Door bell rings, & it's open by Karishma, she surprise to see person there, that too on early morning..
Karishma- aap yaha par itni subhe kya kar rahe hai, Anu bhaiya..
Anubhav says with little hesitation- behena yeh sawal hum bhi aap se puchna chahenge, aap kya kar rahi hai yaha par itni subha, subha..
Karishma- sawal humeine pehle pucha hai, toh jawab aapko dena padega..
Anubhav says with proud tone- DSP hum hain..
Karishma made her face irks & says- aapki aagya ka palan kar rahe hai..
Anubhav little confused & he asked- humari konsi aagya..
Karishma says with little excited tone- saaja, ji aapne humeine saaja di, madamsir ke saath rehne ki, toh bas hum aapni saaja poori kar rahe..
Anubhav- humein aisa pratith ho raha hai, aapko humeine saaja kum aur aapki ichha poori ki ho..
Karishma- jaise aapki soch, bas yahi manna kar hum chalte hai..
"arrye Karishma kon aaya hai darwaaje par" a Haseena's mother voice comes from kitchen..
Anubhav hold Karishma's both shoulders & made her side & reply to Haseena's mother- ji, Maa ji hum Anubhav, aapse milne aaye hai..
Karishma rise up her eyebrows with surprise, & says- amma ko nahi, unnki beti ko impress karna hai..
Anubhav- humeine pata hai, aap inn sab mei hum se ek kadam aage hain aur hum aapke bade bhai hai, toh humeine aapni tarah humara kaam karne dijiye..
Karishma- aapko ek baat baata dete hai, waise, kuch fayda nahi hone wala hai..
Anubhav- aisa kiu bol rahi hai aap..
Karishma smile & says- kiu ki hum aapke aur malik sahab ke beech khade hai, aur ek baat pehle hi clear kar dete hain, humare liye woh jaruri hai, naa ke aap Anu bhaiya..
Anubhav- behena aap humari payri behena hai, aur pehle aapne humein madat karne ki ichha prakat ki thi, aur ab aise piche hatt rahi hai..
Karishma- ji, lekin abhi humara mann nahi hai, aapko kisi bhi prakar ki koi madat hum nahi karnge..
Anubhav little in dilemma & he didn't says a word, & he moves his way towards kitchen..
Karishma enters in the Haseena's room, & Haseena asked- kon tha darwaaje par..
Karishma- DSP sir aaye hai..
Haseena says with shocked & irks tone- phir se..
Karishma- kya matlab hai aapka..
Haseena- pichle 3 dinno se issi time par ghar aa jaate hai, ammi ki help karne, humein na sach mei bikul pasand nahi aa raha hai, aur kuch bolne jaau toh, toh bolte hai, hum DSP hai, toh aap kuch nahi bol sakti..
Karishma shook her head & say- hum baat karte hai..
Haseena says with clam mind- please, kijiye, humeine accha nahi lagta..
Karishma smile & says- jo aapko accha nahi lagta, woh humein bhi accha nahi lagta..
Haseena only smile..
Karishma in mind- aur jab tak aap nahi chahti, tab tak aapke paas kisi ko aane bhi nahi dange, aapko pareshaan karne ka haq sirf yeh Karishma singh lekar aayi hai..
Haseena break Karishma's thoughts- Karishma singh, kya hum chal sakte, humare kaam ke liye..
Karishma smile & says- ji bilkul..
YOU ARE READING
Madamsir: Humari Dosti
Fanfictionstory on Haseena & Karishma, &n their friendship, who they are now separated for some misunderstanding, but they meet after long time, in MPT.. will they end their friendship come again on same track they used to do in past..