37. USKE PAAS DIL HAI MERA

1.4K 216 33
                                    

Meanwhile Aly came to Balcony. He was blushing like anything.

Aly's POV

Kaise besharam hai ye log. Mere aur jasmin ke baare me aisa kaise bol sakte hai???

Meri best friend hai wo. Aur ilham meri bhen ho kar ye sab. Rahul disha ko to pata nhi tha script ka. But ye ilham pagal hai kya?

He sat on the chair. Deep thinking

Aur wo to accha hai ki Jasmin ne nahi suna warna kitna awkward ho jata. Kaise boli wo disha. Ki romance bhi hoga na????

He started blushing

But aly sahi bol rahi thi. Romance to hoga hi. But advantage hai ki Jasmin hai aur koi nhi. But wo..... accha chal chod. Dekha jayega.

Now he was confused

Zaada mat soch. Waise hi boht blush karne lag gaya hai tu. Pagal ho gaya hai kya? Aise karega to koi kya samjhega. Jas kya sochegi

But aisa kyu ho raha hai mujhe. I think.
I kind of have a soft corner for her................kya bol raha hai? Of course hai teri best friend hai wo. Now shut up and bahar chal.
Aur ye sab bakwas na ho raha ho to accha.

Here theg were discussing about their childhood. Jas also finished her call. She also joined them.

Aly also came.

A: Kya chal raha hai?

R: Abhi kaha kuch chal raha hai. Abhi to chalega

A: Matlab?

D: Abhi tu aaya to chalu hoga na.

A: Oh waise.

Disha glared rahul

R: Look who is giving me a look

He said in a sarcastic manner

I: Kuch gaana suna de rahul.

R: Aree ha mera guitar bhi aaj to.

(If you don't remember what's gonna happen,refer to chp 2, last para)

R: Aly leke aana car se.

A: Mai kyu jau? Tu ja ya jisko sunna h wo jaye

J: Ruk mai leke aati hu

A: Better. Ja jldi leke aa

J: Tujhe itni jldi h to khud chala ja. Waise bhi tujhe nhi sunna

A: ja tu leke aa.

J: Hatt kutta

A: Bye

She grumpily went outside and took the guitar. And came back.

J: Sab aalsi hai yaha. Le tu. Tu bhi aalsi hai ek number ka.

She gave it to rahul

R: Thank you.

He took it from her. And unzipped the case.

He removed the guitar. The sudden tingling of the keychain caught
Aly's eyes. He was amazed and
shocked to see that. He just kept
looking at it. A lone happy tear fell
down on his hand and ge came back
to reality.

R: Accha batao konsa Gaana.

A: Rahul. Ek min mere saath aa.

D: Ab kya hai?

J: Gaane de na use.

A: Please ek baar.

He was getting restless.

Rahul saw it and stood up immediately

R: Ek min me aaye humlog.

I: Fine jao.

D: Ye kya aly sabko apne room leke jaane wala h dhire dhire.

Jas giggled on this.

Both rahul and aly came to his room.

R: Kya hua tujhe.

Aly just hugged him Tightly.

R: Abe

A: Tune wo keychain apne paas rakhi hai.

Rahul understood what he was saying.

R: Ha bhai of course. Ise kaise ghuma sakta tha.

A: Ha qki iska ghumna matlab. Dosti kamzor hona.

R: Tu abhi bhi us baat ko maanta hai? Pagal hai kya?

A: Ab mere dimag me wo baat baith gyi to mai kya karu. Is chiz ko dekh kr mujhe jo khushi hui hai na kya batau. Jas k paas bhi hai abhi.

He asked excitedly
(Chp 1 if you don't remember)

Rahul's face dipped in disappointment

R: Uska ghum gaya tha usne bola.

Aly's face went blank. But he didn't tried to show it. But rahul knew what he felt.

A: Accha ha....chal chod tune hi to bola ki it doesn't matter. Chod.

He puts on a fake smile.
.
.
.
That's it

Thank you

Peace 🤍

SAFARNAMA PYAAR KAWhere stories live. Discover now