CHAPTER - 24

11 1 3
                                    


Aami garden mein jake baithti hai. woh apni sath ek diary bhi rakhi thi. woh kuch likhne lagti hai magar beech mein rukh jati hai phir jo lines likhi thi woh bhi kaat leti hai. phir aasman ko dekhti hai

Aami’s POV

Aaj tum bhi na aayegi kya. chup jao yu mujhse ki main doond bhi na paun jaise sabse main dhoor baag rahi hoon. Pata nahi kyun ye naseeb payi ki sari khushiyon ki khwaab yu ek sath khoyi hoon aur aaj aise sabki samne khush rehne ki natak nahi karni padti mujhe. Sab bhool nahi paungi phir bhi apni duniya mein akeli rehne ki koshish karti hoon phir se pehele jaisa nahi phir bhi jeena chahti hoon par har baar ye beeti huyi pal ki yaad dilane koi wapas aa jate hai ki main wahi jaga pe aake khadi hoti hoon. Kyun…

POV end

Aami ye sab soch rahi hoti hai ki usko pata bhi na chalti ki woh kab rone lagi.

: “aamii…”

Aami jaldi apni khayalon se bahar aati hai. woh peeche dekhti hai toh vaishu ko aate huye dekhti hai. woh jaldi apni aansoo pochti hai.

Vaishu: “aur kitni der yahi baithne ki iraada hai thand bohot hai ab chalo aake so jao.”

Aami: “haa di bas thodi der aur phir main aati hoon” vaishu aami ki paas jake baith jati hai.

Aami: “di aap jake so jao main aati hoon na?”

Vaishu: “kyun main yahan teri sath baithun toh tumko acha nahi lagta hai kya? aisa hai toh batao main abhi chalti hoon”

Aami: “are di aisa kuch nahi main toh bas…”

Vaishu: “chodo woh sab main toh mazak kar rahi thi.”

Kuch minutes dono wahan aasmaan ko dekhte huye chup chaap baithe hai.

Suddenly,

Vaishu: “aamii, woh dekh tootta taara” vaishu ek taraf dekh kar kehti hai. Aami bhi uss taraf dekhti hai.

Vaishu: “chalo jaldi se koi wish maangte hai”

Woh jaldi aankhein bandh karke wish maangne lagti hai. vaishu jab wish maangne ki baad aami ko dekhti hai toh aami kuch likh rahi hoti hai.

Vaishu: “ye kya aami, wish maangne ki jaga tum kitab mein doobi huyi hai. aisa kya likh rahi hai? dikhao mujhe”

Vaishu aami se kitab leti hai toh aami usmein ek poem likhi hoti hai.

Vaishu aami se kitab leti hai toh aami usmein ek poem likhi hoti hai

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

◦•●◉✿ Anami ✿◉●•◦

Vote ⭐

comments ✍️

Hope you guys like this chapter 👆

Pardon me if there's any mistakes.

please give shout outs and follow

me if you haven't....

Ankahee .. Ansunee ..  Pyaar Iss Dil KiWhere stories live. Discover now