4. Haseen in trouble

738 95 83
                                    

( ek chiz batana bhul gayi ki ye Mumbai me rehte hai )

Next day in morning...
Maa went in karan room.

Maa- kya baat hai aaj tu uth gaya hai...

K- maa bas raat ko phele toh aapke liye sari information collect Kari uske baad movie dekh Raha tha toh bas abhi khatam huyi hai...

Maa- tu bhi na soya nhi puri raat fir office jakar soyega or Anu se daat khayega..

K- nhi maa nhi aayegi neend Mai kahi baar raat me nhi sota..

Maa- acha bata kya pata chala tujhe Haseena ke baare me matlab esi toh hai na ki hum Anu ki shadi ka soch sakte hai...

K- Mai aapko sab batata hu Jo mujhe pata chala hai, unko pura naam Haseena malik hai, borivali me housing society hai vaha ek flat me rehti hai rent par, parivar me koi nhi hai unke mata pita ka 10 saal phele accident ho gaya tha now they are no more, Kashi vale school me padhti hai teacher hai....

Maa- akeli rehti hai matlab...( Hesitately)

K- maa vo bhut achi ladki hai unka character bhi ek dum saaf hai, thoda rude bol deti hai kabhi kabhi vo toh insan ho hi jata hai jab akela rahe toh.
Unke ghar sirf unki koi dost aati hai...

Maa- acha, lakin bichari ke sath bhut bura hua, pata nhi kal milne ke baad se ho kuch lagav ka jud gaya, mai soch rahi hu Anu se baat karu, shadi ke liye...

K- aapko lagta hai ki vo manenge ek toh shadi upar se Haseena se unki first meet pata hai na aapko...

Maa- mai baat karti hu agar ye dono ek dusre ke liye bane honge toh jarur kuch hoga...( Smiling)

K- maa aap jo bhi karengi mai aapke sath hu...( Smiling)

Maa- phele tere baba se baat karti hu fir Anu se...

K- haa ye sahi rahega....

Maa went from there to her room, she discussed everything with baba..

Baba- mere hisab se toh ladki me koi Kami nhi hai baki or mulakat me pata chal jayega, mujhe toh bhut pyari lagi or ye sunkar dukh bhi hua tha ki bichari akeli hai, nashte ke time Anu se baat karte hai. Aap kariyega kyuki aapki baat sunta hai.....

Maa- haa mai baat karti hu...

At breakfast time,
All are sitting and having breakfast then baba gesture something to maa...
Maa- Anu mujhe tujhse kuch baat karni hai....

As- haa boliye na maa...

Maa- Tera shadi ke baare me kya khyal hai, ab toh kar le 25 ka ho gaya hai Teri Umar nikle jaa rahi hai...

Ks- maa bhai ko toh 30-35 ki Umar me bhi ladki mil jayegi aakhir most eligible bachelor hai...( Smiling)

K- tu chup nhi karegi, kyu pani fer rahi hai..( whisper in Ks ear)

Ks- kyu kya hua...

Karan tell her everything.
Ks- oo wow ye toh bhut achi baat hai...

Ks- shh chup kar phele baat karne de..

As- kya hua karu...

Ks- kuch nhi bhai..( nervously)

As- acha maa aap toh janti hai na hum shadi nhi karna chahte..

Maa- kyu nhi karni Teri patni aa jayegi toh kitna sath degi Tera, har insan ko jeevan sathi ki jarurat hoti thi, mere liye hi sahi...

As- acha thik hai agar hum haa kar dete hai lakin abhi shadi me toh Kam se kam 6 mahine lagenge ladki dhundengi aap .

Anuseena-A different love story Where stories live. Discover now