On a next day, after Pushpa ji goes, Anubhav comes to meet Haseena with the flowers..
Anubhav- shubh prabhat Haseena ji..
Haseena smile & says- jai hind sir..
Anubhav- aap kuch dinno ke liye kartvya se nilambit hai, toh hum kuch dinno ke liye aapke DSP sir nahi hai toh, aap humein aapka dost samjh sakti hain, & he keep flowers side on table..
Haseena smile & says- woh toh jara mushikil hai, lekin hum koshish karnge..
Anubhav smile & ask- hum asha karte hai, aap abhi peeda se jaada peedit nahi hain..
Haseena smile & says- hum bikul thik hain sir..
Anubhav- kya aap humare kuch preshono ka uttar de payengi..
Haseena- aap puchiye sir..
Anubhav- durghatna kaise hui, yeh aapko yaad hai..
Haseena shook her head lightly & says- yaad hain sir, kisne janbhujhkar humein piche se takkar maari thi, uss waqt hum bike ko side mei le sakte the, lekin aage aur ek bike thi jis par ek vrudh mahila baithi hui thi, aur uss car ki speed itni jarur thi, ek toh woh humein haani puch sakte the ya uss vrudh mahila ke bike ko, humein humari bike side mei nahi li aur durghatna ko hum par liya, aur yeh humare saath pehli baar nahi hua hai, yaha par aane se pehle bhi humare saath yeh sab kuch ho chuka hai, tab humein laga tha, galti samne wale ki hain, tab hum bacch gaye, lekin iss baar nahi bacch paye, aur yeh bhi samjh aaya, kuch toh baat hai, kisi ko hum bahot jaada pasand aaye hain, iss liye, yeh sab kuch baar-baar kar raha hai..
Anubhav smile & says- humein itna toh prateet hota hain, aap ko shaday jaankari hai, yeh kon kar raha hai..
Haseena smile & says- sahi smajhe sir aap, bahot saalon se ek hi case par hum kam kar rahe hai aur iss wajah se har baar humara tabaadla hua hai, kya hai na, hum toh rahe desh permi, aur yeh baat bahot saare logo ko raaj nahi aa rahi, iss liye aur kuch nahi..
Anubhav smile & says- Haseena ji, desh premi wali baat ko lekar hum bhi aapse sehmat hai, aap humari sab se acchi dost toh jarur banegi..
Haseena only smile..
Anubhav- toh aapko kis par shaq hai..
Haseena- shaq nahi yakin hain, wahi hi hai inn sab ke piche, lekin ek bhi saboot nahi hai humare paas, issliye woh bacch rahi hai..
Anubhav sigh with smile & says- aap kabeel hai, iss baat par humein koi sankoch nahi hai, lekin phir bhi hum yeh puchne ka dussahas kar rahe hai..
Haseena look him & asked- sir aap bina sankoch kiye puch sakte hain..
Anubhav take movment & says- aage kya socha hain..
Haseena- humein ek aur SI yaha par chahiye, jo ki woh ek insan hai, jise humari purani dushmani hai, aur humare yakeen ki majboot kadi bhi, iss liye unnka transfer hoga, lekin yeh aisa lagna chahiye, ki unnka transfer higher authority ne kiya hai..
Anubhav- thik hain, jaisa aap chahe..
Haseena- aur inn sab mei humein Karishma Singh ki jarurat padegi..
Anubhav cut her mid & says- issmei hum aapki koi sahieyat nahi kar sakte, jaise ki aapko pata hai, woh kitni ziddi hai..
Haseena smile & says- haan pata hai, thik hai, hum humari taraf se poori koshish karnge, unnki galatfaimi dur ho sake..
Anubhav- thik hain, toh hum abhi chalete hain, aap aapna khayal rakhiye, aur haan, yeh aapke liye, & he forward flowers to her..
Before she accept the flowers, she sneeze quickly, & Anbhav says-aap thik toh hai..
YOU ARE READING
Madamsir: Humari Dosti
Fanfictionstory on Haseena & Karishma, &n their friendship, who they are now separated for some misunderstanding, but they meet after long time, in MPT.. will they end their friendship come again on same track they used to do in past..