40. Her emotional breakdown

1.1K 162 341
                                    

Continued....

She ran to her room about to close the door but ritvik come there and held door with his hand and give mischievous smile...

R- darling Aaj nhi Aaj bachke nhi Jaa paogi aaj Tak ritvik ne itni aasani se kisi ko jaane nhi Diya hai itni achi planning ki sab bahar rahe toh aaj toh sawal hi nhi uthta...( Smirked)

She is now very scared but she is forcing to close the door but he pushed it with his all strength.

She scared...
Hm- dekho hum khe rahe hai hume jaane do varna...( Strongly)

R- varna kya haa mujhe darayegi..
( He laughed)

Hm- dekho ab bhi vakt hai dur ho jao humse varna humne complaint kar di na Puri Umar jail me sadoge....( She try to threaten him)

Ritvik laughed...

On other side, two car stops at a point..

Bua- yaha kyu gadi roki...

Maa- vo didi kisi ko kuch khana ho or ya kisi ko us gadi me bethna ho toh bhet jayenge...

All come out of car except dadi and bua...

Maa- Anu Haseena nhi utri gadi se...

As- lakin maa Haseena ji toh aap sabke sath thi na balki hum ye puchne vale the...( Confusedly)

Baba- nhi beta Haseena tumhare sath aane vali thi...

As- lakin subha baat huyi thi na aap 7 jaane ek sath hum or karan ek sath..

Baba- haa lakin nikalte huye Teri bua aa gayi toh vo bhi aayi hai or Haseena aayi nhi thi tab tak toh humne socha vo tumhare sath aa jayegi, fir ritvik ji bolne lage vo vahi rukte hai tumhare sath aa jayenge kyuki Haseena ka phone nhi lag raha tha usse bata nhi paaye...

As- lakin aapne hume fir call kyu nhi kiya...

P- Ritvik karne vale the unhone Kiya hoga na..

K- didi unka koi call nhi aaya...

As- haa unhone toh call nhi kiya..

Maa- yani Haseena or Ritvik ji vahi rahe gaye...

As- haa yani Haseena ji ek min..( He now understood everything) Hume jald ghar Jana hoga Haseena ji khatre me hai..( scaredly)

He immediately sit in car, karan also sit and they drove from there...

Ks- ye achanak Bhai ko kya ho gaya...

Maa- pata nhi lakin usne ye kyu kaha Haseena khatre me hai..

Baba- lagta hai hume bhi ghar chalna chahiye, priya, karu andar betho abhi...

They also drove towards the home..

In Anubhav car...
K- Bhai kya hua hai...

As- vo tujhe baad me bataunga tu Haseena ji ko call kar...( Panickedly)

He called Haseena but her phone is switched off...
K- switched off jaa raha hai...

As increase the speed of car...
As- hume bhut dar lag raha hai...( Worriedly)

K- Bhai kuch baat hai kyuki aap itni teej gadi chala rahe hai...

As- abhi tu itna samjh le teri bhabhi khatre me hai, tu landline par phone karne ki koshish kar..

Karan did this but no one received the call...
K- koi utha nhi Raha...

They stuck in traffic, As hit his hand..
As- daam it...( He pray for her safety in his mind)

Anuseena-A different love story Where stories live. Discover now