22. Family time

1K 140 262
                                    

Continued....

After that they went to a restaurant to have dinner. They book private cabin for their family...

Baba- batao kon kya kahega...

As-aap or maa bataiye phele, or dadi aap bhi thoda toh kuch le lijiye, yaha shudh khana milta hai...

Dadi- nhi beta tum sab Khao Maine toh pet bhar ke kha liya jo choti bahu laayi thi ghar se banakar khana, uske hath ke khane ki baat hi kuch or hai...

Baba- ye toh bilkul sahi kaha aapne maa..

Hm- ye toh aap sabka badappan hai hum itna bhi acha nhi banate..( with soft smile)

K- esa nhi hai bhabhi maa ke hath ke khane ke baad aapka hath ka khana bhut swadisht hai...

Maa- ab toh maine bhut dino se khana banaya hi nhi hai...

Ks- acha ab kuch order karte hai bhut bhuk lagi hai...

Maa-hamara mat toh chaat khane ka kar raha hai...

Ks- mujhe dosa khana hai...

Baba- hum bhi dosa kha lenge...

K- mai Chinese khaunga...

As- hum bhi vo hi kha lenge noddles or Manchurian, Haseena ji aap bataiye ab kya khayengi...

Hm- aa vo hum...( hesitate)

Maa- Haseena tu ab bhi hichkicha rah hai beta Tera parivar hai sabne apni pasand ka bola hai..

Dadi- haa Haseena bahu jo khane ka man hai vo bata de...

Hm- hamara bhi man chaat khane ka kar raha hai lakin restaurant ki nhi street ki kyuki vaha ki hi tasty hoti hai, baki aap batiye kya acha milta hai yaha ka...

Ks- bhabhi aap pav bhaji kha lijiye bhut tasty hoti hai maine khayi hai vo toh abhi dosa khane ka man hai varna vo hi khati...

Hm- thik hai hamare liye ek plate pav bhaji mangva dijiye...

As call the waiter and give order...
Ks- jabse bhaiya bhabhi ki shadi huyi hai tabse pheli baar sab sath aaye hai..

Maa- haa parivar ke sath kitna acha lagta hai, sab sath hote hai toh..

Hm- hume bhi aap sabke sath acha laga aaj roj toh itna time spend nhi kar paate or yaha aake hi family ka matalab samjh aaya hai...( smiling)

Dadi- beta ek baat puchu...

Hm- dadi ji aap hukum kijiye permission mat lijiye...

Dadi- tere maa baba bachpan me gujar Gaye the lakin parivar me or koi toh hoga na esa toh hota nhi ki koi bhi nhi ho...

Hm smile softly...

Hm-chaliye isi baat par aap sabko apne past ka ek phase batate hai...

Ks- haa bhabhi bataiye itne dinner aayega aap apni story batiye...

As- chalo aaj aapke baare me thoda jaane ko milega...( in mind)

( I am changing ammi abbu to mummy papa hope you don't have any problem)

Hm- hamare mummy papa ki love marriage huyi thi, sab khilaf the uske siwaye hamari dadi ke hamare dada ji bhi kam khilaf the lakin hamare tau ji ne unke dimag me kafi kuch bhar diya tha kyuki hamari mummy muslim thi, is vajah se dada ji ne dadi or hamare mummy papa ko ghar se nikal Diya tha.....

Maa- kya love marriage ki vajah se....

Hm- haa dadi ne chupke se shadi karvayi thi hamare papa ki uske baad dada ji or tau ji ne milakar ghar se nikal diya tha....

Anuseena-A different love story Where stories live. Discover now