Next day Abhimanyu come to Sujangarh and see the city and palace.
Abhimanyu - To yeh hai woh rajya jaha ki rajkumari bhi itni bahadur hai . Maza aayega inka sab kuch lutne main .
Abhimanyu roam in city and see everything. Suddenly he dashes someone and because of this his wrist is cut . Abhimanyu see its a girl .
She is non other than nandini.
Nandini - Maaf kijiyega humne apko dekha nhi .
Abhimanyu - Koi baat nhi .
Nandini see the cut of his wrist .
Nandini - Apko ko chot lagi hai.
Abhimanyu - Nahi jara si chot hai thik ho jayegi.
Nandini - Aise kaise thik ho jayegi aap rukiye .Nandini called megha who is stand on near shop and purchase something.
Megha come there and nandini take a cloth to his and tied in Abhimanyu wrist and megha help her .
Nandini - Ab thik hai ab yeh jaldi thik ho jayega .
Megha - Waise Nandini tumhe nhi lagta jaise humne inke hath par rakhi bandhi hai.
Nandini - Phir to aaj se hum dono apki behen Hui.
Megha - Waise aap hai kaun aaj se pehle toh apko yaha nhi dekha .
Abhimanyu - Main yaha nya hoon . Mera naam Abhimanyu hai .
Nandini - Bahut acha hai hum Nandini hai aur yeh megha.
Abhimanyu - Tum isi seher se ho.
Megha - Ha yeh rajkumari hai yaha ki .Listen this Abhimanyu is shocked.
Abhimanyu - Rajkumari aur tum yaha aise ghum rhi ho . Agar kisi ne tumhe kuch kar diya toh .
Megha - Aise kaise kar dega . Shayd apko pata nhi hai kal hi kuch logo ne hum par hamla kiya tha aur humne unhe hara diya .
Listen this Abhimanyu understand that Nandini and megha is that girls who is attack on his man's in yesterday night .Abhimanyu - Mujhe thoda sa kaam hai isliye mujhe abhi jana hoga .
Nandini - Thik hai lekin hum phir zaroor milenge.
Abhimanyu nodded his head and leave for there.
Nandini is lost somewhere.
Megha - Kya hua Nandini .
Nandini - Pata nhi megha lekin yeh humein kuch apana aa laga .
Megha - Mujhe bhi shayad iska aur hamara kisi janam ka rishta ho .
Abhi chale warna tum janti ho na kya hoga.
Then Nandini and megha come back to palace and see manik there .Manik - Kaha gye the aap dono .
Nandini - Aur yeh hum apko kyun bataye .
Manik - Kal hi aap dono par itna bada khatra aaya tha aur aap dono ko koi fark hi nhi pad rha .
Nandini - Toh kya kare hum ek kamre main band ho kar baith jaye . Maaf kijiye lekin yeh humse nhi hoga . Apko jo karna hai aap kar lijiye. Chalo Megha.
Saying that Nandini and megha left for there.
Manik - Yeh ladki itni ziddi kyun hai .
Shayd isliye yeh meri khwahish aur meri marzi hai .
Saying that Manik smile .Agaaz likha anzam likha
Main Sanson pe tera naam likha
Meri arzi tu khudgarzi tu
Meri khwahish tu meri marzi tuMashoor teri inayat ke rutbe
Meri ruh kehti hai Sajde mein jhuk ke
Dua tu hi khuda tu hai
Saza tu hi maza tu hi
Jaha dekhe meri ankhen
Waha tu hi waha tu hiMere maula mere maula
Mere maula mere maula
YOU ARE READING
Manan FF - Tum Dena Sath Mera
FanfictionThis is a historical love story show that how you support your partner in every situation. so let's see a beautiful love story of Manan.