25. Trust

1K 140 348
                                    

Continued....

As- vo hum...( nervously)

Maa- kya hua Anu kuch laya nhi kya...
( worriedly)

Hm- agar nhi bhi laaye toh koi nhi humne gift ke liye fast nhi rakha tha...

Dadi- lakin ek pati ka farz hota hai ki uski patni uske liye Sara din bhuki pyasi rahegi toh ek gift toh de sakta hai na, Anu tujhse ye umeed nhi thi chalo manti hu tujhe nhi pata lakin Maine majak me kaha tha na...

As- sorry dadi aapko tok rahe hai lakin hum laaye hai kuch...

He take out a box from his trouser pocket...
K- ab laaye hai toh bhabhi ko de bhi dijiye...( smiling)

Hm is sitting beside him, he extended the gift towards her...
Hm- iski koi jarurat nhi hai...

Baba- le le beta Tera hak hai..

Hm- ji..( she take it) Thankyou....

K- bhabhi khol kar dekhiye kya hai...

She open it find a pair of diamond earrings she smile and show to others..

Maa- bade pyare jhumke hai...

K- lakin Bhai aap itne nervous kyu ho rahe the

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

K- lakin Bhai aap itne nervous kyu ho rahe the....

As- vo baba ne itna Sundar necklace diya or hum sirf kaano ke jhumke...

Hm- gift gift hota hai or hume ye bhut pasand aaye...( smiling)

Baba- or vaise bhi ye konsa saste honge kareeb...( baba is about to say but As nodded in no)

He stop baba Because he know if she get to know the price she never take it...

Ks- vaise bhaiya jhumke laane ka kuch khas karan hai ya ese hi...

As-esa kuch khas karan hume ache Lage toh ye le liye or humne dekha hai Haseena ji or kuch phene ya nhi kaano me jhumke or hath me unki maa ka bracelet jarur phenti hai...

This made her shocked as he notice this thing, she look at him..

K- kya baat hai bhai bade gaur se bhabhi ko dekhte hai..( teasing him)

As- esa kuch nhi hai vaise bhi jab Sara din samne rahengi toh Nazar toh jayegi na...( fumbling)

Ks- haa haa bol lijiye jhoot...

Hm- humne kabhi nhi socha tha ki ye hume itne gaur se dekhte honge or ye pata hoga ki hum earrings jarur phennte hai...( in mind)

Maa- chalo Haseena ki pasand ab pata chalne lagi hai isse bas ese hi dhire dhire Inka rishta sudharta jaye...( in mind)

Dadi-choti bahu phen kar toh dikha...

Hm- ji dadi ji...

She take out her earings then wear which her husband brought, she struggle to wear one as it's not locking..

Anuseena-A different love story Where stories live. Discover now