2. MERI UMEED TERA INTEZAR

2.1K 199 36
                                    

Aly was happy. It was a new day for him. He was singing and chirping. As it was his last day in his film school. He was returning India. Aly was excited to meet everyone. His family was also missing him a lot. From last 6 years he have been only focused to his studies. He didn't even went to India once. Not even when Ilham di delivered 3 cutie munchkins.

Aly was happy that he was going to meet each and everyone. Especially his friends.

He was in flight.

ALY'S POV (this para is imp)

Aaj finalllyyyyy. Yess. Tum sabse milunga. Khaas krke( smiles). 6 saal uffff. I missed you guys. Ek ka pagalpan, ek ki hasi, ek ka pyaar, ek ka gussa. Bas dono ko ek baar mil lu. Ek se to fir bhi bol lunga kuch but.......chodo. Jate hi boht saari baate krni h.

Aly pulled out a keychain from his pocket. A cute leaf shaped keychain. He held it tightly and closed his eyes.

I miss you. I miss you the most. Bas kaise bhi dekhna h. Aisi kaisi friendship jo 6 saal me ek baar bhi baat nhi ki. Aisi kaisi ghatiya kasam....

His flight arrived india.

In car.

ALY'S POV

Bas ab to shayad mil hi gye h. Ek baar bas ek baar mil jaye. Chodunga nhi. Aisa marunga na. Aur pehle to usse marunga jisne wo faltu kasam maani.

On the other side.

Rahul was chatting with dishmin.

D: So kal ka plan kya h?

J: Kal to meri meeting h

R: Kitne baje?

J: 6 baje h

D: To fir to hum ja sakte h kahi bhi.

J: Nhi yaar mai malad me hu aur unka office lokhandwala. To mai 4 baje hi nikal jaungi qki bich me ek kaam bhi h.

R: But uske pehle to ja skte h na?

J: Ha ofc.

D: To hum ek kaam krte h aaj nightout kr lete hai. Kal aaram se late uthenge rather than going out.

Jashul: Perfect.

J: Kisiko kuch chahiye kitchen se. Mai Zara snacks banane ja rahi hu.

R: No I m good, BHUKKAD.

J: Whatever( rolled her eyes) N you disha?

D: Mai bhi Bhooki hi hu. Mere liye bhi kuch bana le

J: Haash koi to insaan h yaha, aur kisi ke tarah nhi ki bhook hi nhi lagti.

R: Jaa na apna khao na dono.

Dishmin laughed

Now dishul were alone

D: Tum dono kitna chupaoge mujhse sab kuch?

Rahul was not expecting this question

R: Kyaa.....kya ..chup....chupaya humne

D: Tum dono jo haste ho, masti karte ho uske piche ka dard. I know mai tum dono ko bachpan se nhi jaanti thi but tum log kuch bhi share kr skte ho. Wo to kuch bolti hi nhi. Aur tu h ki bas bol chuka h ki samay aane pe batayega. Kab aayega samay tera.(almost crying) Nhi dekh sakti tum dono ko mai. Aisi konsi Galti thi jo tum dono muze batana hi nhi chahte( starts crying)

Rahul hugs her

R: Maine bola hai na ki time aane pe sab bataunga. Aur jo us time hua tha wo chiz se nikalna mere aur Jasmin dono ke liye boht mushkil h. Isiliye hum haste rehte he. Taki us chiz ko yaad na kr sake. But hum dono ko pata h ki har time wo baat hame darati h aur guilty krti h. Aur ek baat baby galti sirf meri thi uski nhi thi. Wo toh bas apni dil ki sun rhi thi. So calm down. And thank you hume hasate Rehne k liye

D: Muze kyu thank you bol rha. Usse hasta hue dekhne k liye to mai kuch bhi kar sakti hu. Aur tu to meri khushi h. ( She hugged him). Mai ja rhi hu uski help krne bye.

R: Ha ha ja.

She giggled and left.

Rahul's pov

Har wakt khush nhi reh pata. Na rakh pata hu. Q Q Q hua wo sab. Aisi galti kam se kam muze nhi krni chahiye thi. Q maani mai uski baat. Na mai wo baat maanta na wo dono. ( He was having tears). But ab mai zaada nhi sochunga bas ye dono ko khush rakhna h muze.

He took out his guitar for calming himself down. And also for lightening the air. He kissed a keychain on the end of his guitar. It was water drops shaped key chain. He started playing guitar. Soon dishmin also came. They enjoyed their nightout keeping sorrows aside.
.
.
That's it

Legit 1000 words chp, wrote it for the third time🤦🏻‍♀️ why wattpad why????

Peace 🤍

SAFARNAMA PYAAR KAWhere stories live. Discover now