18. comfort

1.3K 137 254
                                    

Continued...

As- Haseena ji chali kaha gayi...( worried)

Then Something strike in his mind and he run to his room, open the wardrobe area with his fingerprint, light on inside, Hm relief..

He slide the door and come inside see Hm is sitting inside holding her knees, seeing him she get up and hug him..

Hm- Anubhav ji please hume bacha lijiye hume bhut dar lag raha hai please hume yaha se le chaliye...( Frightenedly)

As- Haseena ji kuch nhi hua hai hum hai na...

Hm- hume yaha se le chaliye please...( Mummers against his chest)

As- haa chaliye...

He take her outside made her sit on bed give her water to drink...
As- aap let jaiye....

She lay on bed...
As- hum doctor ko phone karke aate hai...

Hm- please hume akela chod kar mat jaiye...( She held his wrist in fear)

He understands her condition...
As- kahi nhi Jaa rahe hai hum yahi hai...

He sit beside her see become unconscious and call his family doctor, soon doctor arrive and did her check up...

D- ye andar band kaise ho gayi thi...

As- pata nhi doctor itne hum inse puchte ye behosh ho gayi thi...

D- inhe claustrophobia hai ( which shocked him) or shayd andhere se bhi dar lagta hai isliye ghabra gayi, jyda chinta ki baat nhi hai maine dawai likh do hai aap samay par de dijiyega or khayal rakhiyega....

As- ji...

Doctor left from there, As told one servant to bring medicine..

As-humne aaj Tak inhe itna Dara hua nhi dekha or kabhi bataya bhi nhi ki inhe claustrophobia hai, hume batayengi bhi kyu baat bhi toh nhi kar rahi thi humse...(sadly)

He look at her face sweat is on her face, he open AC and try to get of her grip but she is not leaving him...

As- acha thik hai yahi hai hum...( with small smile)

An urge to kiss on her forehead come in him, he bend to kiss but stopped in middle...

As- ye kya karne jaa rahe the hum nhi ye galat hai...( In guilt)

All family member come as function over early...
Maa- Anu kya hua Haseena ko....

As- maa Haseena ji wardrobe area me band ho gayi thi or doctor se pata tha inhe claustrophobia or shayd andhere se bhi dar lagta hai isliye bhut ghabra gayi thi...

Baba- lakin vo vaha band kaise ho gayi...

Ks- bhaiya apne abhi tak bhabhi ka fingerprint bhi nhi lagaya....

As- nhi...( Looking down)

Maa- kya Karu Mai Tera itne dino se sath rahe rhe Teri galti ki vajah se Haseena band huyi andar, agar uska fingerprint hota toh esa nhi hota, bichari ab tak behosh hai..( annoyedly)

Baba- devki ji abhi Anu ko datna band kijiye Haseena ko hosh me aane dijiye phele...

Dadi- kitni der band rahi Haseena....

As- dadi hume nhi pata lakin shanti ne bataya tha jab humne pucha tha ki ek ghante se jyda samay ho gaya tha upar aaye huye toh shayd utna hi vakt hua ho....

K- Bhai aap change kar lijiye hum hai...

As- nhi Jaa sakte hum...( He show his hand which Hm is holding)

Anuseena-A different love story Where stories live. Discover now