9. Respect

802 113 174
                                    

After talking sometime, Hm and Ps come downstairs...

Ps- Thankyou uncle aunty aapne mujhe aane Diya or apni friend se baat karne diya...

Baba- isme thankyou ki koi baat nhi hai tum jab chaho Haseena se milne aa sakti ho...

Both Hm and Ps smile...
Ps- acha toh ab mai chalti hu...

K- are ese kaise abhi toh hum sab bahar jaa rahe hai...

Ps- haa toh aap sab jaiye isme mai kya karu...

Maa- beta hum sab matlab tum bhi hum 7 jane jaa rahe hai....

Hm- are nhi nhi aunty ji aap log ho aaiye hume nhi jana, or vaise bhi sirf 5 log aa paate hai na gadi me toh...

Ks- di hum 5 nhi 7 seater vali gadi se jaa rahe hai vo bhi water park...

Hm- lakin...( Karan cut off her)

K- lakin vakin kuch nhi Haseena Sunday hai bahar jayenge toh acha lagega...

Anubhav who is coming from his room heard everything...
Maa- chal na ghar par akeli kya karegi...

As- Miss malik jab sab itna khe rahe hai toh chal lijiye na...

Hm- please aap log chale jaiye hamara bilkul man nhi hai...

Ps- Mai abhi aati hu, chal Haseena..

She take her in corner to talk to her..
Ps- kya hua Hasi kyu mana kar rahi hai tu mujhe batati hai na ki bachpan me tu apne ammi abbu ke sath jaati thi tujhe kitna pasand tha...

Hm- haa jante hai lakin tu khud soch yaha sabke sath Jane ke liye hamare pass koi ese kapde bhi nhi hai ye India ki rich family hai hum inka status match nhi kar sakte ham inke sath jayenge toh logo ke samne embarassed hona padega sirf hamari vajah se, jaha jaa rahe honge hum vaha ka karcha afford nhi kar payenge...

Ps- tujhe karne ki kya jarurat hai vo hai toh...

Hm- dekh yaar unhone hume rehne ke liye chhat or khane ke liye khana Diya hai uske liye hum unka shukar gujar karte hai ab kam se kam hum apni salary se apna karch kar sakte hai lakin itna bhi nhi afford kar sakte, hum maante hai agar ye baat unhe pata chali toh vo hamre upar kharch karenge lakin hum nhi chahate...

Ps- Mai Teri baat samjh gayi, tu khe rahi thi na kal tujhe chakkar aa raha tha toh bas usi ka bahana bana de...

Hm- hmm...

They went and make an excuse...
Maa- chal koi baat nhi beta vaise hum bhi nhi jaa payenge, Anu or karan ko kuch kaam aa gaya...

Hm- ohh..

Ps- Mai chalti hu....

She left from there, Maa sent Hm to her room to take rest....

Baba- sach me Haseena jaisi ladki aaj tak nhi dekhi...( with Smile)

Maa- sach me bhut khuddar hai, vo karishma ne sab sunkar bata diya...

K- unke liye self respect sabse phele aati hai or vo independent Banna chahti hai....

Maa- lakin usse kon bataye vo itni sundar hai ki koi bhi kapda uspar khil jata hai or uske kapde halke nhi hote chahe saste hote ho...

Baba- chalo ab kya kar sakte hai apna apna kaam Karo sab...

As-esi kaise hai ye hume toh samjh nhi aa raha, sach me bhut achi hai...( In mind)

In Evening...
Ks Knock the door of Hm room...

Hm- are Karishma aao na andar...

Ks come inside..
Ks- mai toh aapse puchne aayi thi aap shopping par chalengi mere sath...

Anuseena-A different love story Where stories live. Discover now