25. ANJAAN REHNA MUSHKIL

1.6K 208 28
                                    

A: F..fi fir?(his voice broke)

R: Fir usne stress lena chalu kar diya.
She suffered from depression. (He
also started crying) I don't know why
but isne saara blame apne upar le
liya.
Use lagne laga ki tere bina bataye jaane ka reasons ye hai, ise laga ki
wo kasam ise tune di hai. Iske wajah
se maine bhi baat nhi kabhi. Qki
mujhe laga hum dono ke liye hai.

A: Tum dono ne ek baar bhi mujhse baat kyu nhi ki. Koshish kyu nahi ki.

D: Tune bhi nahi ki na. Tu nahi kar paya to ye dono kaise karte inke paas to mere jaisa koi dost bhi nahi tha.

A: I am sorry sab meri galti hai.

R: Ab us baat ko chod de.

A: Ha tu aage bol.

R: Like this almost a year passed again. Iski tabet kharab Rehne lag gyi thi. It
was near her 20th birthday jab she
went through sleep paralysis for the
first time because of her schedule and stress.
That was the time when we met disha.

D: Sleep paralysis was the worst time for her.

A: Whatttt???? Slee..sle.sleep paralysis?
But aisa bhi kya hua tha jo sleep paralysis. I mean wo tab hi hota h jab extreme situations ho. I know it's common but kaise.

R: Ghar pe aati thi modelling se to
time par khaana nahi khaati thi. Hamesha khudko kosti thi. Gharwale
bhi  ki kuch sahi se baat nahi karte
the.
Trust nhi karte the. Hamesha
taane maarte the realated to her career and you too. Fir jab wo hua to maine socha ki bas ho gaya isko yaha se nikala jaye.

D: Wo mahol boht toxic ho gaya tha
iske liye. Wo rahul ka best decision
tha.

A: To fir unlogo ne kya bola.

R: Of course pehle unhone mana
kiya. Qki hai to maa baap hi. But fir
jab isko maine samjhaya ki isko koi
to step lena padega.
To isne bhi socha ki akele rehna better option hai. Fir humne thode din baad ye room rent pe liya tha. Ye apne kharche khudnikalti thi modelling se.
But this houseis really lucky for her. Yaha shift hote hi she got a role in a big production house. Aur fir consistency Aagyi. But iska depression and all kam nahi ho raha tha.
Bahar se khush rehti thi. Andar apne aap ko kosti thi. Fir Disha aur ye dono saath me rehne Lage.
I got close to her. We started dating
and decided to move in together.
But fir ye akele reh gyi thi. I know
ki uska akelapan trigger karta hoga
but ye khush rehti thi.
Dikhati thi ki khush hu. But we know the truth.

Aly was also in tears he didn't knew ho to react.

D: Fir maine socha ki mia ko laye taki ye thoda to mind divert kar sake. Aur aisa hua.
Mia ke aane baad thodi calm  ho gyi thi ye. But andar se waisi hi broken. Aise hi time nikal gaya.
Aur ek saal pehle isne rambo liya. Ek saal se thoda smile karti h ye. But fake.
Bas ab ye hasti rahe that's what we need.

A: That's what I need. Ye bas khush rahe. Hasti rahe.

R: Bas ab thodi baate kal k liye rakh lete hai. Boht heavy ho jayega warna. But I promise tujhe sab bataunga detail me.

A: Ha qki disha ne ye sab nahi bataya

R: Accha kiya. Warna tu aajata. But muje Tum dono ka bhi jaanna h.

A: Sab batayenge. Mai bhi tu bhi Jasmin bhi. Haina Jasmin?

He looked towards her...
.
.
.
That's it

Thank you

Peace 🤍

SAFARNAMA PYAAR KAWhere stories live. Discover now