ch18-bondita to justify rudra

1K 71 8
                                    

...
Anirudh overhears the conversation between two boys or classmates of bondita ...

Boy1- kya Yaar aaj to maaja hi nhi Aaya....

Boy2 - Sahi Kaha tumne bondita Aur rudra ko ladhnta dekhne mein kitni Maja ATA hai na ...mood ek dam refresh ho jata hai ....

Boy1- muje to Samaj nhi aata itna padhne ke baad BHI dono ki energy itni hi rrehti hai ...jitni pahele jagde ke vakt Hoti hai ...aisa Lagta hai dono bs padhne ke liye taiyar baitho ho....

And both boys laugh ...during their laughing Anirudh arrives and asks the reason for the fight ...
Bitg boys knew that bondita is favourite student of all so if they will be against her might create problems so they put all blame upon rudra ....

Boys ..sir vo rudra hai na vo hi Kuch nakuch karta rehta hai isliye bondita kogussa aa jta hai ....aur dono main padhai ho jati hai ....

Aur sir ye aaj Ka Nahi roj ka he ....

Anirudh thinks ...
Rudra is an arrogant Ill-mannered boy ...
He should be thankful to her but he instead fights with her everyday ...today I will not spare him...

After assembly Anirudh calls rudra ...
In staff room

Rudra arrives ....

Here the two same boys inform bondita about their enquiry done by Anirudh so as rudra will not take out his anger upon them....and she can save them and rudra too....

Bondita hurriedly leaves for staff room

Anirudh...rudra Maine suna hai tum har Roz jadhte rehte ho ....
Bondita ko pareshan karte rehti ho ...
Kya mein Jan Sakta Hu tum aisa kyu Karte ho ....in calm voice

Rudra innocently speaks ...sir aur lid liye Apne maze ke liye ...bondita ko pareshan Karne me maza bohot ata hai...

Anirudh in his rage ....Iska MATLAB tumhein sirf dusro ko pareshan Karna hai....to padhai kyu Kar Rahe ho ....

Aur tune iske liye saza milegi ...kyuki kisko BHI bemtlab pareshan krna galat chiz hai ....

Anirudh was about to give him punishment with his stick which he never held for anyone but this time he had ...

Bondita suddenly arrives and interrupt them ...

Bondita ...sir stop ....
After fully entered with permission of other teachers ...
Sir not rudra is guilty I do too as instead of ingnoring him i too start fighting with him ...

Sir I apologise for that and please forgive us this time ..we will never fight from today ..

Anirudh nods ...
But he says in mind ...
Mujhe pata hai bondita tumne use maar khane se bacha liya pr agar Baar isne tumhe pareshan Kiya to he will get a severe punishment from me...

After bondita and rudra leave

Other teacher ...Anirudh mana rudra lagat tha par bachho par hath uthna Sahi nhi hai ha tumhe ager punishment deni ho Kuch unique dena Jaise tum hamesha karte ho ....

Maine tumse tab nhi Kaha kyuki do teachers ke argument Hona vo BHI students ke samne is not at all good it will leave a bad impact of them...

Anirudh next time have patient as I know from the day you had joined you doesn't pick up a stick for beating anyone ....
It may be your anger get heavy on you ..

Anirudh realises what he has done ...

On the way to classroom

Bondita. Rudra mein janti Hu tumjanboojakar padhai karte ho mujse par tumhe nhi Lagta isse tumhari image kharab hogi ...

Rudra....main kya Karu tumse jagde Bina mere din nhi jata hai

Bondita ...Acha.. with a smirk

Both laugh

Rudra ...tum janti ho bondita mere dadaji ke siwa ek tum hi ho jisse baat Karne mein ya padhne main muje aaata hai

Bondita ...what about your siblings and parents ....

Rudra...abhi to class attend karte hai pr tumhare sawal ka Jawab hamre off lecture mein jarur dunga..

In off lecture when they are at ground

Bondita ...Acha ab batao tumne muje subah Jo nhi bataya

Rudra ...mein jab chota tha tab Mera Pura pativar Yani dadadadi ma Baba...aur ek badi behen BHI thi ham sab Mandir se as Rahe the jab hamre car Ka achnak break fail ho Gaya vo Nadi mein ja giri ...Jaise hi pass ke gavvalo me Dekha unhone game bachane ki Puri koshish ki pr mere aur dadaji ke Siva Baki SAbhi log game chod kr bhagwan ke ghar chale gye ...isliye Maine subah tumse yeh Kaha ki tum aur dadaji hi ho jinse mein baat ya ladh Sakta hu ...
Aur mujhe Iska ehsaas tab hua jab mein aag mein FASA tha dadaji ke Siva MERI parwah Karne wala koi nhi tha aur phir tum aayi kisne na sirf muje alag east dikhaya pr Soch ko ya yu Kahu ko purani rush Vadi Soch ko badal Diya ...
Jab mere sathi muje bacha ne nhi Aaye tab tum aayi vo BHI Bina apni parwah Kiye ...
Kyuki MERI Soch purani thi to itni jaldi Mera badala asan nhi Hoga par ga jo aaj hua vo mein Kabhi nhi hone dunga aur Mera vada hai tumse mein Kabhi BHI bemtlab kisko pareshan nhi karunga ...

And smiles to her with a guilt ridden face...

Bondita ...tumhe kya laga muje nhi pata tum badal gye ho....
Jo rudra ladkiyon ko rasoi tak hi simar samjata tha vo ab badddal jr unhe Apne nirnay khud Lene me saksham samjata hai...
Jo rudra mujse isliye ladhta tha kyuki mein ek ladki hokar use takkar deti thi aaj vo rudra baddal kr mujse dosti krna Chahta hai pr kya pata kyun jijakta hai..Sahi Kaha na Maine

Rudra smiles and nods in yes

Bondita makes rudra reliase that he should change himself as he is of good nature but show a different side of him..

Her concern towards him ...her understanding of him ...is impressing rudra ...

He starts to fall for Hera's no one ever showed concern except his grandfather who was his only family after accident...

He thinks he had become ill mannered and stereotype because his grandpa had never said him no for anything or never stop him from doing anything wrong as his grandfather was in immense love and doesn't want him to be sad in his life...
...
Bondita In some days changed rudra ...who used to fight first is now become of helpful nature ..but always used to joke and tease bondita as her friend ...

By her motivation he has changed...

Here Parth is also in falling in infatuation with her as she was talented beautiful and also had the ability to change a person ...

Next day...
Teacher announces that they will be doing couple dance from this year in the annuals...

Anidita  ...a new beginning (On Hold)जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें