23. First Festival

1K 131 329
                                    

A day before Teej...

In evening all ladies and Baba are in living hall, discussing something...

Dadi-bahu tune apni bahu ko bata Diya na kal kya kya karna hai...

Maa- thoda bhut toh bata diya tha...

Dadi- chal Mai hi batati hu...( she is about to start when As and Karan come )

Baba- are aa gaye tum dono bhi..

Maa- Shanti Pani Lana Anu or karan ke liye...

She bring water and they have it..
Ks- acha hua Bhai aap dono bhi aa gaye jaldi kapde badal aao fir sab sath me kal ki baat karte hai...

Dadi- haa jao...

Soon As and Karan come....
K-kya baate ho rahi hai...

Maa- kal ki kal teej hai na, or Anu or Haseena ki pheli teej hai upar se shadi ke baad ka phela tyohar hai...

K- fir toh khud dhamal hona chahiye...

Dadi- chalo phele Mai choti bahu ko batati hu kal kya hoga, kal tujhe vrat rakhna hai pura din kuch nhi khana na hi pina hai janti hu tere liye thoda mushkil hoga pheli baar rakh rahi hai ye vrat aurat apne pati ke liye rakhti hai jaise Mata Parvati ne shiv ji ke liye rakha tha....( As interrupted)

As-lakin dadi inhe karne ki kya jarurat hai or inke vrat rakhne se hamari aayi lambi kaise hogi ye sab bakwas hai...( casually)

Maa- Anu, chup kar tujhe kuch nhi pata riti rivaz ka, bhut bada tyohar hota hai ye samjha, Haseena beta tu bata tujhe koi problem hai...

Hm- nhi maa hume koi problem nhi hai hum rakh lenge aaram se hume aadat hai..( smiling)

Ks-aadat hai matlab bhabhi aapne kabhi phele bhi vrat rakha ha..

Hm-nhi chodo chalo haa dadi ji or kya karna hoga...

Dadi-subha Suraj nikalne se phele sargi hogi tu 4:30 baje aa jaiyo, or raat ko Puja hogi jisme Hari saree ya lengha phenna hoga solah shringar karne honge jisme mehndi bhi aati hai toh lagva liyo..

Ks- mai lagaungi bhabhi ko mehndi...

Dadi-or aurte jhula bhi jhulti hai bhut maza aata hai...

Hm-lakin hamre pass green colour ki saree nhi hai...(sadly)

Maa- koi nhi kal Mai desiner ko bula lungi saree lengha jo pasand aaye le liyo..

Dadi-vaise toh hare rang ke phente hai tu chahe toh apni shadi ka joda bhi phen sakti hai...

Except Dadi all look at each other..

Maa- maa jab Hara phente hai toh vo hi phen legi Haseena bhi or garmi bhi bhut hai shadi ka joda kaise phenegi..(nervously)

Dadi- haa thik hai...

Maa- Haseena kal ki chutti hai teri...

Hm- nhi maa or sorry hum chutti kar bhi nhi payengi...

Maa- lakin vrat me kaise kaam karegi...

Hm- maa kal hamara kaam 11 baje tak ho jayega toh 11:30 tak aa jayenge Puja kab hogi...

Maa- vo toh raat ko hogi...

After dinner in Anuseena room...

As- hamari maniye aap mat rakhiye fast, bekar me kyu bhooka rehna hai or apni raksha hum khud kar sakte hai...

Hm- hum jante hai aap kyu bol rahe hai aap hume apni patni nhi mante lakin maa hume apni bahu manti hai vo humse kuch nhi kheti kabhi hum apne hisab se kaam karte hai lakin unka bhut man hai toh maa ke liye hum ye vrat rakhenge, aap chinta mat kijiye hum aapse nhi khaenge hamara vrat khulvane ke liye, Naa apne pati hone ke rights aaj tak mange hai na aage mangenge lakin gharwalo ko dukh nhi dena chahte....

Anuseena-A different love story Where stories live. Discover now