14. Haseena in Office

919 123 184
                                    

Continued from previous part..

After the photo session...
Photographer- Sir mam bhut achi photo aayi hai aap dono ki....

Anuseena just smile...

Haseena...a voice come, she immediately recognised the voice, she turned and find her best friend, She immediately hug her.....

Ps- kaisi hai tu...

Hm- hum thik hai tu kaisi hai...

Ps- Mai bhi thik hu, btw bhut sundar lag rahi hai....

Hm-thankyou, uncle nhi aaye...

Ps- aaye na khas tujhse milne...

Hm- or itni late kyu aayi hai...

Ps- papa ko kuch kaam aa gaya tha...

Ps notice Anubhav is standing there..
Ps- Hello Mr singh oops jiju...(with smile)

As feel something different, as this is new a relation for him, His friend call him so he left without greet her...

Ps- so rude, ek hii tak nhi bola....

Haseena did not like it at all..
Hm- chod na ye toh hai hi rude...

Ps- pata nhi tu kaise rahegi Puri jindagi inke sath...

Hm- abhi batane ka moka sahi nhi hai baad me batate hai chal na uncle se milte hai...

They went near Prerna's father..
Hm- namaste uncle...

PF- kaisi hai Bacha tu...

Hm- hum bilkul thik hai...( She hug him)

PF- sab achanak se ho gaya prerna ne batya tha, lakin ye acha hai ghar baar sahi Mila hai india ke top business family hai...

Hm give a small smile..
Hm- aaiye na hum aapko maa baba se milate hai, aapko toh pata hai ki hum phele se yaha rhe rahe the, ammi abbu ke baad aapne pyar diya ab inhone...( Smiling)

PF- bhut khush hu tere liye ab jakar tujhe tere jindagi ki khushiyan mili hai dekhiyo bhut khush rahegi tu yaha, or baki tu prerna ko batati hai na sab ye mujhe sab batati hai...

She smile...

She introduced maa and Baba to prerna's father...

Hm- maa baba ye Prerna ke papa hai or hamare liye pita saman hi hai, ammi abbu ke Jane ke baad inhone hi hamara khyal rakha hai...

Maa- tu tum akeli kyu rehti thi...

PF- phele ye sath hi rehti thi lakin 21 saal ki hone ke baad isse apne pairo par khada hona tha isliye akele rehne lagi...

Hm- haa bas 2 ½ saal se akele rahe rahe hai...

Baba- tabhi toh bhut kamiyab hai...

Maa- Haseena toh bhut pyari bachi hai...

PF- vo toh hai hi meri bachi achi, vaise toh bhut samjhdar hai kabhi galti huyi toh maaf kar diya kijiye....

Baba- hamari bhi beti hai or bacho se galti ho jati hai toh maa baap maaf kar dete hai...

Maa- Prerna beta tumahari maa nhi aayi...

Ps- Aunty meri mummy nhi hai kuch saal phele bimari ki vajah se unki death ho gayi...( Sadly)

Maa- maaf karna beta pata nhi tha hume...

Ps- koi baat nhi aunty ji...

Maa-chalo khana le lo, aaja Haseena..

They went to dinner table, Anubhav is not present there..

Maa- karan ja Anu ko bula la khana kha lega...

Anuseena-A different love story Where stories live. Discover now