53. Loss

961 134 227
                                    

Happy Holi Everyone❤️❤️✨✨

Few days later...

In Office...
Baba come in Anubhav's cabin...

As- baba aap aaiye na..( he stand from his chair)

Baba- socha bhut dino se office nhi aaya toh dekh lu, acha pichle hafte ek deal hone vali thi uska kya hua tune bataya nhi kuch...

As- baba deal huyi nhi...( Sadly)

Baba- kyu tu or karan bol rahe the na sab ho jayega, bhut achi deal thi...( Shockingly)

As- bas baba end time par unhone mana kar diya or kaha unhe hamara idea acha nhi laga...

Karan come there...
K- are baba aap bhi yaha hai..( with smile) acha Bhai vo Mr singhania hai na unhone hamare project me invest karne se mana kar diya...( Tensedly)

As- kya kyu...( Shockingly) Unke bharose hi toh ye project start Kiya tha...

K- unhone bola ki vo loss nhi chahte unke hisab se ye project nhi chal sakta...( Disappointedly)

As-ese kaise khe sakte hai vo.(Angrily)
Hamari meeting fix Karo...

K- Bhai vo unhone aapse meeting karne ko mana kar diya hai, unka khena hai ki..( nervously)

Baba-karan baar puri kar...( Sternly)

As- haa bolo karan..

K- unka khena hai ki bhai unprofessional hote jaa rahe hai business me dhyan nhi hai jab dekho meeting postponed karte hai..( nervously)

Baba- Anu ye sab kya sun Raha hu mai, tu meeting kyu postponed karta hai...

As- baba hume yaad hi nhi aa raha kab Kiya humne esa...( He said plainly)

Baba- Abhishek ko bulao usse tere schedule ke baare me sab pata hota hai...

As called him, he come there, baba asked him...

Abhi- vo Anubhav ko bhabhi ke sath bahar jana tha, ek baar tab ki thi postpone, fir jab dobara rakhi toh fir shayd se bhabhi ke pass Jana tha...( Casually)

Baba look at As, who is silent...
Baba- thik hai karan, Abhishek tum jakar kaam karo...

They left from there...
Baba- ye kya hai Anu, tu toh kabhi apne kaam ko lekar laparwah nhi tha, ab ye personal or professional life ko mix kyu kar raha hai, bhut bharosa karke tere hatho me business saupa tha maine agar tujhse nhi ho raha hai toh bata de abhi bhi mai sambhal sakta hu...( He said seriously)

As- nhi baba esa nhi hai aap please esa mat boliye hum aapko shikayat ka moka nhi denge...( He said in requesting tone)

Baba is about to say something but Anubhav's phone start ringing, they see the caller id, it is show Haseena...
Anubhav look at baba and decline the call...

As- sorry baba..

Baba- dekh Anu business ko upar uthane me time lagta hai lakin niche aane ke liye ek jhatka hi kaafi hota hai or Mai nhi chahta esa ho...

As- baba hum Puri mehnat karenge...

Baba- ek or baat kabhi tu is chakkar me Haseena ko bhul Jaye vo bhi Teri life me important hai, bas jo time jiske liye ho us samay karna chahiye..( he nodded) or haa kabhi is baat ka gussa tu uspar nikale....

As- ji baba...( Calmly)...
.
.
.
At night...

Anubhav is working on laptop, when his phone start ringing. He look at caller id, he received the call..

As- boliye...

Hm- kya boliye na hello hii kuch nhi or subha se itne call kare ek bhi receive nhi Kiya...( In complaining tone)

Anuseena-A different love story Where stories live. Discover now