57. His mood swings

961 128 171
                                    

Continued...
Maa- khabardar jo esa bola kabhi toh...( Maa sit beside her on floor) Tere aane se toh Ghar me khushiya aayi tu kaise manhus ho sakti hai balki jab se tu gayi hai tabse khushiya chali hai, aaj ke baat kabhi khud ko manhus bola na toh thappad khayegi...( Angrily)

Maa took her in her embrace....
Hm- toh kyu hamare sath esa hota hai abhi toh sab thik hua tha, agar Anubhav ko kuch ho gaya toh hum kaise jee payenge...( While crying)

Maa- kuch nhi hoga hum sabki dua hai na uske sath, bhagwan sab thik karenge...( Assure her)

Maa made her stand and sit on chair..
Dadi- chhoti bahu tu chinta mat kar bhagwan Teri jarur sunega...( Sitting on other side of her)

Baba- tu toh hamare ghar ki Lakshmi hai...

Ks- or bhabhi aapke Karan hi Bhai me change hai vo ab apna khadus roop kam dikhate hai...

K- sahi kaha is chipkali ne...

All console her...
After 3-4 hours later...

Doctor come out all went to her...

Dr- treatment successful raha hai, unhe ward me shift kar rahe hai 2 ghante me hosh aa jayega...

All took sigh of relief, and thank God in their mind...
Hm- or Dr kuch khas dhyan rakhane vale baat...

Dr- unko tension bilkul mat lene dijiyega or unke samne kuch esi baat bhi na kare...

Hm- ok Thankyou Doctor...

Maa- bhagwan ka shukar hai Mera bacha thik hai...( with smile)

Dadi- haa bas ab uske samne khushnuma mahool hi banaye rakhna hai...

Maa- sahi kaha maa aapne hum sabko dhyan rakhna hoga uske samne koi bhi tension ki baat na kare khas kar Singh sahab aap jo mere bete ko koste hai business ke liye...( Glaring her husband)

Baba- haa haa devki ji mai usse kuch nhi khaunga...( Scaredly)

Ks- bhabhi...( She shouted as Haseena unconscious)

Karan hold her before she fall...
Maa- isse kya hua...

Baba- karan andar doctor ke pass le chal...

In ward, doctor check her...

Dr- inhone subha se kuch khaya Piya nhi hai kya...???

Maa- nhi khaya hoga, pata nhi hume...

Baba- karan jab subha Ghar Gaye the toh kuch khaya tha...

K- haa nhi khaya tha Ghar par toh..

Ks- yaha aane ke baad bhi nhi khaya...

Dr- abhi hosh aa jayega kuch khila dijiyega vaise thik hai...

Baba- ji doctor sahab...

Doctor went from there...

Few minutes later, Hm get conscious. All are glaring her...

Hm- aap sab hume ese kyu ghur rahe hai...( Nervously)

Maa- batane ka kasht karegi kuch khaya Piya kyu nhi subha se...

Baba- esa kon karta hai....

Dadi- hum sab jante hai Anu ki chinta hai par usme tu khana nhi khayegi toh Anu ka dhyan kaise rakhegi...

Hm- esa nhi hai vo toh..( hesitately)

Maa- bol nhi toh daat padegi...( Scold her)

Hm- vo humne prathna ki thi jab tak Anubhav ka treatment successful nhi ho jata hum kuch khayenge piyenge nhi ..( hesitately)

Anuseena-A different love story Where stories live. Discover now