1. First Meet

1K 98 47
                                    

At Singh mansion

A lady in mid fifties come in living hall

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

A lady in mid fifties come in living hall.
Lady- Singh sahab mai toh pareshan ho gayi..

Man- kya hua devki ji...

The lady is none other than Anubhav's maa and man is Anubhav's
Baba..

Maa- ye mere teeno bacho ne pareshan kar rakha hai...

Baba- kya kar diya teeno ne...

Maa- karishma or karan toh ab tak so rahe hai isliye pareshan ho gayi, samay se uthte hi nhi or Anu ka toh aap jante hi hai bas kaam kaam jaldi uth gaye hoga lakin kaam me lag gaya hoga, yaha nasta bankar tayar hai..

Baba- Anu abhi jab tak shadi nhi ho jati tab tak hi itna kaam karega uske baad shadi ho jayegi toh uske khud pata chal jayega...

Maa- haa mai bhi chalti hu vo shadi kar le ab toh umar ho hi gayi hai uski..

Baba- haa lakin ladki..

Maa- uske liye agar rishta dhundne gaye na toh hazar ladkiyo ki line lag jayengi itna bada business man hai lakin Mai apne Anu ki shadi esi ladki se karvana chahti hu jo uske paise or uske looks ke liye nhi balki uske Dil se pyar ke liye shadi kare, jo Anu ko phele jaisa bana de ekdum hasta khilta...

Baba- chinta mat kijiye devki ji, Anu ko esi ladki jarur milegi or Anu bhi apni jindagi khul kar jiyega...( with smile)

Maa- chaliye mai teeno ko dekh kar aati hu...

Maa went in karishma room which on ground floor..
Maa- karishma uth ja chal 8 bajne vale hai, itni badi ho gayi lakin khud se uthna shuru nhi Kiya...

Ks- kya maa sone dijiye Naa...

Maa- bilkul nhi uth ab...( She take off blanket)

Ks wake up and sit on bed..
Ks- good morning maa...

Maa- good morning chal ab Jaa tayar ho jaake...

Ks- thik hai..

Maa- mai tere dono bhaiyo ko dekho...

Ks- maa isme dekhna kya hai karan Bhai toh so rahe honge bilkul meri tarah or hmara ghar ke sabse busy person kaam kar rahe honge...

Maa- haa..

Maa went from there and went upstairs to karan room...
Maa- ye ladka bhi na kaam karne lag gaya lakin ye nhi samay se uth Jaye l, ye nhi kuch apne bhi de sikhe....

K- maa mai bhai ki tarah har vakt kaam nhi kar sakta, bhai toh bas kaam me ghuse rehte hai mai apni life enjoy karta hu..( with closed eyes only)

Maa- utha hua hai toh jakar naha or tayar ho ja, teeno ne dimag kharab kar rakha hai ab tak subha dekhna padta hai pata nhi kab bade hoge..

Karan sit on bed...
K- are meri pyari maa, or dev ji ki devki ji, jyda pareshan nhi hote...

Maa- chal hat besharam sharam nhi aati...

Anuseena-A different love story Where stories live. Discover now