8. Sweet talks

740 112 120
                                    

In Evening..
Hm is in living hall checking test paper sitting with Maa and Baba...

Ks come and sit beside her..
Ks- di kya kar rahi hai aap..

Hm- hum test check kar rahe hai Aaj test liya tha..

Ks- acha...

Maa- vaise Haseena konsa subject padhati hai tu or konsi class me kabhi moka nhi mila puchne ka...

Hm- Aunty hum 9-10 class padhate hai maths or English...

Baba- achi baat hai ye toh...

Ks- aapka yani Maths or English favourite subject hoga..

Hm- haa Maths kuch jyda hi favourite hai.....

Maa- or is Karu ko toh Maths bilkul acha nhi lagta tha...( Chuckled)

Ks bite her lip and smile...
Hm- maths ko na subject ki tarah nhi game ki tarah lo bhut easy lagta hai, hum toh ek din me itne questions solve kar lete the pata hi nhi chalta tha, lakin bhut bacho ko pasand nhi hota hamari class me jin bacho ko padhate hai unhe bhi kuch bacho ko bhut pasand hai or kuch ko nhi pasand....( While checking paper)

Maa baba smile as now she is talking to all and involving in matters.
Hm- ye bhi na itna samjhane ke baad bhi nhi aaya samjh...( Cut the marks in test paper)

As come down after working, as Due to rain he come early and did work from home...

He see her checking papers, He went and sit with maa baba, Hm phone ringing, She received it...

Hm- Haa prerna bol, haa hum bilkul thik hai tu bata...Haa kal toh Sunday hai chutti hai thik hai chal bye hum baad me baat karte hai abhi test check kar rahe hai...

She disconnected the call...
Baba- kiska phone tha beta...

Hm- vo hamari friend hai na prerna uska tha bas ese hi puch rahi thi or kal milne ke liye khe rahi thi..

Maa- haa toh bula lo ghar par..

Hm- yaha kaise...( Hesitate)

Maa- kyu ghar par nhi bula sakti tum thoda baat cheet karogi toh acha lagega...

Hm- ji aunty...

Maa- mai raat ke khane ka dekhti hu..

Hm- Aunty ji vo aaj hum....

Maa- tu apna kaam kar beta mai toh tujhe vaise hi roj mana karti hu lakin tu hi lagi rehti hai tu apne school ka kaam kar baki servants hai na Mai jaa rahi hu...

Hm- ji..

Ks- mai bhi chalti hu aapke sath maa...

Hm again start checking paper, Anubhav is getting interested to see which subject paper she is checking..

He set beside her a little distance from her, He want to ask to her but hesitate. She feel someone gaze on her.

Hm look at him see He is looking in paper...

Hm-ji kuch kaam hai aapko...( as he is looking at her and papers)

As- aa vo aap konse subject ke paper check kar rahi hai...

Hm- Maths ke, Aaj test liya tha toh bas uske hai...

As- hume bhi Maths bhut pasand tha school me or ab bhi hai..( with smile)

Hm smile..
As- hum dekh sakte hai...

Hm- ji...

As see the checked papers, He see by mistake she checked the wrong answer...

Anuseena-A different love story Where stories live. Discover now