Result chupaya

676 90 41
                                        

#Episode39

HM: pareshaan ho jayegi? Haq hai humara KS pe Anu... Humari bachi hai vo... Haa hum kam marks dekhke usse daat sakte hai, hume laga toh kheech ke thappad bhi lagayenge use... Par hume toh usko aage padhane se pehle pata hona chahiye na ki konsa subject uski kamzori hai, vo kaisi galtiya karti hai, taaki vo aage ache se kare... Aap humse aise chupayenge toh kaise chalega...

AS: humari vo mansha nahi thi priye... Humne socha tha aapko ekbaar mei result laake dikha denge...

HM: aap na sirf bahane hi maariye

AS: bahana nahi hai

HM: acha... Aapke paas pichle 3 din se result hai... Aur aapne fir bhi humse result chupaya

AS: aap hume stalk kar rhi hai?

HM (sighs): baat mat ghumaiye aap... Hum kyu aapko stalk karenge bhala... Vo toh aap jab fresh hone gye the toh call aaya tha KS ke principal ka... Bol rhi thi ki kal last day hai result pe aake sign karne ka... Toh jaana hoga...

AS: fir ab?

HM: hum bhi jayenge... KS ko le jaane ki koi zarurat nahi hai... Aisa ma'am ne bol diya hai... Hum dono ke jaane se ho jayega... Humne unse permission li hai ki hume teachers se milna hai

AS: thik hai...

KS comes there taking baby steps and HM understands that she's there

HM: jaldi aaiye...

KS comes and stands behind AS

AS: areh aap

HM: idhar aake khade rahiye... Aur papers kaha hai

KS gave the papers with trembling and shivering hands while HM snatched them in anger. KS was still behind AS

AS: priye Aram se

HM gave a sharp glare

AS: matlab... Humara matlab hai ki aap Aram se dekhiye... Aise aa rhe the hum (doing the iconic move)

HM nodded her head in disbelief

HM: aap idhar samne aayengi

KS nodded in no and looked at AS with puppy eyes

AS: chodhiye na Haseena Ji...

HM: aapko walk pe jaana tha na... Jaaiye...

KS nodded in no with pleading face

AS: par priye

HM: jaaiye aap... Abhi

AS: par aap aise

HM: aapne suna nahi?

AS and KS were exchanging looks

KS (in mind): yaar bhaiya ko bhej rhi hai Bhabhs matlab bohot pitai hone vali hai... Ab toh aadha - ek ghante tak koi bachane bhi nhi aayega... Yaarrr

HM: ek kaam krte hai... Aaplog rahiye... Hum chale jaate hai

AS: areh nhi priye... Hum jaa rhe hai

HM: jaldi

In whispers:
AS (to KS): tension mat lijiye... Jyada nahi daatengi...

KS: ha ha, daatengi nahi, pitegi bohot

AS: areh nhi...

KS: aapko kya... Aap toh jaa rhe hai

AS: majboori hai behna

KS: jaiye aap hume baat nahi krna aapse

AS: par behna

Normal tone:

HM: Anubhav

AS: ja rhe hai

AS rushed outside and here KS was already scared. HM moved towards her but she took a step back, HM held her tightly from her upper hand and pulled her infront of her

KS: aahh bhabhi, lag rha hai

HM: ek jagah khade rahiye... Fidget mat kariye (left her hand)

KS bowed her head and stood there

HM: descending order mei hai?
(I know isme abhi bhi logo ko confusion hoga... This means ki papers are arranged in a way ki sabse highest marks vala sabse upar hai... And then jyada marks se kam marks ki taraf jaa rhe hai, last paper is the lowest marks)

KS: j.. ji

HM stood up and

Thudddd (one slap)

HM: ye aapka highest hai Karishma Singh?

KS: vo... V... Bh..

HM: koi bahane nahi sunne hai hume

Thuddd (again a slap)

HM: koi padhai nhi ki thi na aapne

KS: ki thi

Thudddd (another slap)

HM: ye padhai hoti hai....isse acha toh na hi kare insan..

KS was already shivering in fear. The 3 slaps were enough for tears to form in her eyes but she hold them tight

HM: rukiye yahi, hum aa rhe hai... Don't move!

HM went

KS (in mind): 3 thappad laga diye... Ab kaha gyi bhabhi... Yaar.. shayad danda lene gyi hai... Aaj Tak toh bachi hui thi dande se par lagta hai aaj nhi bachungi...

After 5mins

KS (in mind): kaha reh gyi bhabhi... Jaake dekhu kya? Nahi nhi... Kya kr rhi hai KS, mana kiya hai na bhabhi ne yaha se hilne se... Aavaz deti hu... Nhi yaar par already bhadhki hui hai... Kahi 2 thappad aur na padh jaaye... Vaise bhi Inka ek thappad toh 10 ke barabar hota hai... Itni zorse maara 🥺

Aajke liye bas itna hi...

Kya HM dande ke talash mei hai?🤣 Ab kya hoga KS ka?
Sochte rahiye...

Please like, comment your views and share.
Your views are very important for me.
Thank you and please ignore grammatical errors, if any.

Kuch Rishte Aise Bhi❤️ (Kareena And Anuseena)जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें