Here is the part 24
Ignore all typing mistake
Ig:-alisha__qureshi00
Dm me for feedback and review
*******************************************Ubaid misbah se baat karke ghar se bhar aagya ...Alizey room main puchi toh Ubaid wahan nhi tha .. usne washroom main bhi dekha Ubaid wahan bhi nhi tha .. alizey ne pareshan hoty hue Ubaid ko call ki .. call ek baar main pick karli gayi thi ...
Alizey:-
Hello Ubaid???Ubaid:-
Jii boliye begum ...Alizey:-
Kaha hai aap main dhundh rahi thi aapko ??Ubaid:-
Aagya bs 3 tak count karo meri jaan une keh kar call cut kardi...Alizey ne hath main pakda phone side main rakha or 3 tak count ki
Alizey:-
1Darwaze ka lock ghuma
Alizey:-
2Darwaze ki awaaz aayi ...
Alizey ne mudkar dekhaAlizey:-
3Tabhi koi andar aaya .. uske hath main ek poora chocolate box tha or dusre hath main light Wale baloon ka stock wahan sirf ek baloon nhi tha balki 10 12 colour ke alag alag dim dim light main jagmagate baloon ...
Alizey ke chehre par beikhteyar muskurahat aayi...
Alizey:-
Allah Allah Ubaid kya hai yeh sab ... Usne khush hoty hue puchaUbaid:-
Yeh meri pyaari si bacchi meri muhtarma ke liye ek chota sa thohfa .. usne alizey ke hath main sab cheez thamate hue kaha ....Alizey:-
Aapko kaise pata chal jaata hai humesha .. ki kab mujhe kis cheez ki zarurat hai ??Ubaid:-
Begum sirf yehi nhi mujhe apke mood ki har cheez ka pata chal jaatahai .. na jaane kyun shayad dil ko dil se Rahat hai ... Usne muskurate hue kaha .. btw kaisa laga yeh sab ???Alizey:-
Bhut bhut bhut acha sach main .. pata hai aapko yeh baloon mujhe kitne pasand hai magar jisse bhi kaho sab mazak banate hai mera ek Wahid aap hai jisne meri yeh khawaish poori ki hai .. thankkkkkkk youuuuuuuu sooooo muchhhhhhh.. usne thank you ko lehrate hue kaha .... Ubaid ko beikhteyar hasi aayi ...Ubaid:-
Jitna tumne yeh thank you kheech kar bola hai isse badiya ek itni hi long lasting kisss mujhe de deti zyada acha hota haina alizey??? .. usne masoomiyat se puchaAlizey:-
Nhi nhi abhi aap sirf thank you se kaam chale waqt aane par baaki hasratein poori hongiUbaid:-
Unromantic aurat ho or humesha woh rahogi ... Usne muh banate hue kahaAlizey:-
Jo aap kahe mere miyan jii .. usne uske cheeks kheechte hue kahaUbaid:-
Allah Allah chorein dard ho raha haiAlizey ne haste hue uske cheeks par se hath hataya
Alizey:-
Yeh dekhe bina kiss diye hi maine aapke cheeks pink kardiye ... Usne haste hue kahaUbaid:-
Aap se koi nhi Jeet sakta mam .. Khair abhi usse baad main khel Lena .. kal university bhi jaana hai na apkoAlizey:-
Apko badi jaldi hai mujhe university ke jaane ki .. usne muh banate hue pucha

YOU ARE READING
ZIDD
Non-Fictionthis is a triangle love story of ALI , ALIZEY , UBAID there so many twist in the story how ali love alizey and alizey love Ubaid ... so let's see who will win this war and please let this story as fictional don't connected with real life .......mai...