CHAPTER - 7

21 10 21
                                    


Flashback continues...

Shraavi maahi ya aami ko bhulane ke liye bed ki taraf dekhi toh woh shock ho gayi...

.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.

Kyunki

.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.

kyun ki khidki ki paas ek roop dekhi thi. woh bed pe apni side par hi baithi thi aur darke wahan se uth gayi

shraavi: "bh...bhoo...bhoot...bhoot"

khidki ki paas jo baithi thi woh shraavi ki aur dekhi aur uthkar boli

: "shh..shh... shraavi... shraavi chillana mat main hoon aami"

Toh woh aami thi

Shraavi: "aamii tumm... meri toh jaan nikal gayi yaar. tum wahan pe kya kar rahi hai aur woh bhi iss waqt."

Aami: "woh mujhe neend nahi aa rahi thi toh bas aise hi baithi thi."

Shraavi: "itni der ho gayi tujhe neend nahi aayi?"

Aami: "are chodona tum kyun uth gayi ye bata"

Shraavi: "woh mujhe pyaas lagi thi toh uth gayi,par paani khatam ho gayi hai.toh paani lene jaane keliye tum mein se kisi ko bhulanewaali thi bas tumko dekhar dar gayi"

Aami hasne lagi aur boli: "yaar tum bhi na paani lene jaana hai,toh bhi koi saath mein chahiye seedha seedha ye kyun nahi keh deti ki akele jaane mein darti hai."

Shraavi: "dar, mujhe...main nahi darti kisise."

Aami: "acha toh abhi abhi jo darke mare chilla rahi thi who kya tha?"

Shraavi: "woh... woh toh...haa woh toh bas main neend se uthi hoon taur yahanpe itni andhera hai toh achanak phone ki light mein tum dikhi toh shock ho gayi thi"

Aami: "acha ji teek hai tum nahi darti na toh jaao jaakar paani leke aao

Shraavi: "are meri neend abhi bhi poori nahi huyi toh iss haal mein main akeli gayi to chalte chalte kahi takrayi toh iss liye chal na plzzz"

Maahi (neend mein chillathi hai): "chupp... meri neend kharab mat

karna yaar. Sone do"

shraavi: "isse toh poora din sone do phir bhi yahi kahegi, paagal"

aami: "jaise tujhe khaane se phursat nahi milti waise usse sone se phursat nahi milti"

shraavi: "hihihi... ho gaya toh chale paani lene. Waise bhi teri wajah se meri gala poori sukh gayi hai."

Aami: "haa chalo, (mann mein) darpok"

Who log paani leke aaye aur apni apni jaga pe let gaye.

Shraavi to aami: "ab toh soja meri maa, nahi toh teri wajah se mujhe heart attack aa jayegi" ye keh kar who sone lagi

Aur aami apni aankhein bandh karke sone ki koshish ki.kuch der baad woh so gayi....

Flashback end..

Ankahee .. Ansunee ..  Pyaar Iss Dil KiWhere stories live. Discover now