SURPRISE BONUSSS!!!
I know, Sunday ko aap sab kitna miss karte ho MS dekhna, isliye here you goo....
Vaisee... Main soch rahi thi ki story ki title picture (pfp) badal daale, kuch relatable sa du, par samajh nahi aa raha konsi photo du, ya edit du...
Agar kisi ke paas koi idea/photo/edit hai toh zarur se share karna... Merko sahi laga toh laga denge and aapko credits bhi denge ❤️ aap chaho toh Wattpad pe bhi msg kar sakte ho... Yaa fir meri insta id hai - @gulks.dynasty
Toh udhar bhi aa sakte ho...Bas itna hi kehna tha, ab Bina time waste kiye story pe aate hai...
Enjoyy Readingggg!❤️
#Episode 14
They both come and sit on the sofa... While HM sets the bed, KS gets fresh and then they all gather in the hall.
KS: vaise ammi, aaplog mein toh namaste ko kuch aur bolte hai na? Kya salam jaisa?
Ammi (cupped KS's face): jii, asalam alaikum
KS: ha ha... Asalam alaikum (does the action), toh aap hai... The great SHO Haseena Malik ki ammi
Ammi: jii, hum hi hai... Bohot suna hai humne aapke baare mein...
KS smiles...
Amma: vaise Haseena bohot acha kiya beta jo ye plan banaya Anu aur tumne... Bhale hi 3 din ke liye par... Hum bohot saalo baad mil rhe hai humari Karu se... Ab dil ko sukoon aaya...
KS: ek second, 3 din matlab?
Ammi: matlab rajkumari humlog sirf 3 din ke liye hi aaye hai...
KS: par itne kam din kyu? Yaarr...
HM: koi nahi, ab jitne bhi din ke liye aaye hai, utna toh enjoy Karo... Fir humlog plan karke 1 month baad vapas bula lenge maa ko...
Amma: haa, ye sahi rahega...
They all talk for a long time and then a nice bond is created. Even KS and Ammi shared a great bond, at night they had dinner and both the daughters went off to sleep with their mothers. Next day, KS and HM went to hostel and brought everything from there. When HM went to KS's room, she saw her posters and famous dialogue stuck everywhere in KS's cupboard as KS always followed HM as her ideal. HM was overwhelmed with all of these.
Scene shifts
In the evening, Ammi and Amma went to mandir and shopping. KS and HM were at home. HM was helping KS unpack and rearrange all her things and clothes in her room.KS took out a few posters and went towards the cupboard, (yes they were HM's posters and a few family photos that she had stuck in the cupboard in her hostel)
HM: kya kar rhi hai aap?
KS sticks them
KS: humne kaha tha na aapse, kuch missing hai, ab humara room complete lag raha hai...
HM gets emotional and hugs KS
HM: thank you, hume itna pyaar dene ke liye
Ammi and Amma: ho gya pyaar mohobbat?
Kareena breaking the hug: areh... Aap dono...
HM: aaplog toh mandir gye the na?
KS: haa? Aap kab vapas aaye?
Amma: ha ha, gaye the hum mandir, par ghar ki keys leke gye the na... Isliye direct aa gye andar
Ammi: aur hum tabhi aaye jab ye pyaar mohobbat chal raha tha...
HM: acha chaliye aaplog sab fresh hoke aa jaaiye... Hum chai, coffee banate hai..
KS: aur mera...
HM (interrupts): Hot chocolate, haa yaad hai hume...
KS smiles😁
After a while all 4 of them gathered on the dining table and HM had prepared chai for Amma and Maa, coffee for herself and hot chocolate for KS. And the conversation continued:
KS: kya bawal hot chocolate banaya hai diii
HM: aapko pasand aaya?
KS: ha, ab toh hum 2 kya, 3 time dudh peene ko taiyaar hai agar ye milega toh...
HM: ekbaar dudh aur ek baar chocolate... Dono time ye nahi milega..
KS: arehh...
HM smiles...
Ammi: Vaise Hasu beta, chotti se baat Hui kya?
HM: kaha ammi.... Itni dusht ho gayi hai ki kya bataye... Ya toh phone uthati nahi, ya fir uthake bolti hai hum thodi der mei karte hai di... Aur fir aata hi nahi hai phone...
KS: chotti kon? Aapki koi siblings bhi hai kya Bhabhs?
Amma: hum batate hai... HM jab choti thi, toh Ghar chalane ke liye vo bacho ko tuition padhaya karti thi... Aur uski ek padosi thi...
Ammi: Renu ji (R), humari bachpan ki bestfriend... Unki beti ko Hasu apni behen maanti hai, aur use free mein padhati thi, infact, jaise abhi pure time gharpe sirf tum (refers to KS) aur HM rehte ho... Vaise tab jab hum aur R kaam pe jaate the, toh ye dono saath rehti thi...
Amma: aur vo chotti, Haseena ko itna maanti hai ki koi fesla usse bina puche nahi leti ....
HM: toh sister from different mother hi samajh lo...
KS: acha acha, ab samjhe hum...par Amma aap kaise itna jaante hai?
Amma: hum bhi toh Salma ji ki bachpan ki dost reh chuke hai... Bas ye nahi pata tha ki Anu aur Hasu aisa ghol khilayenge
They are chuckled except for HM
HM (blushing): kya maa aap bhi
Ammi: hmm, toh hum ye keh rahe the ki Hasu ekbaar R ko call karlo, vo kaafi pareshan lag rhi thi...
HM: acha? Abhi results aane vale honge na uske... Isliye shayad... Hum abhi call karte hai
KS: Bhabhs, video call Karo na, hume bhi toh milao chotti se...
HM: acha okay...
HM video calls R and she picks the call.
HM: namaste maasi, kaise hai?
R: mat pucho beta, tumhari ladli ne dimaag ka dahi kar diya hai .... Kya kare hum iska... Kyu chali gyi tum Lucknow... Kitni pareshani hoti hai hume yaha
Aajke liye bas itna hi...
Kon hai chotti? Drop down your guesses in the comments section
Aage ka...
Sochte rahiye...Please like, comment your views and share.
Your views are very important for me.
Thank you and please ignore grammatical errors, if any.
आप पढ़ रहे हैं
Kuch Rishte Aise Bhi❤️ (Kareena And Anuseena)
FanfictionKuch Rishte Aise bhi Description: Kuch Rishte aise bhi hote hai, jinhe hum kabhi describe nahi kar paate. Kehne ko toh har rishte ka naam hota hai, jaise dosti, marriage, etc etc... Par kuch rishte itne khaas hote hai ki unki value us diye gaye titl...