Part 16

2.1K 162 8
                                    

Karishma reached to Haseena's house with Haseena's ammi, she make a feel Haseen's ammi good, & go to Haseena's room to keep bag in the room, she kept the bag on side by the wardrobe, & she look a side table of bed two frames, one is of her ammi, & other one is of her & Haseena, she smile lightly, & pick the frame in her hand, & says with low tone- kabhi nahi sudhar sakti aap Malik sahab, & she put back frame on table again, & she comes in live area, Haseena's ammi made a tea for her, first she deny it, but Haseena's ammi force her & she take seat for drink tea, while sipping the tea, her eyes catch a medal, she walk to the medal..

Haseena's ammi- yeh award mila tha, SHO banane se pehle, tab woh hospital mei thi..

Karishma turn to look Haseena's ammi & asked- hospital, kiu..

Haseena's ammi- usse goli lagi thi, aur kuch mihino ke liye hospital mei thi..

Karishma asked with little tensed face- yeh kab ki baat hai..

Haseena's ammi- kuch 7 saal pehle ki baat hain, aur woh koi toh case re-investigate karne gayi thi akeli, kisi ne toh piche se doo goli maar di, kiu akeli gayi, kiu kisi ko saath nahi lekar gayi, yeh baat ussne sirf enquiry mei hi baatyi, aur usske baad kuch mihino mei hi usska phir se tabdla hua, aur aisa har baar hua, aur ab iss baar yaha par hua, lekin humein ek baar bhi isski tabdla ki jagah nahi lekar gayi, iss baar yeh sab kuch hua, iss liye tumne humein patta toh baataya, Haseena kaha par hain, waran woh toh humein yeh bhi nahi baatati..

Karishma smile & says- aap fikar mat kijiye, hum hai iss baar, woh kaha par jaati hai, yeh baat hum aapko baatayeng, jab bhi woh aapka phone naa uthaye, aap sidha humein call kariyga, thik hai..

Haseena's ammi smile only..

Karishma reached to hospital to look Haseena, but she taking nap, & for that she wait outside of room, she look Billu comes there with watermelon, & he look Karishma, & he turn around, & start to go back again but before that Karishma catch him through collar..

Billu says with pouted tone- Karishma madam yeh cheating hai, aap aise mujhe pakad nahi sakti..

Karishma- amma Bille, tum humein topa samjhe ho kya, pichle 4-5 din se jo gayab ho, woh ab pragat ho rahe ho, police walon ke paise ko kya aapna maal samjhye ho..

Billu shows his palm to her, she give him anger look & he says- mai police walon ko aapna pawariwar smajhta hun aur usske paison ko kabhi jhaya nahi jaane deta..

Karishma leaves his collar & she pulled her gun out, put him on gun point & says with warning tone- Bille tujhe hum kuch kaam bole the, agar tune ab yeh bola ki kaam nahi hua toh tu choron ki category mei shahid hoga itna baat dimag fit karle beta, aur shur hojaa..

Billu gulping his throat & say- madamsir ke baare mei sab kuch pata kiya, lekin ek baat hai, jo bahot hi top secret hain, unnke baare mei, jo sirf upar wale log jaante hai..

Karishma look him with rising up her eyebrows, & Billu says- jaise ke DSP sir..

Karishma shook her head in understand way, & Billu says- kuch saal pehle madamsir ko goli maari thi 2, woh akeli gayi thi koi toh mission par, aur usske baad unnka tabdla hota raha, kiu ki woh corruption ke sakt khilaf hai, aur desh seva mei yakin karti hain, iss liye koi na koi unnka pura jor laga kar unnhe dusre jagah bhej dete hai, unnhone kuch deshdrohiyon ko pakda tha, uss mei se ek chuth jaata agar woh zinda hota, lekin uss shakas ne atmahatya karli jail mei aur ussi kuch hi ghante pehle madamsir ka tabdla kar diya tha, yeh keh kar ki woh jo koi pakda gaye hain, woh deshdrohi hai, balki aisa kuch nahi tha, yeh madamsir prove karne gayi toh unnke haath tabdla ka letter aur saath mei medal aur kuch ausat vetan badhya gaya, aur ussi raat unnhe dusri jagah duty par on hone kaha..

Karishma in mind- kuch samjh hi nahi aa raha hai, yeh kya confusion hain, akhir kar madamsir hai kon..

Billu wave his hand infront of Karishma's eyes & call her- Karishma madam..

Karishma coming out from her mind view, & look Billu, & he continue- madamsir ka koi toh dushman hai, jo madamsir ko maarna chahta hain, lekin safal nahi ho raha hai..

Karishma- amma Bille tumhe itna sab kuch kaise pata, jo humein yaa madamsir ko bhi nahi pata..

Billu- woh iss liye, yeh jo accident hua hai, waisa wala accident pehle bhi hua hai madamsir ke saath, lekin tab choti-choti chote aayi thi, aur humari choron ke jo late.adhayksh the, woh yeh sab kaam karte the, toh unnohone madamsir ka accident..

Karishma look him with anger, & Billu say- madam woh late ho gaya, aap mujhe aisa mat dekho..

Karishma warn to Billu- dekhe Bille, aage jaa kar tune aisa kuch kiya toh, tujhe hum aisi maar maange na toh tu khud ko bhi nahi pehchan paayega, samjhe..

Billu- madam mujhe mere Billu niwas se bahot jaada pyar hai, aur uss ke liye main aapki konsi bhi baat maanunga..

Karishma- yeh hui naa kuch kaam ki baat Bille, toh chal ab pata laga kon hai madamsir ke piche pada hai..

Billu- jo hokum mere akka, & he goes from there, Karishma comes to the room of Haseena, she look her once, & take a seat near the bed, & wait for her waking up..


If you like then hit the ⭐& comments below..

Madamsir: Humari DostiWhere stories live. Discover now