CHAPTER - 8

28 10 26
                                    


 

Shraavi aur aami baat kar rahe the tabhi vaishu aa jaati hai aur unki baatein sunti hai.

Shraavi: “4baje ke baad sone lagi thi tu.aur itni jaldi uth bhi gayi yaar teek se 2 gande bhi na soyi hai tu..”

Aami: “ab chodna mein teek hoon toh phir kyun bina baat badane mein lagi ho.”

Vaishu: “ye shraavi kya keh rahi hai aami? Tum raat ko soyi nahi thi kyun?”

Aami: “di aap…andhar aayiye na”

Vaishu: “batao kyun nahi soyi tum kal raat?”

Aami: “di kuch nahi bas neend nahi aayi tho thodi der baithi rehi aur uski baad main soyi thi, aap bhi na kiski baton mein aarahe ho”

Shraavi: “acha ji… ab main jhooti ho gayi. Hai balayi ka toh zamana hi nahi raha”

Vaishu & aami: “chal nautanki”

Vaishu: “aur iss kumbhkarn ki pyaari behan ko bhi uthalo. Aur jaldi neeche aajao warna tumhari baand bajna toh pakka hai”

Shraavi: “kyun meri baand kyun bajega?”

Vaishu: “zara time toh dekh lo 7 bajne waala hai kuch hi der mein breakfast aajayega. Late hua toh tum dono ki hisse ki khaana wapas jayengi. Aur tumhe toh bhookh bardash na hoti ab samjhi teri band kyun bajegi meri pyaari bhukkad behna”

Aami, vaishu hasne lage. Aur shraavi maahi ko bohot mushkil se uthane ki koshish karti hai. Kuch der baad maahi uth jati hai aur woh dono bari bari se ready ho jate hai.uss waqt aami vaishu apne ghar par phone karke neeche jate hai.aur woh sab breakfast karke college ke liye nikalte hai.

At college,

Poora college fresher’s day celebrate karne ke liye saja diya gaya tha.

Maahi: “wow yaar kitni achi decorations hai na?”

Shraavi: “ha yaar bohot acha hai. Mann toh kar raha hai ki abhi jaake stage mein chad jaun aur dance karna shuru karoon.”

Vaishu: “pagli chal celebrations ke liye abhi bhi time hai. Usse pehle class toh attend kar, chalo”

Sab apne class ke liye nikhalte hai. Class ke baad celebrations shuru ho gayi.

Shraavi and maahi “BARSO RE MEGHA” song par dance ki. Dono ne bohot achi performance ki thi.

Vaishu senior thi par college mein nayi thi toh usne bhi perform ki thi. Woh “NAYAN NE BANDH” song gaayi.

Ab aami ki baari thi, woh stage par aake khadi huyi

Aami (mind): “ye usske liye jiski zindgi shuru hone se pehle hi khatam ho gaya,phir bhi haseen yaad ban ke dil mein reh gaya…”aur woh poem present ki.

Poem complete karte hi uski aankhein bhar aayi par koi dekhne se pehle hi woh jaldi un aansuon ko chupayi

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.


Poem complete karte hi uski aankhein bhar aayi par koi dekhne se pehle hi woh jaldi un aansuon ko chupayi.

Aise fresher’s day ki celebration bohot ache se ho gayi. Sab enjoy kiya, aami bhi par andhar se woh thodi si udaas thi. Aur celebrations ke baad sab hostel chale gaye.

Ankahee .. Ansunee ..  Pyaar Iss Dil KiWhere stories live. Discover now