Part 32

1.4K 131 8
                                    

Haseena keep her head on chair head rest, while resting herself on chair, her cell beep with notification, & she makes her face irks, & check the time once, & check the notification, & again make her face irks..

Santu enters in the cabin, & says- madamsir, aap chai lengi..

Haseena- haan aur Karishma singh ko aandar bhej dijiyega..

Santu- ji madamsir..

Haseena- aur ek baat..

Santu- ji madamsir..

Haseena- Pushpa ji ko boliye thoda aram karne..

Santu- ji madamsir..

Haseena- aap aur Cheetah bhi thoda aram kijiye..

Santu- ji madamsir, & she left the cabin..

A couple of minutes later, Karishma enters in the cabin with cup of tea, she keep it on table..

Haseena open her eyes & look Karishma there, she says- baithiye kaam hai aapse..

Karishma- kya..

Haseena- baithiye, aur haath kaisa hai aapka..

Karishma- aap humein ab sharminda kar rahi hai..

Haseena casually smile & says-hum sharminda kar rahe hai aapko, kis baat ke liye..

Karishma- mujhe thoda sa laga hai aur aapko itna saara, aur aap meri wajah se, iss halat mei yaha par..

Haseena- chalo itna toh samjh aaraha hai, hum takleef mei hai..

Karishma- aisa kiu bol rahi hai aap madamsir..

Haseena- subhe se aapki wajah se pareshan huye hai hum..

Karishma- humein kuch nahi kiya hai subhe se..

Haseena- accha, itna confidence hai aapko, aapne kuch nahi kiya hai..

Karishma says with full confidence- ji bilkul, humein kuch nahi kiya hai..

Haseena- ok, ek minute, & she scroll into cell something, & keep her cell infront of her..

Karishma peep into cell once & says- arye waha ek hi din mei 15 ladkono ne pasand kiya hai aapko, aapka jalwa hi kuch alag hai..

Haseena started to stare her, with cold face, Karishma looks that & says- ammi ne kaha tha..

Haseena- bina kuch soche samjhe aapne kar diya, aapne thoda sa bhi nahi socha hoga na humare baare mei..

Karishma- socha, phir dusri baar aur socha, mission kya hote rahnge, lekin yeh jo waqt hai na, woh nikal gaya na toh wapas nahi aayega..

Haseena says with stern tone- abhi ke abhi issye delete kijiye, humara sar dukhne laga hai ab..

Karishma- password yaad nahi hain..

Haseena look a naughtiness in Karishma's eyes & says- aap humari dost jaada hai yaa ammi ki beti..

Karishma shamelessly smile & says- ammi ki beti, aur woh jo chahti hai, wahi hoga, aap kuch bhi karlo phir, aapki shaadi toh hum karwa ke hi manange..

Haseena says with helpless tone- Karishma singh..

Karishma still gives her shameless smile- ji madamsir..

Haseena- aap nahi manangi..

Karishma shook her head in no way..

Haseena says with pleading tone- Karishma please aisa mat kijiye..

Madamsir: Humari DostiWhere stories live. Discover now