24. Teej Celebration

1.1K 134 294
                                    

In Anuseena room..
Hm enter the room smiling, As who is reading book look at her...

Hm- Anubhav ji lunch ready hai aap lunch kar lijiye...( smiling)

As-ji lakin aap....

Hm- hamara fast hai na baba,karan or
Karishma aapka wait kar rahe hai, dadi ji ne kha liya hai.

As- haa jaa rahe, lakin aap kafi khush nazar aa rahi hai...

Hm-kyuki hum khush hai..( smiling)

As- aap bura na maane toh karan jaan sakte hai...

Hm- haa vo aaj jhula jhulne bhut maza aaya hum bhut pasand hai, bachpan me mummy papa ke sath park jaate the toh bhut saare jhule jhulte the uske baad shayad aaj jhule the, uncle bhi lekar jaate the lakin kabhi man nhi karta tha jhulne ka yaad aati thi mummy papa ki,lakin ab hume bhi parivar mil gaya hai isliye Aaj dil se Masti ki jhula jhule...( smiling with slight tears in her eyes) sorry humne bhi kya baaton me laga diya...

As- sorry bolne ki jarurat nhi hai pati hai hum itni baate kar sakti hai, vaise toh humse shadi karne se phele se ye parivar aapka hai maa baba ne beti mana tha,aage agar humse rishta khatam hota hai toh aapka is ghar par or parivar par pura hak rahega....

Hm smile but somewhere in her heart it pained thinking of ending of their relationship....

As- hum aate hai...

In Evening around 7pm...
Hm and As both are in room she is setting the dressing table, while he is working on laptop...

Maa and Dadi come in their room, Hm get up from stool...

Hm- are maa or dadi ji aap dono, kuch kaam tha toh hume niche bula lete vo hum dressing table set kar rahe the...

Dadi- are are tham ja koi baat nhi hum aa gaye upar...

Maa- haa or Tera bhi vrat hai itna upar niche karegi toh tabiyat kharab ho Jayegi

Hm- bethiye na aap dono...

As- haa aap dono khade kyu hai...

Maa and Dadi sit on bed, Hm also sit with them...

Maa-hum toh tujhe ye Dene aaye the...

Hm- ye toh lengha hai or kya hai...

Dadi- teej ke tyohar par saas apni bahu ko jewar deti hai vo hi hai or Tera toh phela hai, tujhe pure sohla shringar karne hai uska saman hai..

Hm- thik hai lakin jewellery toh hai hamare pass maa ne di thi..

Dadi- toh ye bhi hai hum dono ki taraf se ye toh kuch nhi hamare ghar ki bahu ke pass toh jewar ki kami nhi hoti..

Maa- ha ye phele maa ne mujhe Diya tha or ab Mai tujhe de rahi hu isme hum dono ka ashirwad hai...

Hm-ji...( she touch maa and dadi feet)

Maa- are bas bas mere pair mat chu kar meri toh beti hai tu...( smiling)

Hm-toh kya hua maa ke pair nhi chu sakte hum...

Dadi- Anu tu kya itna shant betha hai...

As- aap aurto ke bich hum kya bole ab...

Dadi-kuch tohfa laya hai apni patni ke liye ya nhi tere liye vrat rakha hai...

As- vo..vo toh baad me hi batayenge...

Maa- mujhe lagta hai Anu kuch nhi laya hoga Haseena ke liye..( in mind sadly) chalo ab hum chalte hai Haseena ache se tayar ho jaiyo kuch madat chahiye ho toh Karu ko bhej dungi...

Hm- ji maa...

As- maa hamare liye kuch kaam hai...

Maa- haa hai na ab tu kamre se bahar chala jaiyo taki Haseena ache se tayar ho sake..

Anuseena-A different love story Where stories live. Discover now