24. TERA MERA SAATH SUHANA

1.6K 208 29
                                    

R: Fir uske baad

Jas again Started sobbing and Aly hugged her and held her hands. Assured her that he is there with her.

R: Uske baad jas ka boht bura mental breakdown hua tha. She was not smiling, eating, talking to anyone. Wo bas ek hi chiz sochti rehti thi ki tu bina bataye kyu gaya. Aur us ladke ko humne boht pucha. But wo sirf hume Taunt karta tha. He said very bad things about you and jas. He said

Rahul was on the verge shooting someone. He tightened his grip on bedsheet.

And jas held Aly's tshirt and aly took her hands and interlocked it assuring that he is never gonna leave her.

R: Usne bola just because she didn't wanted it to....to..be with you physically Isiliye tu bina bataye chala gaya.

A: Whattttt the fuck, ye wahi hai kya jo mere saath theatre club me tha

R: Ha. Aur fir uske baad jas was
fully broken. Qki wo aisa kbhi kuch expect nahi kar rahi thi. Usne kabhi
aisa nhi socha tha. Uske gharwale
bhi ispe dhyaan nhi de rahe the.
They were just busy in their business and in their own world. Jas ko aise
dekh ke mai pagal ho gaya tha. Maine ek din aunty ko bola ki hum to nhi puch sakte tere baare me but wo puch sakte hai.

A: Fir? To unhone pucha?

R: Nahi they ignored us. They ignored jas. For name sake ghar pe reh rahi thi ye. Naam k liye jee rahi thi. Khushi to chehre se if gyi thi. Smile karna bhool gayi thi. Iske gharwalo ko ye sab natak lagta tha. Unko lagta tha she is Acting. 
It was when almost 1 year after you left. Jas ko acting line join karni thi. To she somehow gathered courage aur ghar walo se baat karne ki sochi. To unhone ye chiz ko bhi ignore kiya. Fir jab hum ek din ek cafe me the to hume Tushar sir mile. Unhone tere baare me pucha. Humare paas koi jawab nahi tha. Humne sirf bola ki tu padhai k liye bahar gaya.
Wo bhi shocked the ki tu bina bataye gaya. Jas aur mai for us zone me chale gaye the. Din bhar sochte rehte the ki hua kya?

A: Toh fir

R: Fir kya maine fir se jas ko apne saath le ja kar is baar unke saamne pucha. Ki aap kuch pata kar sakte ho kya aly ke baare me. Atleast wo kaha hai.

A: Tune apne family ko kyu nahi bola?

R: Maine bola tha. Unhone call bhi kiya tha but ilham ne mera call samjh kar kaat diya.

A: Shitttt yaar

R: Fir iske family walo ko jab bola to unhone bola ki, wo nhi puchenge

A: Kyu?

R: Kyuki unko aisa laga ki fir jas teri baato me behek jayegi aur unka so
called ghar me dhyaan nhi degi aur padhai nhi karegi. Aur jab maine bola
ki bas pata karo to Bolte h ki unko
nikhil ne sab bata diya, and they
didn't want ki tu aur ye baat kare.
Fir maine unko pucha ki aapko ye
sach lagta hai to they were like ha, jasmin 1 saal se uske gam me h to
Pkaa tum dono k bich kuch tha,
aur nikhil ne unko boht kuch bola.
And they trusted him rather than
her.

A: Ye kya pagal wali baat hai. Matlab kuch bhi bakwas. Unhone hume
bachpan se dekha hai. Hum tino ek Dusre k saath kaise rehte the unhe
pata hona chahiye. Aur mere aur
Jasmin k baare me aisa sochna is so cheap.

R: Uske baad ye waha aur taane sunti rahi aur ghut ghut ke ji rahi thi. Acting k liye bhi isne boht suna. Tu believe nahi karega ye khaye ya na, jiye ya mare unko kuch farak nahi padta tha. Har dusri baat pe isko sunate the. Zinda laash ban gyi thi. Sirf jine ke liye jee rahi thi.

Jasmin was shredding tears like anything and aly hugged her. She just held him tightly.
.
.
.
That's it

Thank you

Peace 🤍

(5th update of the day, thanks to my crazy gc countdown)




SAFARNAMA PYAAR KAWhere stories live. Discover now