Chapter 15

1.2K 52 5
                                    



Everyone is happy and suddenly everyone is shocked hearing a loud clap'. Everyone looks towards the direction of the clap.

Rajveer, Abhimaniyu and Naveen are all shocked to see the person clapping.

Abhumaniyu - "NANDINI..."

A gorgeous young lady is standing by the door. She is wearing a blue saree with matching jewelry, open hair and with a beautiful smile on her face. She walks towards where Rajveer is standing. Rajveer gets nervous as he sees Nandini walking towards him.

He thinks in his head "ab tum wapis kyun aaye ho Nandini? Jan ke mein itna khush hoon apni zindagi mein toh tum phir meri zindagi barbaad karne aayi ho. Kyun aayi ho tum phir se wapis? Kia chahti ho tum ab? Pehle jo hua woh kafi na tha kia ke ab tum phir se meri zindagi mein laut aayi ho."

His thoughts her interrupted as he sees Nandini passing by him. He looks towards the direction she is going. He, then, looks at his back where Abhimaniyu is standing. He sees Nandini walking towards Abhimaniyu totally ignoring his presence. Nandini goes towards Abhimaniyu and hugs him tightly, completely ignoring Rajveer.

Again Rajveer thinks "ye ab kia game khel rahi ho tum Nandini. Tum aase kase pretend kar sakti ho jase kuch hua hi na ho, jase ke tum mujhe janti hi na ho. Mein tumhari sachai sab ke samne la kar hi rahoon ga. Tumhara asli chehra kia hai woh sirf mein hi janta hoon." Rajveer then looks at Naina who is already looking at him. Naina senses something fishy.

Rajveer's and Naina's eye contact is broken with a voice.

Abhimaniyu - while hugging Nandini "Finally tum aa hi gayi, kab se mein tumhara itnazaar kar raha tha."

Everyone gives Abhi a questioning look.

Abhimaniyu - "Guys, ye hai Major Nandini Rai Chauhan - meri wife."

Everyone is shocked and gives Abhimaniyu the weirdest look ever. A look which he understood perfectly well as everyone is confused and shocked as he got married without even telling his friends or anyone.

Abhi - "guys ab mujhe aase toh mut dekho jase maine pata nai kaisa gunnah kia hai."

Naveen - "Abhi ke bachay tunay hamin bataye bagair shaadi bhi kar li or salay tu pooch raha hai ke hum tujhe aase kyun dekh rahe hain."

Raj - looks at Nandini then looks at Abhi - "Chauhan tunay shaadi bhi Karli or haemin batana zaroori bhi nahi samjha. Ab bataye ga ye kab kase hua ke doon 1 kaan ke nichay?"

Rajveer looks at Nandini angrily while she tries her best to ignore his gaze.

Abhi - "aray yaar kuch bolne ka mouka to do tab hi batao ga na. So guys, Nandini meri, Naveen and Raj ki batch mate thi. Hum charoon ne 1 hi sath pass out kia. Hum dono 1 doosre se pyaar karte thay par kisi misunderstanding ki wajah se hum alag ho gaye." He looks at Raj

Raj - frustrated - "Chauhan sahab aap point pe aanay ka kashat karege?"

Abhi - "phir jab Raj ki maut ki khabar aayi toh hum sab toot chuke thay. Saray Cadets academy se pass out ho chuke thay. Lekin mein us hadsay ko bhula nahi paya tha. Tab 1 din jab mein apnay ghar tha toh mujhe Nandini ki call ayi. Woh mujhse mila chahti thi. Jab hum log mile toh hum dono ne apni sari misunderstandings clear ki or tab hum ne shaadi karne ka sooch lia ussi waqt kyun ke tab hum 1 doosre ko khona nahi chahte thay."

Naveen - "toh salay tune ye baat hamein ab batai?"

Abhi - "aray yaar mein tum logo ko surprise dena chahta tha. Bus perfect moukay ka intzaar kar raha tha."

Naina - "toh Abhimaniyu sir, kia Bhaiya or Raj bhi Nandini ko pehle se hi jante thay. Is ka mathlab aap sab dost thay?"

Abhi - "haan Naina, hum pehle se hi jante thay 1 doosre ko. Bus kuch misundestandings ho gayi thi..."

Raj - giving a disgusted look to Nandini who is completely ignoring him - "woh kia hai na Naina, kuch logon ki adat hoti hai misunderstandings create karna."

Naina is completely confused by sudden change in Rajveer's attitude. She knows for sure that there is something between Rajveer and Naindini that Rajveer is hiding. She feels that Rajveer hates Nandini but she does not know the reason. Naina has many questions that she wants the answer to. Naina is confused why Rajveer never told her about Nandini. Since they were in the same batch, then, why did he never mention Nandini's name ever? What is he hiding from her? Why does he hate Nandini so much? So many questions to be answered.

On the other hand, Rajveer is gazing at Naina. He can read perfectly in her eyes that she is bothered. He knows that she is bothered about his past with Nandini. He also knows that Naina will never ask him about Nandini unless he decides to talk about it in front of her. Rajveer decides to make everything clear to her.

When Rajveer and Naina come back to reality, they see that everyone is happy around them. Rajveer looks at Nadini as she is enjoying with Abhimaniyu. He knows that Nandini is purposely avoiding him. He decides to confront her himself.
On the other hand, Nandini who is enjoying with Abhimaniyu knows exactly what is going on in Rajveer's mind. She wants to avoid him as much as she can as she doesn't want the past to be repeated.

Nandini's Point of View:

"Rajveer tum kyun nahi samajh rahe ke maine tumhe kabhi nahi dhoka diya. Woh sirf ek misunderstanding thi. Mein apni life mein agay badh chuki hoon. Mein nahi chahti ke hamara past hamaray present mein aayi isi liye jitna acha ho mein tumse door rehna chahti hoon. Tum kyun nahi samajhte ke maine sirf Abhimaniyu se hi pyaar kia hai. Mein janti hoon ke tum ne kabhi bhi mujhse pyaar nahi kia or na hi maine kabhi tumse pyaar kia hai. Tumhari galat fehmi hai ke maine tumhe dhoka dia hai. Mein kia karoon, na chahte hue bhi tum mere samne aa hi gaye. Kyun karte ho tum mujhse itni nafrat jab ke mein tumhe abhi bhi apna ek bohut acha dost manti hoon. Mein janti hunk ke tum or Naina ek doosre se bohut pyaar karte ho. Isi liye mein nahi chahoon gi ke tumhe kabhi bhi takleef ho. Mein nahi chahoon gi ke Naina ko kabhi bhi pata chale is bare mein. Mein chahti hoon ke tumhe tumharay pyar se koi juda na kar sakay toh isi liye mein tumhari nafrat bhi bardasht kar loon gi kyunke mein tumhe 1 sacha dost manti hoon."

Everyone leaves to their respected rooms. As Naina is walking towards her room, she is pulled by Rajveer in his room.

Raj-Naina in a room -

Naina - "kia hua Raj, aap itna preshaan kyun lag rahe hain?"

Raj - "Naina, please aise pretend mut karo ke jase kuch hua hina ho."

Naina - "mathlab? Mein kuch samjhi nahi."

Raj - "dekho Naina mein achi tarah se janta hoon ke tumhe pata hai mein kis bare mein baat kar raha hoon. Mein Nandini ki baat kar raha hoon. Mujhe pata hai tumhare mun mein kafi sawal hai."

Naina - "dekhiye Raj, mein janti hun ke agar aapne Nandini ke bare mein nahi bataya toh is ke peechay bhi koi wajah ho gi. Mein aap pe poora bharoosa karti hoon. Mujhe pata hai jab sahi waqt ayega toh aap mujhe khud bata dege."

Raj - amazed and with tears in his eyes - "itna bharoosa karti ho mujhpe tum"

Naina - cups his face with her hands and wipes his tears "khud se bhi zayada."

Raj - " Naina, mein tumhe aaj hi sab kuch batana chahta hoon."

Naina - "toh kahiye Raj, mein hamesha aap ki baat sunoon gi."

Raj - "toh suno Naina...Mein, Naveen, Chauhan and Nandini 1 hi batch se hain. Hum charoon bohut achay dost ban gaye thay. Hum log bohut enjoy or bohut masti karte thay. Phir 1 din mujhe apnay room mein apnay table pe 1 note mila Nandini ki taraf se..."

Naina - "kia tha us note mein Raj?"

Raj - "us note mein likha tha..."

Flashback:

When Rajveer came in his room one day, he saw a note on his table. He took that note and started reading it.

The note...

My dear Love,

            "Mein tumhe itnay dino se batana chahti thi lekin mauka hi nahi mila. Mein tumhe batana chahti thi ke mein tumhare liye kia feel karti hoon. Academy ke pehle hi din se jab maine tumhe dekha toh mujhe kuch alag hi feel hua. Pehle mujhe laga ke ye sirf 1 attraction hai, lekin nahi. Jase jase din guzarta gaya, meri feelimgs strong ho gayi. Tab mujhe pata chala ke mein tum se kitni mohobatt karti hoon. Mein tumhe apna dil de baithi hoon. Meri himat nahi hui tumhe ye sab face-to-face kehni ki isi liye mein is letter mein likh rahi hoon. Mujhe nahi pata tumhara reaction kia hoga lekin jo bhi tumhara jawab koga who mujhe manzoor hoga"

-Nandini

Flashback ends

Naina - "phir aapne kia kiya?"

Rajveer - "Mein confused tha Naina. Mujhe kuch samajh nahi aa raha tha. Maine Nandini ko aisi nazar se kabhi dekha hi nahi tha. Or usne bhi kabhi zahir nahi honay dia tha mere samne. Woh toh hamesha Abhi ke sath hi hoti thi. Phir maine soocha shayad woh zahir nahi karna chahti thi isi liye us ne letter mein apni feelings likhi."

Naina - "Phir? Aapne kia us ki feelings ko accept kia?"

Raj - turning towards Naina "Phir jab meine woh letter para tha mujhe thora acha bhi laga kyunke kabhi bhi mujhe kisi ne itna pyaar nahi kia tha pehle. Mein apni feelimgs ke bare mein confused tha, Phir maine soocha ke mujhe try karna chahiye, mujhe Nandini ko ek mauka dena chahiye, mujhe us se baat karni chahiye. Mein us ko hurt nahi karna chahta tha or us ki feelings ka Mazak nahi banana chahta tha."

Naina - "Phir kia hua? Aapne Nandini se baat ki?"

Raj - "Main baat karnay zaroor gaya tha us ke kamray mein, ussay ek mauka dene. Phir jo maine dekha us din ke baad mein us se nafrat karne laga."

Naina - "aisa kia dekha aapne Raj?"

Raj - "maine dekha..."

Flashback -

As Rajveer was walking towards Nandini's room with the note in his hand, he passed by mess, he suddenly stopped. He was furming with what he saw. He saw that Nandini is hugging Abhimaniyu and said "I love you, Abhi, mein aapse bohut pyaar karti hoon."

Flashback ends -

Naina - "KIAAA? Per us ne aisa kyun kia?"

Raj - "yehi toh mujhe bhi samajh mein nahi aaya Naina. Phir maine soocha ke woh kaisi ladki hai. 1 hi waqt mein 2 ladko ke sath aisa karti hai. Mein phir jaan gaya ke woh kisi se pyaar nahi kar sakti woh toh sirf feelings ke sath kheilna janti hai. 1 taraf mujhse pyaar ka izhaar or doosri taraf Abhumaniyu ke sath..." He closed his eyes, "us din ke baad mera pyaar ke uppar se wishwas uth gaya or phir tum aayi meri zindagi mein Naina."

Naina turned him around and saw that he had tears in his eyes. She wiped his tears.

Raj - "Jab tum aayi toh mujhe pata chala ke sacha pyaar kisse kehte hain. Naina, mein tumse bohut pyaar karta hoon, please mujhe galat na samajhna..."

Naina - "Raj, please aisa mut kahiye, or aapko mujhe koi explanation dene ki koi zaroorat nahi hai, aap kuch galat kar hi nahi sakte. Mujhe aap pe apnay se bhi zayada bharoosa hai."

They both hugged each other lightly

Rajveer then decides to lighten the mood.

When still hugging Naina, he says

Raj - "wase Naina, tum ne mujhe aaj bohut mayoos kia hai?"

Naina - breaks the hugs and looks at him shockingly - "maine? Kab? Kaise?"

Raj - "or nai toh kia? Wase toh tum bada confidently keh rahi thi ke tum shart nahi harogi, toh ab kia hua? Kia ye seekha hai tumne apnay mentor se? I am very disoppinted."

Naina - "who kia hai na SIR mein apne mentor ki bohut izzat karti hunt toh unhe kaise harne de sakti hoon?"
Raj - smiles "woh mujhe nai pata lekin is ki saza toh tumhe mile gi.." coming closer

Naina - going back - "kaisi saza?"

Raj -still coming forward "woh tum achi tarah se janti ho. Wase kuch metha taste karne ka man kar raha hai. Kia khayal hai?"

Naina - going back "haw? Sharam nahi aati aapko? Bohut shararati ho gaye ho aap. Hatiye aagay se mujhe jana hai." She pushes him off and tries to leave, just the, Rajveer catches her hand and pulls her in front of him with a jerk.

Naina - trying her best to free her arm but his grip is very strong - "ch-cho-choriya na mera hath."

Naina is trying her best to free her arm but, of course she cannot win from our Rajveer. His grip is way stronger. Naina will not be able to free her hand unless he leaves it, but he won't let her go away from him. He wants to keep her in his arms forever. Naina is constantly struggling to free her hand while Rajveer is just looking at her struggling and he smiles.

Raj - "kia wakai tumhe lagta hai ke itna asan hai apnay aap ko chudwana meri pakad se? Nahi Naina itna asan nahi hai. Tumhari punishment toh tumhe mil kar hi rahe gi chahe jo bhi kuch kar lo tum."

Naina - still struggling - "aray ye kia baat hui? Aap hamesha se hi mujhe apnay kamray mein yoon pakad lete hain... jaise us din padka tha mujhe parday ke peechay se, yaad aaya?"

Raj - "jee haan Cadet.. opps..Capt. Naina 'ah' Singh mujhe sab yaad hai. Woh main kaise bhool sakta hoon."

Naina - "aap ne mujhe jane hi nahi diya tha us din. Us din toh aapne mera hath pakad ke mujhe itni zoor se kamray mein bhi kheencha tha jab ke mujhe rifle ka jhatka laga tha us din."

Raj - "aray maine sorry bhi toh kaha tha na..."

Naina - "sorry kehne se kia hota hai? Us din aapko pata hai mujhe kitna dard hua tha aapke keechne se. phir aapne or kuch bhi kaha tha yaad hai?"

Raj - "kia?"

Naina - "wohi...'offence is the best form of defence, ye kahawat aap bohut follow karti hain'...aapne mujhpe itna shak kia tha..."

Raj - smiles - "wog toh issi liye kyun ke mujhe laga tha ke tum spy ho...Us time mujhe kia pata tha ke tum Naveen ki behan ho or tum mujhse ye chupa rahi ho."

Naina - "acha...ab chodiye mujhe."
Raj - "sorry Naina, woh toh mein nahi kar sakta, punishment toh tumhe millege."

As Naina was about to say something, he didn't let her and stopped her with a kiss. He placed his lip on her lip. He knew it was her first time so he needed to be gentle. He started it gently. He opened his mouth slightly, instead of aggressively going in for a fully open-mouthed kiss, he kept his lips just barely parted enough that a tongue could slip between them.

He locked her lips while Naina's lower lip was between his two lips. Then, he lightly sweept the tip of his tongue over Naina's lower lip. He did one smooth, in swift motion so that the contact lasts for less than a second. Just then, Naina reciprocated with the same intensity.

As they pulled back, Naina was too embarrassed and shy to look into Rajveer's eyes. Not because he did something wrong, but because she was hiding what she felt from this kiss. She felt on the top of the world. It was her first kiss - yet the best one. Rajveer knew it very well what she is feelimg, and to tease her more, he went close to her again and whispered in her ear.

Raj - whispering - "ab hui tumhari saza complete. Wase tum chaho toh aisi saza mein tumhe rooz de sakta hoon. Mujhe koi problem nai hai, infact, ye hua na meetha or meethi wali saza."

Naina could not look at him in the eye as she was too embarrassed. Her cheeks turned red. Rajveer was surely enjoying this. She ran from there towards the door. As she opened the door to run from there, she saw Naveen at the door standing.

Naveen - "Naina, tu yahan?"

Raj - came forward - "haan woh mein Naina ko is ki punishment de raha tha" biting his lip.

Naveen - "huh? Wase tu aase bhaagi hui kyun ja rahi thi? Or tera face itna red kyun hai? Kahin gussa mein toh nahi?"

Raj - "aray Naveen gussa toh is ki naak pe rehta hai. Tujhe pata hai jab ye KMA mein shuru shury aayi hi thi na, ye bohut zayada hi gussa karti thi. Or 1 din jab main tumhare ghar gaya or Naina ko pata chala toh pata hai is ne kia kiya?"

Naina gave the look to Raj and he was unable to control his laugh.

Naveen - "kiya kia?"

Raj - "ye 1 damm gusay meun mere kamray mein aayi puri bheeghi hui or 1 damm say mere room ka darwaza khola jaise abhi mujhe kha jayegi. Yaar mein toh darr gaya tha is ka gussa dekh ke. Phir is ne mere hath se file cheeni or gussay mein kaha mein is academy ki best cadet passout banne aayi hoon jase ke mere bhaiye tha or mein woh ban kar dekhoon gi.' Yaar ye keh kar ye aise gayi jase pata nai kia hogaya ho. Pehi dafa mujhe kisi se itna dar laga."

As Rajveer finished, Naina gave the aapko mein nahi chorrongi' look to Rajveer and on this, Rajveer and Naveen bursts out laughing while Naina ran out the door.

End of Chapter
*************************************

Deewangi - Rajveer-Naina Where stories live. Discover now