Kavya ki begunahi

43 3 2
                                    

Adhi reached the campus and requested a meeting with Jaydeep.. jaydeep gave him a chance to talk.. and Adhi presented all the evidences he got from basanthkhedi.. "Kavya nirdosh hai.. usne to sirf batane ki jatane ki koshish ki ke uski behen nirdosh hai lekin gau wale itne pagal aur gawar the ke wo us sach ko sunna hi nahi chahte the aur uspe attack kiya.. in sab me uski kya galti hai" asked Adhi.. jaydeep went into deep thoughts.. "Hum IAS ki training le rahe hai, agar nirdosh ko nirdosh nahi kehsakenge to hum sar uthake jienge kaise" asked Adhi.. "sahi keh rahe ho, gau walo ne waise react kiya aur humne aise" accepted Jaydeep.. "Hum maante hai in saboot se ye to saaf hai ke Navya Bansal ki koi galti nahi thi wo bechari to bina wajah phasgayi..lekin abhi bhi asli gunehgaaro ka pata nahi hai lekin aap Kavya ko IAS bnadijie agey gunehgaar wo khud le aayegi aur sazaa bhi dilwaegi" said Adhi confidently..Jaydeep smiled and assured that Kavya will get her seat back with all due respect and with serious appology from the academy..Adhi smiled in relief and thanked jaydeep.. "Tum kavya ki begunahi ka saboot to le aaye.. apni begunahi ka kyu nahi?"asked Jaydeep.."kabhi kabhi bado k kamo ki sazaa bacho ko bhukatni padti hai sir, bas hum woi jhel rahe hai" said Adhi with a smile "bas aap kavya ko poore samman ke saath seat wapas dilwadijie, wo ek deserving candidate hai" said Adhi..jaydeep placed his hand on Adhi's shoulder assuring him that they will take action as soon as possible..
Adhi left from campus satisfied..
he stopped at a dhaba to have food as he felt hungry on the way.. while waiting for the food he stated missing his time with kavya imagining her sitting in front of him.. a smile crept on his face seeing the imaginary kavya.. "hamare liye itna sab kuch?" kyu?" asked imaginary kavya.. Adhi smiled at her "bas itni strong banjana kavya ke Netaji jaise log tumhara kuch na bigaad payein" said Adhi.. "Aur tumhara kya?"asked I. Kavya.."hum tumhe bachane ki koshish karenge Netaji aur bhaiya ki politics se" said Adhi.. "Tum hume keh kyu nahi dete jo tumhare dil me hai?" asked I. kavya "Nahi keh sakte, kabhi nahi kahenge, lekin tumhare sath khade zaroor rahenge.. hamesha" said Adhi.. imaginary kavya dissapeared as Adhi was disturbed by the waiter serving him food.. "Jab tak tum ek khabil afsar nahi banjati hum tumko protect krenge.. Hum jantey hai Navya didi ke qatil humare hi ghar wale hai, lekin agar abhi zyada dhoondne ki koshish ki to tumhari jaan pe qatra badhega, lekin agar tum kal ko power me aati ho aur tumhe pata chalega sachai ke baare me to tum stand le sakogi aur Netaji kuch bhi nahi kar sakenge" mumbled Adhi and smiled to himself

Adya - Ek kahaniWhere stories live. Discover now