part-8-NIKAAH

330 9 2
                                    

IMANIYA'S POV

"finally aj wo din aahi gaya jiska mujy besabri sy entizar tha...ab bahut jald tum mere hogey...tum mere husn k jadu sy khud ko bahut din tak mehfooz nahi rakh paogey....ek din tum khud chal kar mere pas aogey.....aur tab main tumhy thukraungi...tumhari ana aur khuddari k tukdey karungi.....tumhy dikhaungi ki kya fark hota hai ek rayeeszadi...aur ek fakeer my...tum sirf ek mamuli insan ho...jisey mainy yun chand koshishon my khud sy bandh liya ..kyunki main imaniya abbas ghani hun...jisney aj tak jo chaha wo paya hai...phir tumhary jaisa aam insan mujhsey kaisey jeet sakta tha...ab tymhy pata chalega ki main kya chiz hun..."wo ainey k samny baithi..offwhite colour ka bhari bharkam lehenga pehny huwe thi jis pura silver ka kam tha sath maroon colour ka heavy border ka dupatta tha..wo aj es roop my qayamat lag rahi thi..aur esi roop par naz karty huwe lagatar apni fateh k jhndy hawa my lagaye ja rahi thi...

aur esi roop par naz karty huwe lagatar apni fateh k jhndy hawa my lagaye ja rahi thi

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

=========================
JAHANGEER'S POV

" tum kya ho ye main bahut achchey sy samjh gaya hun imaniya abbas ghani...par tumny mujhy sahi sy nahi pehchana shayad..mere sath khel khel kar tumnyvapny liye museebat mol le li hai..ab main tumhy sikhaunga ki zindagi kya hoti hai..zindagi jeeney ka asli maqsad kya hota hai ye main tumhy bataunga..ab tak to tumny sirf aisho aram ki zindagi jee hai..har khwahish tumhari zuban sy ada hony sy pehly hi puri ho gayi..tumny sirf thandak dekhi hai..ab main tumhy tapti dhoop my khara karunga har shai ki ahmiyat tumhy bataunga..mujy ab sirf us pal ka entizar hai jab tm par sary haq pa lunga..."wo apny neavy blue shervani k golden button band karty huwe zeher bujhey lehjy my bola jis k sath usny white pajama pehen rakha tha....

"wo apny neavy blue shervani k golden button band karty huwe zeher bujhey lehjy my bola jis k sath usny white pajama pehen rakha tha

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

========================
HAIDAR'S POV

"tum meri zindagi my zabardasti shamil to ki ja rahi ho...par tumhy andaza nahi hai ki ab tumhary khushiyon k din ginti k bachey hain..bhaley hi tumny mehendi ki rat mujhey bachaya tha...par phir bi main tumhy muaaf nahi karunga..main khud ko bhatakny nahi dunga..main jasa tha waisa hi rahunga..tum meri zindagi my jab sy ayi ho sirf mujy pareshan hi kiya hai...tumny pehli bar my hi mujh par kichad phenka..usky bad tum bina meri marzi k mere ghar my meri ankho sy samny rehti rahin...tum roz mujhy pareshan karny k nit naye mansoobey banati aur dadi k aad my us par amal bhi karti..par tumny ye nahi socha ki tum ye sab us insan ky sath kar rahi ho jo apny sath kiye gaye har choti si choti zyadti ka badla zarur leta hai..kyunki ye haq to mainy apny baap ko bi nahi diya ki wo mere sath zyadti kare aur main chuo rahun..phir tum kya..ek mamuli sy middle class ki do takey ki ladki ..ab tum dekhna main kaisy tumhari zindagi azeeran karta hun......" wo es wakt golden shervani my kisi desh ka shehzada lag raha tha...par gusdy sy usky ankhy surkh ho rahi thin...wo jitna sochta gussa utna badhta ja raha tha...

TERE LIYE..जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें