61. Return of past

838 122 122
                                    

Continued....

Abhishek come downstairs with envelope and handed over As..

Ks- kya Bhai aap bhabhi ko ye chota sa envelope denge...( Disappointedly)

K- haa bhai Anubhav Singh apni engagement me itna sasta gift...

Maa- are ruko toh sahi phele dekhne toh do...

Baba- Anu kya hai isme...

As- abhi pata chal jayega..lijiye Haseena...

Hm- kya hai isme...( With curiosity)

As- kholiye...

She open it find some papers, she read it but can't understand..

Hm- hume kuch samjh nhi aa raha ye kis chiz ke papers hai ek toh likha Chhota Chhota hai...

As- acha chaliye hum batate hai Bandra( Mumbai ki hi jagah hi hai)   me aapka Ghar tha na jaha aap apne maa baba ke sath rehti thi ussi ke paper hai jo ab aapke naam hai...( She get shocked) Or aapke baba ki company thi SHR CORP PVT LTD jo aapki maa sadhna malik, aapke yani Haseena malik or aapke papa Raj Malik ke naam par thi jisko badal kar ARC rakh Diya tha jo vapis SHR rakh Diya hai or us company ki owner ab hai Haseena Malik...

All get happy but Hm is shocked, she is looking at him without blinking...

Baba- are waah Anu tune kya tohfa diya hai, sabse acha...

Abhi- lakin bhabhi kuch bol kyu nhi Rahi hai...

As- thoda jhatka laga hoga..

Maa- ye sab baate baad me phele mehmano ko khana khila de...

All guest have food and left from there except Abhi, Ps and Pf...

Dadi- chhoti bahu kya hua tujhe jab se chup chup hai...

Maa- haa beta jab se vo bataya hai Anu ne tab se chup hai...

As keep hand on her shoulder...
As- Haseena..

She look at him...
As- kya hua aapko acha nhi laga...

Hm- hume samjh nhi aa raha kaise react kare ek dum itna sab kuch...

As- aap khush hai ya nhi...

Hm- khushi ka toh hum bata nhi sakte ek dum se aapne itni badi Khushi de di hamara Ghar jo humse chhin gaya tha jisse hume nikal diya jisme hamare mummy papa ke sath ki yaadein hai vo aapne vapas de diya...( with teary eyes) Aapka ye ehsan hum jindagi bhar nhi bhul sakte, jo aapne Diya hai humne toh kabhi nhi socha tha hume milega.....

As- ehsan nhi kiya hai humne aap par aap hamari hone vali patni hai aapki Khushi ke liye kiya hai, jo dard aapne saha hai vo toh humne se koi nhi samjh sakta, jab hamara Ghar gaya toh dusre ghar me chale gaye lakin jab aapke sar ke upar se chhat gayi tab koi nhi tha aapke sath, kitna kathin samay raha hoga, jo aapka hai aap deserve karti hai vahi diya hai humne...( with smile)

She didn't said anything but hugged him tightly...
Hm- Thankyou, Thankyou so much....

He rubbed her back to console her...
Maa- jo tune Diya hai na usse acha koi tohfa ho hi nhi sakta...

Anuseena break the hug.
Baba- sach me mujhe garv hai tujhe par Anu tune hamara ghar toh vapas laya hi Haseena ka bhi...

K- or bhabhi aap ab SHR ki owner hai...

Hm- hmm, lakin Anubhav hum chahte hai vo company hamare papa ke naam par hi rahe....

As- ye company aapke papa ne aapke, aapki maa or aapne name hi rakhi thi or owner vo the phele lakin papers par likha tha ki unhe kuch hota hai toh company ki owner aap hongi...

Anuseena-A different love story Where stories live. Discover now