OS 2

1.2K 65 12
                                    

after denial by bondita for anirudh and manorama marriage too , he does the marriage where as seeing this she had fainted in the mandap , she was brought back by the family members , she regains consciousness and ask whether her pati babu had come to visit her as she had fainted but upon learning that he hadnt visited her nor he had any concern aboout her , she brokes down and tears starts rolling on her cheeks , she gets up and asks koeli where will she find him now either in the study or his bedroom . after not receiving any answer except silent tears , she herself get up and goes to find her sakha babu . she reaches to his bedroom and sees manorama siited in the room where as anirudh was not present , so she headed towards the hall to check whetehr he is there but she finds hi in the home temple .she goes towards him and speaks to him his is back facing her .

" pati babu aap ne to kaha tha ki jo admi do shadi karta hai vo admi kehlane ke layak nhi , phir aaj apne ye kyu kiye pati babu , bataiye na , aisa kya tha jo mein pura nhi kar sakti thi , agar maine apka dil dukhaya tha to aap mujhe batate mein sab taklife seh leti , mein aap jo dand dete vo bhi man leti pr aapne dusri shadi kyu ki pati babu , bataiye na , kya mein itnni buri hu jo aap dusri patni ko le aaye , kya main achi patni nhi ban payi pati babu , bataiye na , aap kehte the har prashan ka jawab hota hai , to mere prashno ka jawab dijiye na patibabu , boliye na pati babu , kya mein apki kuch lagti nhi pati babu , jo aap meri taraf mud bhi nhi rahe , mujhe pata hai shayad mene hi koi galti ki hogi , haina pati babu isliye aap ne mujhe paheli patni bana diya , aap kuch kyu nhi bol rahe hai pati babu , jawab dijiye na , pati babuuuu, pati babuuuu"

he without saying anything leaves , he was weeping silently so that she shouldnt know that he was crying .....

TUJSE NARAJ NAHIN JINDAGI

Hairaan hoon main

Ho hairaan hoon main
Tere masoom sawalon se
Pareshaan hoon main
Ho pareshaan hoon main

he after coming to his study closes it and speaks to himself and cries hard .

" nhi bondita tumhari koi galti nhi , galti to meri hai ki mein tumhare kisi sawal ka koi jawab nhi de sakta , kya kahu mein tumhe bondita , mene tumhe kitne tariko se samjhana chaha pr tum samjhi hi nhi bondita , pata bondita aaj se pahle mene khudko itna kamjor nhi paya hai , kya bataata mein tumhe bondita , jo chiz tumhare samaj ke pare hai vo chiz tum mujhe mange jare rahi thi , aur main tumhe vo de nhi sakta bondita , kaise samjata tumhe mein bondita , pata hai bondita tumhare har sawal chubte hai mujhe bondita , pareshan karte hai mujhe bondita , main tumhe aise nhi dekh sakta bondita , please mujhe maaf kardo bondita ,main tumhe dukh nhi dena chahta bs tumhe padhai ki taraf modna chahta hu "

Tujhse naraz nahi zindagi
Hairaan hoon main

Ho hairaan hoon main
Tere masoom sawalon se
Pareshaan hoon main
Ho pareshaan hoon main

Jeene ke liye socha hi nahi
Dard sambhalane honge
Jeene ke liye socha hi nahi
Dard sambhalane honge

bondita returns to her room and folds her legs to her chest and cries a lot and speaks to herself

" pati babu agar aap mujhe kuch batate to mein apki agnya [ order] ka palan karti par apne mujhe koi jawab nhi diya , pati babu aap aise nhi the , aapko kya ho gaya hai pati babu , mere pati babu to mujhe kehte the jo bhi sawal mere man mein aye mein vo puchu taki mujhe uska sahi jawab mile pr aaj aapne mujhe jawab to dur , meri taraf mudke bhi nhi dekha pati babu ,kya aap mujhe pasand nhi karte pati pati babu ,jab mujhe ek kharoch bhi ati thi tab aap daud kar mi malam pati karwa the pr aaj dekhne tak nhi aaye , aisa kyu pati babu , jawab chahiye mujhe pati babu .....patiiii babuuuuu"


Anidita~ the OS/TS/SS collection ( On Hold )Where stories live. Discover now