CHAPTER - 17

12 5 9
                                    


Vaishu: “aami… bacha ye sab kya hai, aur

kyun chupaya?”

Aami: “woh… main…”

Vaishu: “kya main jo soch rahi hoon woh

sach hai”

Aami: ….……

Vaishu: “kya… kuch bolo, kahi tumhi….”

Aami nervous hoke sir hilate huye haa

bolti hai

Vaishu: “matlab tum hi hai woh secret

writer…… PAHELI!

Aami phirse sir hilati hai

Vaishu phirse shock mode mein chali jati

hai.tabhi koi chillate hai jisse vaishu

wapas hosh mein aati hai

: “tum paheli hai?”

Vaishu aur maahi door ki taraf dekhte

hai, aur wahan maahi aur shraavi ko

shock hoke khade pate hai.

Aami: “woh…” aami kuch bolnewaali thi

par maahi beech mein bolne lagi

Maahi: “tum log mazak toh nahi keh rahe

ho?”

Aami: “n…no, ye… sach hai” sir jhukati

huyi “m…main hi paheli hoon”

Kuch der koi bhi kuch nahi bol pa rahe the.

Shraavi: “par tum ye baat chupaayi

kyun? Aur vaishu di aapko kaise pata

chali?”

Vaishu: “mujhe iss liye pata chala kyun ki

main iski laptop mein apni file doond

rahi thi tabhi iski writeups ki file galati

se open ki. Aur usmein woh publications

se leke fans ki reviews iski reply sab thi.

Main bhi shock ho gayi thi. Aur ye toh

mujhe rokhne ke liye aa rahi thi par usse

pehele hi maine ye sab dekh liya. Aur

sach batane ke alaava iski paas koi

chaara bhi nahi thi toh batayi.”

Maahi: “par tum koi galat thodi na kar

rahi ho yaar phir aise chupaayi kyun?”

 Aami: “w…woh…”

Vaishu: “dekh nervous mat hona, aur

lambi saas lo aur shaant ho jaao”

Aami vaishu ki baat maanti hai. Aur

shaant ho jati hai

Vaishu: “ab batao kyun chupayi tumne

ye baat aur kabse chal raha hai ye sab?”

Aami: “woh main… bachpan se hi…

poems likhti thi, par… kisiko bhi pata

nahi chalne diya. Woh aapko yaad hai ek

baar apko meri bag mein ek book mili thi

jissmein kuch poems bhi thi aur aap

mujhse poocha bhi tha ki woh kisne

Ankahee .. Ansunee ..  Pyaar Iss Dil KiWhere stories live. Discover now