Nandini come to hall where are dinner party organized and see mukti is doing preparation for party.
Mukti dress
Nandini - Mukti di sab ho gya .
Mukti - Ha Nandini jo jo tumne bola tha sab ho gya tum ek baar dekh lo.
Nandini - Mukti di aapne kiya hai toh sab acha hi hoga.
Listen this mukti smile . Suddenly a girl come and close Nandini eyes for behind .
Nandini - Megha .Megha dress
Megha - Kya Nandini tum har baar kaise pehchan leti ho.
Nandini - Woh chodo aur yeh batao ki tum abhi tak kaha thi .
Megha - Ek rishtedar ke yaha shadi hai bas kuch saman bhijwana tha usi mein thodi der ho gyi . Waise Nandini hamari shadi kab hogi .
Listen this Nandini and mukti smile.
Mukti - Kya bat hai Megha tumhe bahut jaldi hai apni shadi ki .
Megha - Jaldi toh hogi na mukti di.
Nandini - Ha iska toh bachpan se ek hi sapna hai shadi karne ka .
Megha - Meri chod tum batao tum kab karogi shadi .
Nandini - Jis din mujhe meri pasand ka ladka mil jayega .
Megha - Acha aur kya hai tumhari pasand .Nandini smile and said with thinking.
Nandini - Koi aisa jo sabse alag ho .Other side a man face is show.
Nandini - Sher se bhi tez jiski Raftaar ho .
He is running in jungle with so much speed.
Nandini - baanz( eagle ) se bhi tez jiski nazar ho .
He is see some man in jungle with so much distance.
Nandini - Cheete ( tiger ) se bhi pakka jiska nisana ho .
He see is aim and throw his bow ( teer ) and the bow is kill a person.Nandini - Talwar baz aisa ki koi bhi uske aage na tik sake .
The other man is seeing him and come to him and attack but the man kill every one with his sword.Nandini - Reham dil itna ki kisi ki ankhon mein ansu na dekh sake .
Man is see a girl is tying a tree . He is going there and free her .Megha - Tumhe lagta aisa koi ladka milega jisme yeh sari cheeze ho .
Nandini - Milega zaroor milega .
Saying this Nandini smile .The girl is leave for there and a voice come from behind .
Voice - Manik bhai
Yes the person is our Manik .
Manik turn and see .
Manik - Kya hua Rehan aur tu itna thaka hua kyun lag rha hai.
Rehan - Seher se jungle tak daudte hue aa rha hoon thakunga na .
Manik - Isiliye kehta hoon ki thodi mehnat kiya karo par tumhe ladkiyon ko dekhne se samay mile tab toh tum mehnat karoge.
Rehan - Manik bhai mujhe na apki tarah zindagi bhar bina shadi ke nhi rehna .
Manik - Par tumse yeh kisne kaha ki mujhe zindagi bhar bina shadi ke rehna hai.
Rehan - Apko dekhkar toh yahi lagta hai. Duniya mein itni khubsurat ladkiyan hai par Aap ko koi ladki pasand hi nhi aati hai.
Manik - Rehan agar main kisi rajkumari se shadi karunga toh woh sirf apne bare sochegi aur agar kisi aam ladki se karunga toh woh isliye mere sath rahegi kyunki main yuvraj hoon . Mujhe aisi ladki chahiye jo mujhse pyar kare aur meri praja ko apna samjhe.
Rehan - Apko Lagta hai aisi ladki milegi .
Manik - Zaroor milegi . Waise pitaji ki koi khabar .
Rehan - Ha sandesh aaya hai ki pitaji yuvraj Aditya ko Sujangarh ki seema par chodkar wapas aayenge par bhai mujhe ke baat samajh nhi aayi ki pitaji yuddh ( war ) ke liye humein na le jakar yuvraj Aditya ko kyun le gye .
Manik - Rehan yuvraj Aditya pitaji ke shishya ( student ) hai . Aur agar woh humein le jate toh Vijaygarh ki suraksha kaun karta isliye woh yuvraj Aditya ko le gye hai .
Rehan - Thik hai lekin ab mahal wapas chale bahut bhuk lagi hai.
Manik - Thik hai chalo.
Then Manik and Rehan leave for there.In Sujangarh Nandini, Megha and mukti is complete all the preparation of dinner pary .badi rani , Laxmi and Aradhya come there .
Laxmi - Kya baat hai nandini aapne toh bahut achi taiyarian ki hai.
Nandini - Dhanyawad maa lekin yeh sab humne akele nhi kiya hai. Mukti di aur Megha ne bhi hamari madad ki hai .
Aradhya - Nandini tumhe kaam karne ki kya zaroorat thi . Yeh sare kaam karne ke liye naukar ( servants) the na .
Nandini - Aradhya didi yeh naukar nhi hai hamari praja hai aur yeh sab bhi thak gye honge aur agar thoda sa kaam humne kar diya toh kya ho gaya.
Then a soldier announced that maharaj is coming. Everyone greet him. Whole city is present there for dinner party .
Maharaj - Bhojan arambh ( dinner start ) kiya jaye .
Listen this every one start the dinner.After some time they see a women is coming there. His clothes is not good . Everyone is seeing her . She is about to fall but maharaj surya singh is hold her .
Seeing this every one is shocked and specially Laxmi. She is said only one word .
Laxmi - Shefali .
YOU ARE READING
Manan FF - Tum Dena Sath Mera
FanfictionThis is a historical love story show that how you support your partner in every situation. so let's see a beautiful love story of Manan.