Part 28

720 105 12
                                    

"Maine Kaha na Sameer. Tum jaaoge matlab jaaoge. Mujhe Nahi pata Lekin tum jaaoge hi" declared Naina puffing her face.
"No way!" replied Sameer in full attitude.
"Enough Sameer! Usey Bura lagega tum samajh kyu Nahi rahe. Mera dhyaan rakhne ke liye yahan bohot log Hain. Munna Mann se tera intezaar Karega Yaar. Meri majboori hai. Main Nahi mil paaungi sab se Lekin tum please jaao na. Tum jaaoge aur sabse miloge toh mujhe aisa lagega ki Maine bhi sabse mil liya" Naina used her last emotional strategy to convince him but it doesn't please him much.
"Naina. Tum aise emotionally blackmail na Kara karo." exclaimed Sameer sadly.
"Sameer, sirf Munna pandit hi Hain jinhone tumhara Saath Kabhi Nahi chhoda. Na Acche waqt mein aur na bure waqt mein. Aur agar tum unki Khushi mein shaamil Nahi hoge toh unhe Kaisa lagega. Mujhe pata hai, Munna bhi yahi bolega ki Tu kyu Aaya, Naina ke paas Rukna Chahiye tha but no. Wo bhi toh har Baar Tumhare Saath the na, toh tum unhe kaise Akela chhod sakte ho? Itna bada Khushi Ka mauka hai Munna ki zindagi mein. Sameer, pyaar ke dhai akshar ki Tarah, dost bhi dhai akshar Hain, Jo pyaar se bhi badhkar hote Hain. Tumhe jaana Chahiye Sameer. And Haan Preeti Di ko bhi le jaana please." completed Naina smilingly. Sameer finally gave up and nodded while Naina hugged him tightly.
"Oho! Kis Baat gale pad rahe ho ... Umm I mean gale lag rahe ho" teased Preeti entering the room while samaina aparted quickly.
"Yahi ki kal aap aur Sameer Ahmedabad jaa rahe ho" declared Naina happily.
"Bilkul Nahi" answered Preeti quickly.
"Hadd hai yaar. Pehle isko lamba sa lecture Diya tab maana aur ab aap bhi" exclaimed Naina rolling her eyes. 
"Oh com'mon Naina. Main toh Nahi jaa rahi hoon that's for sure. Sameer, tum hi chale jaao meri taraf se bhi"
"Saala Maine kya theka ki sabki taraf se mein hi Chala jaaun. Ya toh Preeti aur main, dono jaaenge, ya phir koi Nahi jaaega. Baat khatm." announced Sameer with the finality. Naina faceplamed while Preeti nodded in arguement.
"Mujhe na Baat hi Nahi Karni Kisi se. Jaao tum dono yahan se. Jaao" screamed Naina making Sameer and Preeti giggle at her childishness.
"Main sachme Baat Nahi karungi. Jaao yahan se" warned Naina again.
"Kya hai Naina. Kitna drama Karti hai" commented Preeti smirking.
"Tum logon ko kya mazak lag Raha Hai? Guys, I'm serious. Tum logon ko sachme jaana chahiye. Theek hai mat maano. Main bhi dheet hoon. Jab tak tum log kal subah chale Nahi jaate ya aaj Raat ko train se Nikal Nahi jaate, main Khana Nahi khaungi. Madhav ki kasam" declared Naina giving mini heart attack to them.
"Naina Tu pagal toh Nahi ho gayi hai na? Ye kya keh Diya toone Haan? Kyu Kiya toone aisa" chided Preeti in extreme anger.
"Sorry. Par mere paas koi aur raasta Nahi tha aap logon ko manane Ka" replied Naina cutely. Sameer gave a disappointed look to her and moved out in anger immediately while Preeti was too disappointed with naina's behaviour.
"Bohot galat Kiya toone Naina" exclaimed Preeti making her way out too.
"Sorry Preeti Di and Sameer. Sorry madhav. Par mujhe ye Karna pada. I'm really sorry" sobbed Naina a little.

__________________________________________

"Sona, Sameer Chala Gaya kya?" asked Naina nervously.
"Sameer umm shayad abhi hai. Bulaun kya?"
"Haan please agar ho toh bula do" pleaded Naina.
"Haan ok"

"Sameer! Yahan aana please" called sonakshi.
"Kya Hua? Naina theek hai na?"
"Haan. Tumhe bula rahi Hai mil'lo"
"Tum bas ye batao ki wo theek hai na?"
"Haan wo toh bilkul theek hai"
"Ok then" he said walking away.
"Arey par. Sameer!" called sonakshi but he didn't pay any heed.

"Sona, Sameer? Kahan hai wo?"
"Maine usey Bola par wo Aaya hi Nahi. Bas usne poocha ki tum theek ho ya Nahi aur phir wo Chala Gaya. Acha chal main chalti hoon. Bye. Take care"
"Hmm bye"

"Sameer mujhse Milne bhi Nahi Aaya" wondered Naina as tears formed in her eyes.

Phone notification

Chalo ab Rona band Karo. Aaj Raat ki train hai humari 10 baje ki. Main packing Karne Ghar jaa Raha hoon. Phir main aur Preeti yahan se hi station jaaenge.

Is Love Measured On This ? 💔❤️ (COMPLETED)जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें