Part 31

1.4K 136 19
                                    

Karishma says with soft tone, look after Haseena's anger face- ji madamsir, & she take small steps from behind Haseena with guilty face..

Haseena take a seat on chair with pain, Karishma can feel her pain through her expression, Haseena's closed eyes clearly tells her, that she hurting her..

Karishma- madamsir maaf kijiye humein, lekin woh peshawar mujhrim, jo pichle kahi mahino se gayab tha, aur aaj pakada gaya hai, aur ab aapna gunhaa kabool karne se manna kar raha hai..

Haseena asked with stern tone- kya kiya ussne..

Karishma keep quite after Haseena asked her the question..

Haseena asked her with little high pitched- hum kuch puch rahe aapse Karishma singh..

Karishma says with clam but inner a anger boiling- yeh wahi hai jo aapko maarne mei kabil hua, issliye aa gaye lekar usse yaha par, aur ab jab tak woh kabool nahi karta tab tak usse hum yaha se chodnge nahi, hum bhi dekhte hai woh kaise nahi uglata usska gunhaa, ussko aurat jaat ka power dikhate hai, aur jo insan aurton ka izaat karna nahi jaanta usse toh aisi hi maar padhni chahiye..

Haseena only looking to Karishma with anger but clam mind, her eye sight catch the Karishma's knuckles which is a blood oozing, who hide it under her fist..

Karishma- uss insan ne aapko 3 baar maarne ki koshish ki, aur teeno baar aap bacch nikli, aur ab phir se aapko maarne ki planning yeh kar raha hai, aur upar se bol raha hai," tumhe humein jaanti nahi ho", amma jaan gaye iss liye yaha par lekar aaye warna, wahi se narak sidharte..

Haseena says with stern tone- Karishma singh..

Karishma says with irks tone- aap humein iss baar rok nahi sakti aur iss mamle mei toh bilkul nahi, ek toh woh aapna gunhaa kabool karega ya hum usski haddi-phasli ek karke hi dum lenge, aur aap beech mei nahi aa sakti..

Haseena asked her with stern tone- aapko usska confession chahiye yaa maut..

Karishma grits her teeth & says- agar haath mei hota toh maut chunte..

Haseena- haath se khoon beh raha hai, usse saaf karke bahar aayiye, & she goes to getting up, Karishma goes to near her for help, but Haseena shows her palm to her, & Karishma back of her steps..

Haseena coming out from the cabin & look Pushpa ji near the door of cabin, & Pushpa ji gives support to Haseena & Pushpa ji says- madamsir Karishma madam ne jo kuch bhi kiya usska tarika galat tha, lekin uss insan ne aapko 3-3 baar marne ki koshish ki hai aur aise mei chup hum nahi rehe sakte..

Haseena says with low tone- hum maante hai Pushpa ji, unnka tarika galat hai, lekin unnki soch sahi hai, agar yeh woh sab kuch soch samjhkar karti toh, agar galati se iss insan ka koi bhi connection kisi tripathi ke aadmi se hoga toh woh media ka saath lekar humein badnaam kar sakta hai, issye mission par poora asar hoga, aur issye Karishma singh ka chehra poore lucknow mei media dawara sab ke samne aayega, unnka bhokal kum tha aur ab yeh, aap samjh rahe hai humari baat Pushpa ji..

Pushpa ji shook her head in understand way & says- madamsir hum samajh sakte hai aap kya kehna chahti hai, lekin ab aage kya..

Haseena- ab humein hi kuch karna hoga, usska confession bahot jaada jaruri hai, hum issye aise hi nahi rakh sakte, kuch bhi karna hoga lekin usse yeh baat niklwani hogi, nahi toh bahot badi musibat mei hum sab fas sakte hai..

Pushpa ji- aapne kuch soch hai madamsir..

Haseena look to Pushpa ji once with confidence & shook her head in yes..

Haseena calls Santu & tells her to keep one chair in bars, she did her job, & Haseena entered in jail, after give some more instruction to Santu & Cheetah..

Madamsir: Humari DostiWhere stories live. Discover now