first ss 7

788 55 7
                                    

...

boy - aap yaha chup kar kise dekh rahe hai ...

lilly - kyu kya hum nhi dekh sakte hai

boy - dekh sakte hai par meri maa baba ko nhi

lilly - kya kaha tumne , tumare maa baba

matlab tum sampoorna didi ke bete ho

boy - aap meri maa ka nam kasie janti hai

lilly - kyuki mein apki masi hu

boy - agar meri masi ho to ye aise kapdo me kasie ?

aur chup kar kyu dekh rahe ho

lily - mein ye sab apko badme bataungi ,

ye batao aap school jate ho ?

apka nam kya hai ?

boy - ha pr kyu

mera nam umesh hai

lily - janu jaldi jao aur ghadi se paper pen leke aao jaldi

aur tum ,

tumhe mein ek patra dungi vo tum tumari maa ko padh ke sunana pr akele me

thik hai

umesh - pr akele main kyu

lily - apki maa samaj jayegi

aur vo tumhe bata dengi

aur kal mein yehi milungi tumhe thik hai

tumhari maa ko le ana yaha pr , laoge na ?

umesh nods in yes ...

lily writes the letter and handovers it to him he rans to his house and both james and lily after his departure they too left from there

tomorrow morning after saurabh left

umesh calls sampoorna and says he want to tell something to her

she stops her work and keenly waiting for what umesh is saying to her

umesh starts reading the letter

" didi , mein bondita ...

maine hi yeh patra umesh ke hatho bhijawaya hai

didi me thode dino pahele hi calcutta aayi hu , apse milna chahti hu ,

umesh apko le aayega ...

maine use bataya ki mein uski masi hu pr use mere pehnave se muj pr vishwas nhi hua

mein apka besbari se intezzar karungi aur ha didi ek aur baat

main calcutta mein hu yeh aap kisko nhi batayengi

aap ne mujhe kaha tha mein kisko brijwasi ka sach na batau aur mein ne aaj tak kisko nhi bataya siway ek insan ke pr aap chinta mat kijiye , jise ye sach pata hai vo apko nhi janata

Anidita~ the OS/TS/SS collection ( On Hold )Where stories live. Discover now