Padhai ya Match?

392 47 17
                                        

Almost 6-8 mahino baat, hellooooooo sabhiiii kooo!!! Long update hai jii, ab koi kuch mat bolna 😁🫠😂🥹

#Episode 52

KS: and second bhi ho gaya hai... matlab, 2 pg ho gye hai.. hum aise aa rhe the (doing the iconic step)

HM: acha🤨

Seeing HM glaring, KS continued with her lying saga

KS: aur third page bhi shuru kar diya hai humne

HM: acha..

Said HM looking into KS, having a deep eye contact, while KS avoided having one. Although she could clearly feel her bhabhi's glare, which she assumed to be for studying in front of the TV, while it was being played.

But instead, it was because HM knew KS too well to not catch her lies. She knew KS was lying, but she wanted to test how far could she go with it so she went along with it

HM: 1½ hours mei 2 page kiye hai aapne? Bas? Is speed mei padh rhi hai aap?

KS: aahm, vo bhabhs, vo humne bola na 3rd bhi shuru kiya hai

HM: 3 pages pure bhi gine toh bohot kam hai Karishma hai, you had 1½ hours, tumhare 6-8 pgs pure ho jane chahiye the aram se

KS: uhm vo, han sorry bhabhi, aap thoda time dijiye, hum dinner ke pehle complete kr lenge aapne jo bola tha 8 pgs karne

HM: nhi, aise nhi, aap fir bhatak jayengi... Hum ye 3 page abhi sunenge pehle

KS: k.. kya? Abhi? Humara toh 2 hi pura hua na, bataya na humne bhabhs

HM: han aur 3rd shuru hua na Karishma

KS: haan.. matlab ji

HM: han toh jitna hua hai utna hi, bataiye, what is osmosis? Explain with a relevant experiment.

KS (in mind to herself): ama ye kaha tha, ye toh shabd hi pehli baar sun rahe hai hum

HM: boliyee, baithiye idhar humare samne, aur boliye

KS hesitatedly sat infront of HM and anyone could figure out from her eyes how scared she was

HM: boliye Karishma

KS: aah, uhm, bhabhi vo....

HM: nhi yaad?

KS: nhi (she looked down)

HM: dusra puchte hai, ek bhul gyi toh kya haina

KS: ha ha bhabhi (in mind: shayad kuch aata ho, first pg ke first portion se puch le)

HM: what is diffusion?

KS (in mind): yaar aaj toh bohot pitungi... Koi toh bacha lo, mai nhi dekhungi match koi bacha le

HM (sternly): kya hua Karu? nhi yaad aa raha?

KS: Bhabhi, vo hum, uhm aisa krte hai na, aap ek hi baar mei puchna na saara plsss

HM (almost yelling): kyu? Tum toh match nhi dekh rhi thi na, aap toh padh rhi thi, toh ab javab do

KS: sorry bhabhi, hum vo, thoda time de dijiye hum ache se kr lenge yaad

HM: ruko tum

HM went in the room and came out with a wooden scale

HM: ab saare answers yaad aa jayenge

KS: nhi bhabhi, scale nhi pls (saying this KS stood up from the chair)

HM: nahi nahi, baitho baitho, 1½ hours se padh rhi hai aap, yaha baith ke vo bhi, hum bhi toh sune na, kya padhai hui hai

KS: bhabhi vo hum

HM (intervened): nhi padha na aapne? Tv dekh rhi thi na

KS: bhabhi vo sorry vo hum

And now HM's patience was over, she tightened her grip on the scale and gave one hit on her right arm and one on the left

KS: aa.. ouch, bhabhi bohot zorr se lagi, chodh doo naa pls

HM: abhi toh ruko tumhe batate hai, padhai likhai krni nhi hai, sirf TV dekh lo pure din, haath aage kariye aap, palm kholo

KS kept her hands behind her back and nodded her head in 'no'

HM: aage kro Karu

KS: sorry na pls, humne dekha hai tv mei bohot zorr lagti hai ungliyon pe vaise, ekbaar Anu bhaiya bhi maare the, tab bhi bohot dukha tha, aapka toh vaise bhi haath itna tagda vala strong hai

HM: bakwas mat kro, haath aage kro Karishma

KS: nhi pls

HM tightly held KS's arm and forcefully brought her hand in front

KS nodded her head in no

HM: haath kholo

KS: sorry na pls

HM: Karu knuckles pe na aur zorr se lagti hai, jaise bol rahe hai hum, vaise kariye, and this is your last warning, kholo haath

KS gave in and HM held it tightly and gave her 4 strokes

Then HM left her and said

HM: dusra haath aage kro

KS: itna bohot hai bhabhi, hum samajh gye hai pura

HM glared at her

KS got up and went behind her chair

HM: bhul gyi hai kya pichli baar bhagne pe kya hua tha?

KS looked at her scared

HM: vapas aao, idhar aao, come and sit

KS: hasu bhabhi vo

Their conversation was intervened by AS

AS: Haseena ji vo hum

He looked at them to realise that something was going on

AS: kya baat hai? Kya hua yaha pe?

HM: aap apne kaam se kaam rakhiye, humara dimaag aur kharab mat kariye

AS: par priye

HM : aap bhi involved hai isme...
(To KS): aur aap, aage aaiye Varna hum uthe toh bohot maar khaogi aaj tum, padhai likhai krni nahi hai, hostel mei bhi sirf faaki maari ho, ab fir Ghar pe bhi nhi padh rhi... Mil ke aaye aaj hum tumhari teachers se, bataya unhone, ek ek ne puri description di hai, hadd hoti hai shaitaniyo ki bhi...

KS got up and went behind AS and clutched his shirt

KS: bhaiya aap bolo na bhabhi ko

HM: Karishma enough of your nonsense ekbaar mei samne aaiye

At this KS flinched and went infront

HM: baitho

KS looked at HM hesitantly

HM glared in response

And KS shut her thoughts and complied

HM: aapko kya kaam tha? (to AS)

AS: Hum, hum vo ye batane aaye the ki hume kal ek mission ke liye nikalna hai, aur walk pe jaane vale the hum abhi toh vahi bas

HM: kitne din ke hisaab se pack krde?

AS: uhm 3 din

HM: thik hai, jaaiye room mei

AS: hum vo niche Jaa rhe hai walk krne, kuch le aaye aap dono ke liye?

HM: aap niche nhi Jaa rhe hai, room mei jaaiye

AS: kyuuuu

HM: kyuki hum keh rhe haai

AS: areh





Aajke liye bas itna hi...

Kya lagta hai? Kya hoga bechare AnuShma ka?

Aage kya hoga vo toh aaplog..
Sochte rahiye...

Please like, comment your views and share.
Your views are very important for me.
Thank you and please ignore grammatical errors, if any.





Kuch Rishte Aise Bhi❤️ (Kareena And Anuseena)जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें