28. Alone but together

1K 129 206
                                    

Few days later...

In Evening As and Karan come from office, maa and Baba present there, after having water As speak...

As- maa baba hume aap dono se baat karni hai...

Baba- haa bol...

As- vo Jo London me hamara project chal raha hai na..

Baba- haa uska kya...

As- vo ab pura hone vala hai uske liye London Jana padega hume..( smiling+ worriedly)

Maa- haa toh chale jao dono bhai, pareshan hone vali baat kya hai..( casually)

K- maa dono nhi Jaa sakte sirf ek jaa sakta hai yaha ka bhi toh dekhna hai na...

Maa- dekh lo fir tum dono me se kise Jana hai vaise toh yaha Abhishek hai...

As- hum soch rahe hai karan chala Jayega, iska kafi man bhi tha pichli baar gaya nhi tha...

K- nhi bhai Kai akele nhi Jaa sakta vo bhi kaam ke liye aap sath honge toh tabhi isliye is baar aap chale jaiye mai fir kabhi chala jaunga...( Smiling)

As- hume pata hai karan tu ache se sambhal lega...( He assured him)

K- bhai ye naya project hai aap hi chale jaiye baad me fir kabhi hum sab sath chalenge na or esa kariye na aap bhabhi ko le jaiye aap dono ki shadi ke baad aap kahi Gaye bhi nhi...

Baba- karan ki baat sahi hai, vo yaha sambhal lega tu Haseena ke sath chala ja...( Smiling)

Maa- haa lakin agar Tera uske sath jaane ka man ho toh varna jabardasti nhi hai kabhi vaha usse kuch bol de, vaise hi vo apne man ki baat nhi batati jab bhi tu usse kuch kheta hai vo toh ek ghar me rehte hai isliye pata chal jata hai...( She said to clear everything)

Baba- devki ji ki baat bilkul shi hai, vaise jana kab hai..

As- ek hafte baad...

Maa- haa toh phele soch le uske baad Mai usse baat karungi, jao dono hath muh dhokar kapde badal kar aa jao...

As and karan come after changing their clothes...

As- maa dadi, Karu or Haseena ji kaha hai...

Maa- vo teeno pass vale garden gaye hai maa ne kaha thodi taza hawa bhi mil jayegi or chal bhi lengi...

As- toh hamara garden bhi toh bada hai hai vaha ghum leti...

Baba- koi nhi karishma or Haseena gayi hai na sath aate honge..

K- haa bhai or 8 bhi nhi baje abhi toh...( with chill)

Maa- lo aa gaye...( looking at them Ks and Hm enter while talking and laughing)

They come and sit on couch..
Baba- kaise raha maa...

Dadi- bhut acha laga, kabhi kabhi chali jaya karungi...( Happily/

Maa- acha hai ghar se bahar nikalna chaiye, mai khana lagva deti hu...

Dadi- bahu Mera mat lagvaiyo...( Nervously)

Hm- maa hamara bhi nhi hume bhook nhi hai...( Nervously)

Ks- or mujhe bhi nhi hai...( nervously)

Maa- are ye kya teeno ko nhi khana...

As- maa pakka kuch khakar aaye honge kyuki Karu ko toh bhut jaldi bhul lagti hai...( Suspiciously)

Dadi, Ks and Hm look at each other...
As- Haseena ji boliye kuch khaya hai kya...( Sternly)

Hm-haa vo chaat kha li thi, bhelpuri, golgappe or tikki, dadi ji or karishma ki galti nhi hai humne hi bola tha hamara man kar raha tha sorry...( Looking down)

Anuseena-A different love story Where stories live. Discover now