CHAPTER 4

35 10 46
                                    

(Aami pov)

Hostel mein aake do din ho gayi mujhe. Hostel mein aana mujhe itna pasand toh nahi thi, par ab mein comfortable hoon yahan. Mere friends toh kehte the ki hostel life mein kuch alag hi maza hai. Aur nayi nayi cheezein jaanne ki aur karne ki mauka milte hai. Ek alag hi duniya dekhne ko milega. Toh main bhi uss hostel life ko jeena chahti hoon jiske baare mein mere friends mujhse kehte the.   
(Pov end)

 
Aami apne khayalon mein itna khoyi huyi thi ki usse pata hi na chala ki koi uske kamare aayi hai.

Sm: “Anami… Anamiii”

Sm Aami ko samne haath hilathe huye usse pukarthi hai, kuch der baad Aami apni khayalon ki duniyaa se bahar aati hai.

Aami: “are Maahi… chilla kyun rahi ho yaar?”

Toh sm  Maahi thi.

Maahi: “toh aur kya karun main? kabse bhula rahi hoon tujhe par tum toh apne hi duniyaa mein khoyi huyi thi. Waise kiss khayaalon mein thi tum?”

Aami: “are, aisa kuch khaas nahi bas yuhi… acha tu bata tum kyun bhula rahi thi mujhe?”

Maahi: “who dinner ki time ho gayi na issliye bhula rahi thi tujhe main, chalo.”

Aami: “haa chalo. Par Shraavi kahan hai?”

Maahi: “who toh kabki chali gayi mess ki taraf. Tumhe toh pata hai na usse bhook bardash nahi hoti?”

Aami: “haha… woh toh hai, chalo hum bhi chalte hai.”

(Mess)

Sm1: “ye donon kahan hai? Bechari ladki ko bhook lagi hai aur inn dono ko toh koi farak ki nahi.”

Aami: “oh drama queen, zyaada drama karne ki zaroorat nahi hai. Aa gaye hum.”

Sm1: “Aami tujhe pata hai na ki main tum dono ki saath hi khaathi hoon.”

Maahi: “haan ji pata hai tabhi toh hum se pehle aakar baiti huyi hai poori taali bharkar, hai na?”

Sm1: “yaar tum dono itna der laga rahe the iss liya chali aayi,lekin khaana shuru nahi ki na?”

Maahi: “achaji, aaj…”

Koi (sm2) aa jati hai aur woh Maahi ko baat poori nahi karne di.

Sm2: “acha teek hai, ab tum dono ladaayi na shuru karo, Maahi,Aami tum dono jaao aur apna khaana le aao, aur shraavi tum zara ye bottle mein paani bhar do”

Aami, Maahi and Shraavi together: “ji vaishu di”

Toh woh sm1 Shraavi thi. Aur sm2 vaishu thi.

Ankahee .. Ansunee ..  Pyaar Iss Dil KiWhere stories live. Discover now