..!! Karan aur Shivin ko Hotel mil hi gya.. aur ab woh usse apne hisaab se chalaane wale the!! 

"Bro finally, it's done!! Itni mehnat aaj tak nahi ki maine.. jo Italy ki court kachehri mein chakkar lagaye hain naa, itne kisi ladki ke peeche laga leta toh 5-10 toh maan hi jati..!!" Shivin fridge se beer nikaalte huye bolta hai.

Karan bhi kitchen ke counter ke paas baitha Glasses saaf kar raha tha, they were celebrating.. "maine pehle hi kaha tha ke Paper work main kar loonga!! Par nahi, tumhe toh Chaudhary banna tha!! Ab jhelo..! Anyways ab toh ho gya naa.  We are the partners and the owners of that "Paolo Hotel" 

"Naam toh dekho kitna bekar hai..!! Paolo?? Yeh bhi koi naam hota hai?? We should rename it at first!!" Shivin uske paas aakar baith jata hai aur beer, Glasses mein daalna start kar deta hai!!

"Han.. iske paper bhi ab tu hi banana.. legal naam bhi toh register karwana hoga har jagah!!" Karan bluffed.

"Whatever..  ab toh main kar hi loonga, don't worry!! Heaven Hotels ki ek branch ab Rome mein bhi!!" Shivin and Karan Cheersed their glasses.

"Acha ek baat bata.., jab yahan ka kaam khatam ho jayega toh tu India jayega kya??" Shivin confirm karne ke liye poochta hai.

"Sach bataoon toh main sirf Tejasswi ke liye Jaa raha hoon, main last week hi soch raha tha ke kaash woh yahan aa jati!! Toh acha hota, I mean saal mein 2 nyi countries ke trip!! Kitna Mazza aata!!"

"Toh tum usko bata do naa!!" 

"Nahi yaar, maine usko ek baar bola tha ke I can settle in India for her.. after all.. life toh uske sath hi bitaani hai..!!"

"Haan.. par what about your dreams?? Tumne bola tha poore Europe mein hum log kaam karenge!! Abhi toh sirf 2 countries ka bhi done nahi huya!? Itni jaldi give up??"

"Nahi.. work from home bhi toh ho sakta hai naa! I mean.. mere liye toh mazze hain.. I like this work. Par uski bhi toh life hai naa.. uska bhi kaam hai!! Aur ladkiyon ko ek simple ghar chahiye hota hai.. jismein woh roz apni family ke sath reh sakein!! Ab agar mere sath bhi aa jayegi toh main ghar nahi de paaoonga naa!! 6 mahine yahan toh 6 mahine wahan!! Woh hotels mein reh reh kar preshaan ho jayegi.. ek point ke baad!!" 

"Haan.. I understand that, par tu apna bhi toh dekh, mere bare mein thoda soch??"

"Haan.. soch hi raha hoon, dekhte hain.. tu tension mat le,"

"Hum sath hi rahenge naa??" Shivin asked.

Karan looked at him and smiled "ofcourse, pact Jo banaya hai humne.. tere aur mere bache bhi best friends honge.. aur uske liye hamein toh sath rehna hi hoga!!" 

Shivin poured another glass.. and they changed the topic. But he was little worried. I mean.. agar Karan move karega India toh, woh bhi kar hi lega.. par yahan par itna kuch establish karne ke baad.. wapis Jana seems unnecessary!! Kyon ke yeh toh unka bachpan ka plan tha!! Aur he had already left India for Karan.. so he can move on and rise!! Now.. it had all started to feel like.. repeating!!

Shivin jaanta tha ke Karan is brainy!! Woh kuch na kuch soch lega, par woh bhi aise chup nahi baith sakta tha, toh he decided to talk Tejasswi. After all woh dono bhi dost hain.

Not a Fairytale (Tejran)Where stories live. Discover now