First of all guys please vote for this story here in Samainafanficawards LS category. If you guys really love this story then show some love and please vote na. Last time I was disappointed at the time of the incomplete life but this time I really need your support. Please vote guys please please please please 🙏.
ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।
ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।
So here's the part. Here you go ~
"Shaam ko Naina bilkul time se aa jaana. Theek hai. Koi bhi reason Nahi Chahiye mujhe warna fir tauji gussa karenge" warned Preeti umpteenth time. "Haan Di aur kitni Baar bologi. Aa jaaungi main. Abhi waise bhi Itne appointments Nahi Hain. Toh main aa jaaungi jaldi hi" assured Naina. "Leave toh daal Di thi na toone?" "Haan pehle hi daal Di thi" "Aur Sameer ko bataya?" "Nnahi...wo abhi Nahi" Preeti slapped her forehead and looked at Naina disappointedly. "Kya Yaar. Ab wo yuhi parehsaan aur dukhi types rahega. Pehle se kyu Nahi bataya? Ab aaj hi bataegi toh wo gussa karega na" "Main usey samjha doongi. Aap chinta mat Karo. Ab achanak Ghar par bulaya hai toh Kuch toh reason Raha Hoga toh wo samajh jaaega. Chalo ab main nikalti hoon warna kahin late hone ki wajah se hi naraz na ho jaaye" sighed Naina quickly hugging Preeti and leaving.
Ek main aur ek Tu Dono mile is Tarah Aur tann mann mein ho Raha Hai Ye toh Hona hi tha
The song ringed in their ears as they walked up to each other. A small nervous smile playing on their face. "Good morning, Dr. Naina" "Good morning, Dr. Sameer" "Mujhe tumse Kuch kehna tha" the couple said altogether looking surprisingly at each other at the end. "Tum kaho pehle" "Nahi tum kaho Naina" "Oh ok. Wo main aur Preeti Di 1 hafte me liye Ahmedabad jaa rahe Hain. Family me bulaya hai Kuch kaam se" said Naina nervously. "Oh Acha" "Haan aur tum kya keh rahe the" "Wo actually main bhi 1 week ke liye Delhi jaa raha hoon. Wo Mumma ki bohot Yaad aa rahi thi aur wo bhi kabse bula rahi thi toh socha ki ab toh Chala hi jaata hoon." Naina looked shockingly at Sameer but then was relieved that both will be busy in the family. "Chalo ye toh Accha Hua ki hum dono hi jaa rahe Hain warna ek doosre ko miss karta" said Sameer with a sweet smile on his face. "Haan par miss you abhi bhi karenge hi na." edcla Naina looking down. Sameer smiled lightly and placing his finger under her chin, he lifted up her face. "Naina sad mat ho na please" said Sameer cutely. "Haan. It's okay. Bas ek week ki hi toh baat hai. We'll manage. I hope ki aunty and baaki sab family mein sab Acche hon. Sabse Acche se milna" "Ye toh mujhe tumse kehna chahiye. In Kuch mahino, Kitna pareshaan rahe Hain tumhare gharwale, toh unka Acche se dhyaan rakhna aur sabke Saath Acche se time spend Karna" replied Sameer. Naina nodded with a smile and then both left for their work.